Loss ki waja.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss ki waja.

    Loss ki vja hamara apna ghlti othaya hao step ha ham khod ghlt step othaty hain jsy markeet ko daikhy biagir trade lgana ya ksi asy insan sa sgnal ly k trade lgana jo ziada kuch na janata ho forex k bary mi markeet ki movement ka ziada pta na ho mtlb ziada experince na ho ya ham lot size ghlti lgin jitna suit hta ho is sa ziada lgain to hami loss ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss ki waja.

      loss ki aik hi waja ha dear wo ha lalach aur risk. jab aap lalach karo ge to nuqsaan hoga is liye aap ko chaiye k jab aap ki trades tora sa munafa de rahi hon to une close kar do bajae is ke k aap wait karo aur ziada kamane ki lalach karo, is liye hamen risk free trading karne ki zaroorat ha aik waqt me bahot ziada trade lagana b sai nai, in sub trades ko aik sath manage karna mushkil ho jata ha, lehaza apne account ko dekh kar k is me mojood balance kitna ha aur is pe kitni trade lagaen to acha ha is hisab se trade karen kabi loss nai hoga.

      اب آن لائن

      Working...
      X