trading ma excitement
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1516 Collapse

    Trading mai excitement hoti hai Q k yahan par earnings ki involvement hothi hai aor jahan par profit earn karnay ki chances zyada ho wahan par automatically apki excitement be zyada hothi hai forex ik complete business hai jahan par aap bohot kuch earn be kar saktay ho aor bohot kuch loss be kar saktay ho aab ye aap pay depend kartha hai k aap kaisy es business ko handle aor control karty ho.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1517 Collapse

      Forex my excitement of Milti Hai Jab aap Forex Mein accha kaam Karenge Kyunki accha kaam karne se aapko profit Milega aur jab profit Milta Hai To Phir Hame Khushi milti hai aur Khushi Hai Hamari Hassan excitement hoti hai
       
      • #1518 Collapse

        Assalam o Alaikum waa rehmatullaha wa barakatuhu sab group members ko (: bhai hum apni raqm invest krty hain jis k loss hony ka b dar hota hai or barhny ki excitement b is liye hmara mind isi ki tarf rehta hai wesy b trading interesting hai game ki trah bnda chahta hai k is pe hi lga rahy..
         
        • #1519 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: mianzohaib پيغام ديکھيے
          friends jab hum trade lgaty han tu hmari excitement berh jati ha or hmara her wqat dehan hmari trade ki traf lga rahta han yahan tak k sona b mushkil ho jata ha aisa kion hota ha?
          mere khayal se aexa islye hota hai q k hamara paisa lagawa hota hai r is situation mai hamara sara dehan is pe lagawa hota hai jx ki wajah se hame neend bhi nai ati hai..
          • #1520 Collapse

            Jab tradind shoror krtaty hai tou es waqat excitemengt hoti hai. likan ya excitement es waqat aur bhe zada hoti hai jab hum es market msai profit earn kraty hai. es waqat humri koshish hoti hai k hum es msrket mai zur zadsa woring kray aur frex market mai earning hasil kray.
            • #1521 Collapse

              Assalam o alaekum!!
              friend forex trading kay liye apny ap ko puri tarha sy tyar rakhna chahye loss hony ki surat main bhe aur profit hasil krny ki surat main bhe. jub hum trading ko apny uper puri tarha sy havi kr laity hain yani kay jub trading krty hain to hamary andr lalach barh jati hay tb hum sirf isi kay bary main sochny lgty hain jo her waqt yeh bechaini rehti hay kay humen kub profit mily ga. so behter yeh he rehta hay kay hum lalch ko aik side per rakh kr sirf apny uper believe kren jis ka sila humen zaroor mily ga.
              • #1522 Collapse

                Kio k jab hum trading kr rahe hote hain to us waqt hamari sari investment ka inhesar trading pe hota hai is liye hum apna sara dhyan trading pe laga dete hain aur ise profit main jate hoe khush hote hain
                • #1523 Collapse

                  Pehly pehl aisa bahot hota hae phr bad men bnda aadi hota jata hae aur sb kuch normal ho jata hae aur isky ilawa jitni apki lot km laggi hogi utni apko tention km hogi aur jitni aap lot barri open karren gy utna apko tention ziada hogi to lihaza hamesha lot apny account balance k hisab sy open karren.
                  • #1524 Collapse

                    hum jab trade main kam karty hain to is main kafi achi earning haisl hoti hay to hum is main excited ho kar kam karty hain kay market main achi earning jo hasil ho rhai hay magr humain demo ko use karna ho ga jis ki help say market main kam kar sakty hain or humain hard work karna ho ga jis say market ko learning karnay ka moka milay ga
                    • #1525 Collapse

                      g bhai ap ny sahi kha hai mery sath bhi aysa he hota hai hm trading k mamly main humari yahi exitment hoti hai es liye tu hmain apny emotion patr contro ralhny ka kaha jata hai forex trading main jub hum exited hoty hain tu hum khud he koi na koi galti kar dety hain jis ki waja se hmain loss ho jata hai foorex trading ko smjhna chahye
                      • #1526 Collapse

                        agar hum forex trading main profit earn karty hay to es trha humay khushi bhi milti hay so humay chahiey keh forex trading main ziada say ziada focus karen kyun keh sahi say focus karnay main he faida hota hay aur jab hum esmain regular earn kar lain tab he esmain kamyab hoty hay
                        • #1527 Collapse

                          jee bhai aap ki bat thek hai jb hmari trade open hoti hai to hir time he hmara dehan trade ki traf hota hai mari trade open ho to man rat ko bhi oth kr dakta hon k market khan pr hai
                          • #1528 Collapse

                            Forex trading Mein traders update karte hain to market ke up and down hone se traders ki excitement badhti hai aur woh trade co Samajh Kar trade Karte Hain aur apne kaam ko enjoy Karte Hain
                             
                            • #1529 Collapse

                              agar hum forex trading main profit earn kar lety hay to humay esmain khush hona chahiey eskay sath sath humay chahiey keh esmain learning bhi karen kyun keh learning kartyy huway humay market kay bary main har new cheez kay bary main pata chalta hay
                              ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1530 Collapse

                                Trading men agar exitment na ho to phir to trading ka mazza bhi ni aata ye sach baat hai hamari jab trade lggi hui ho to hamara dehan sirf trading per hi hota hai.
                                But hamen apni trading time table k motabiq krni chahiye hamen trading ko zahn per sawaar ni krna chahiye iss se hamen depration ho gi aur hamara damag demage ho ga yani k ham fresh ni honge .
                                Trading k liye zaruri hai k hamen mently fresh hona chahiye ta k ham aasani sahi market analyse kr saken.
                                :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                                CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X