Lose confidence se trading mein loss ho sakta hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Lose confidence se trading mein loss ho sakta hai.

    Ji han aapane theek kaha hai key lose confidence se trading Mein loss ho sakta hai isliye Hamen chahie ki Ham confidence ke sath kam Karen smile ke sath Chale Gaye aur trade Lagane se pahle market ko Jarur like Karen market ko analyse kiye Bina trade Nahin Lagani chahie aur Hamen trade Lagate Waqt stop loss aur take profit ka istemal bhi Jarur karna chahie
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Lose confidence se trading mein loss ho sakta hai.

      dosto forex trading ma ap ko hmesha confidence ho k trading krni chy kiun k confidence trading he ap ko forex trading ma profit earn kr k dy skti hy lkin agr ap lose confidence sy trading kry gy forex trading ma to aisy ap ko loss he ho ga forex trading ma es ly confidence hmesha qaim rkhy forex trading ma
      • #18 Collapse

        Re: Lose confidence se trading mein loss ho sakta hai.

        Dear friend market mein plan Hona chahie trading karne ka Apne race ko manage kiya jaaye koshish karen ke market ko acche tarike se analyses Karen market ko Behtar samajhkar trade open Karen minimum alert ka hi use karna chahie profit nikal Aaye market Main To theek hai loss Ho thoda Ho recover kar sake
        • #19 Collapse

          Re: Lose confidence se trading mein loss ho sakta hai.

          gee han bhai thek kaha hai ap ne is main hume lose be hota ha ur profit be is main jab hume lose hota ha tu phr hume os ka samna krna parta ha hume is main chart analysis ko dekhna lazmi hota ha tab hi kameyab be ho sakte hein ye hamre liye eik acha online business ha
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Lose confidence se trading mein loss ho sakta hai.

            Forex trading Mein Hamen loss confidence se kam Karenge To nuksan Hoga Agar Ham koi bhi stragity ko Apnate Hain yah apni Koi analyses Karke trade Karte Hain To Hamen confidence ke sath kam karna chahie aur apne Upar tress Karen ki Ham is is trade se fayda Asal kar sakte hain forex trading main Ham kamyabi tabhi hasil kar Sakenge Forex trading Mein Hamen apni feeling strong honi chahie Nafa nuksan Har Karobar Ka Aisa Hi Insaan ko Allah se ghabrana nahin chahie Apne kam per focus Karen aur mehnat Karen Apne kam ke mirror Kobita badhane ki koshish karen jitni Ham forex teading par time Denge mehnat Karenge practis Karenge utna hi Hamara knowledge or experience Behtar Hoga aur ham acchi trade kar Sakenge aur Forex trading Se Achcha fayda hasil kar Sakenge.

            اب آن لائن

            Working...
            X