trading ma excitement

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    dear mere khayal me ap jab bhi trading karo hamesha calm aur cool ho kar kro aur trading kay doran hamesha apne emotions ko control me rakho es se ap ko loss nahin ho ga aur ap asani se profit earn kar lain ge.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      apni trading shoro kartay hain din raat hard work kartay hain investment kartay hain aur har waqt hamari nazar aur soch usi kaam ki taraf hoti hai taa k hum jo itni mehnat kar rahay hain woh zaya naa ho jaye aur humain acha profit milay. apna plane bnate hain and aik jaga apna mind set karte hain phir ap apni trading start karte hain ap hard work karte hain apni money invest karte hain.
      • #18 Collapse

        q k agar humari trade mai excitment barh jati hai to hamay greed bhi bar jati hai or jis ki waja se hum jaldi jaldi trading karte hain jis ki waja se hum ko acha khasa loss hosakta hai. excitment natural hy because vo bohat huge profit ki umeed laga ker business start kerta hy uski khushi ki waja se neend urh jati hy
        • #19 Collapse

          ya iss liay hota hain kay aap uss main phass kar kaam kartay aur aap dar rahay hotay hain kay ab kia hoga maray paisay doob to nahi jaayga iss liay darnay kay bajaay enjoy kara kay trading karay to maza aay ga.
          • #20 Collapse

            gee bhai jan aisa hi hota hai meray sath bhi kay jab trade open karo tab say lay kar jab tak close na kr lo aik ajeez tarha ki bechaini see lagi rehti hai aur excitement bhi hoti hai kay pata nahi kitna profit ya loss hoga,mujhy yehi khubsurti pasand hai forex ki.
            • #21 Collapse

              excitment to zahir c baat hai humain is leay hote hai k jab hum ne trading main deal lage hoe hote hai to tab hum us k result ka intzar kar rahy hotay hai k ay ayeh humrai deal hit kar k humain profit day rahe hai ya loss is leay hum ziad exited ho jaty hain k abhi pta anhe kia bnay ga jis ki wja se hurai nened tak ur jate hai :p
              • #22 Collapse

                bhai wese to is chez ko dekhneka point of view har kisi ka alag hai jese kch log trade laga kar apne kam se nikal jate hain or kch log long trade karte hain or kch log wahen tike rehte hain result dekhne ke liye us waqt hamen bs ek bechaini si hoti hai k profit hoga ya loss...
                • #23 Collapse

                  buhaat Zyada excitmnet bhi problem Create karti hai... Forex trading Main Aap Ko Excitment ya apnay emotions ko Control main Rakhnaa hota hai... Aisa nahin K Ap nay eek trade lagai us main Acha profit ho Gyaa tou Aap nay excited ho kar dosri bhi Trade laga li ho Sakta hai k us main loss ho jye.. Forex buhaat Serious buisness hai yahan aap ko Apnay jazbaat ko feeling ko Mentain kar k kaam KArna parta hai
                  Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                  • #24 Collapse

                    this is not the right the forex is the business and this is the business not the excitement we should assume the forex like the business not take it as a game or gambling because if we will take it as a excitement then it means we are taking it as a game
                     
                    • #25 Collapse

                      ap bilkul thek keh rahe ho g is me forex me jb hm trade open krte hen to tension bhr jati ha g or is me trade dalne k bad sona mushkil ho jata ha g forex me is tension me ap ko ye krna chahye k stoploss or take profit zrur laga lia kren
                      • #26 Collapse

                        Dear yeh is liyai hota hai kyun kai jab apko koi bara profit milta hai and ap us kai barai mai soch kar excited hotai hai. And yeh excitement tab bhi hoti hai jab apko koi bohat bara profit ho raha and suddenly lite chaly gati hai. Yeh excitement har trader ko hoti hai and new trader ko zyada hoti hai,
                        • #27 Collapse

                          ya to ap ki treadinbg par hai k app kiss tarhan ki trading sy kiss tarhan ki existamnce kar sakty hain agar app ko trading achi hai to napp bahatar hai kar sakty auinj
                          • #28 Collapse

                            ji ha bilkul trading m excitement hoty ha yani humy jab forex m loss hota ha ya profet hota ha tu humy excitement hoty ha humy hota ha k humy is m profet ho jy jab profet ho jata ha tu us bat k excitement hoty ha
                            • #29 Collapse

                              mujhy nhi hoti...kyun k mery paas itna waqt nhi hota k isko enjoy kar skun..ye mery liye boring kam hai ..lkn filhal kar rha hun.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                ji haan bhai ye isye hota hain kyun k humein market ka pata nahi hota aur trade laga kar bethy rehty hain aur ye khety k lose na hoo lose na hoo aur lose hi hojata hain last main wo islye k hamre pass knowledge ki kami hian

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X