trading ma excitement

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1171 Collapse

    trading mai excitment to hoti ha but ziada excited nahi hona chahy .q k ziada excited hona aksar okat loss ka sabab b ban skta ha .es lia tradng ko normal lena chahy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1172 Collapse

      sallam to all brother and traders. forex main excitement us waqt hoti hai jab bnda profit kr rha hota hai ic liye ager hmhen loss hota hai to ham sad ho jty hian ic liye hmhen trrading ko soch smjh kay sth krni chaiye aur hmhen trading kay rules pta honay chaaiye
      • #1173 Collapse

        Dear ge han me aap ke baat se itafaq krta hon ke trading ke waqat hamara dihan sirf trade per he laga hota hai q ke agar aap ke pass 1000 dollars ho to aap ka dihan sirf trading per he ho ga q ke aap ke uper tension he ho ge ke aap ka kahe loss na ho jai,
        • #1174 Collapse

          bilkul shi kaha ha is kam ko smjh kar kare to insan ki kismat chamke gi or camakti rehe gi agar soch samjh kar kare to inshaAllah dekhna
           
          • #1175 Collapse

            Forex trading aik aisa business hay keh esmain agar hum theak say work karty rahy gay tab hum market say acha profit earn kar sakty hay aur esmain kamyab bhi ho sakty hay so humay esmain theak say focus bhi karna chahiey keh market main earn kar sakty hay
            • #1176 Collapse

              ji han mere bhai fores trading main din raat ek nahi karni parti aap ko bataya b ha sirf ek ghanta mehnat karni parti ha phir ap dekhna prfit hi profit hota ha
               
              • #1177 Collapse

                Agar hum forex trading main theak say profit gain karen to humay bohat excitment hoti hay bs humay esi excitment ko maintain rakhty huway forex trading main acha profit ko bhi maintain rakhna chahiey tabhi humay kuch faida hota hay
                • #1178 Collapse

                  bilkul thke kaha apna bilkul aese hi hota h hamare sath iski waja ye h k humare ma patience ni h lekin just new traders k sath hota h sath time k wo bhi set ho jate hn.
                   
                  • #1179 Collapse

                    Forex trading aik bohat acha business hay so agar hum esmain profit earn kar lety hay to humary liey bohat ziada excitment hoti hay so humay chahiey keh es excitment kay sath sath trading ko theak say focus kar kay trade bhi karen
                    • #1180 Collapse

                      forex main kaam kartay howay jaldbazi aur greedy na karay aap k liye money earn karna easy ho ga aur es main greedy na karay aap k liye behter hoga aur es main mind se trading karay thankful for question
                       
                      • #1181 Collapse

                        apki bat bikul thek hay mein agree krta hun apki baat se waqai asa hota hay ky jb hm kam kr rhy hoty hain tw bhot excitement hpoti hai q ky new new kam hota hay or earning ki jldi hoti hai intizar nae krny hota. or jb order place hua va ho tw waqai sony nae hota na khany peeny hota hay .
                        • #1182 Collapse

                          han yeh tou hai traders ko exitement tab ziyada hoti hai jab market rates up ho rahay hon tab tou traders ki khushi daikhnay wali hoti ho gi khair mein tou just posting karti hoon trading ki tou bus tareefein he suni hain
                          • #1183 Collapse

                            Trading agar ap pakistan forex forum trading my agar ap pakistan forex forum trading my agar bhot achy earn
                            • #1184 Collapse

                              tarding mei excite ment lami hi honi chaiy likin apko itna bi zayadah is ko nai lana ho ga kay jsis ay apko is buisness mei lsot ho jaiy ye pako boaht hi zayadah weak kar sakat hai is laiy hi apko is ko boaht hi thora rakh kay hi chalna ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1185 Collapse

                                hum jab trading akrty hain to huamin trading main sab say pahly is main apny money managment ko dykhty hoye trading karni chahiye or humain trading main loss b ho sakta hay or humain trading main profit b hasil ho sakta hay or jab humain kafi profti hasil hota hay to humain boht excitment hoti hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X