trading ma excitement

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1021 Collapse

    dear brother.......mere khayaal say her ek k sath hota hai haali ap k sath nai hota ......mere khayaal say yeb b forex trading ka hisa hai .....asal may insaan paisay pay merta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1022 Collapse

      g han is ma ap ko excitement honi to chahya lakin is ma har kisi ko emotions sa dor rahna k la hi kaha jata ha jo k nuksan dah chez ha trade k lya or ya kam har tarhan sa stratagy sa ya phr expert hona hi pa fida data ha
      • #1023 Collapse

        yes trading is a enjoyment ang exitment due to which we improve our trading and get money and dont ast our time .ap ko emotion per control ker ly tu ye achi bat ho ge ap ky lie is liye zayda excitment be achi nahe
        • #1024 Collapse

          g han yeh apki bat bilkul sahi hey aur hamen always apne emotions ko achi trha se control karke hi is main trade karni chahiye to hpir hum is main kabhi bih fail anhin hotey hain aur always hum is main achi trha se successful ho saktey hain.
           
          • #1025 Collapse

            trading is full of exitment as risk is involve in it also it has mental test so gaining profit is the father of exitement.it is double if the losese are reduce to much of extent
            • #1026 Collapse

              Jab bhi koi trader profit earn karta hay forex market say to wo es say bohat khush hota hay so humay chahiey keh aisay he agar hum profit earn kar rahy hoty hay to sath sath other trading ko bhi theak say daikhty rahy us khushi main other trades ko loss main na kar lain.
              • #1027 Collapse

                dear g han bilkul mein ap say agree karta hun k jab ham trading karty hain to ham bohat zyada excited ho jaty hain hamara dhayan trade mein hi laga rehta hy aur sometime neend bhi urh jati hy jab koi order phans jaye
                • #1028 Collapse

                  han g bilkul sahi kaha ap nay mere bhai. excitement berh jati hea . jub ap trade kerte hean kunke us wakt ap frofit ke dreams deakhna shuru ker deate hean..
                  • #1029 Collapse

                    iski wja apka open risk hai agar ap open risk na len aur srf aur srf clear patterns pe trade kren aur kbhi bhi apni positions ko open na choren tu possible hai k ap hmesha skoon se baqi kam krte rhen ge aur anxiety nai hogi.
                    • #1030 Collapse

                      mere dost mein apko yeh kahana changa ke forex trading key adnar jab ap trading karte ho to apko bhut exiemten feel hot i ha same way muj ko bhe fel hota ha forex trading key adnar exitment bhtu ha.
                      • #1031 Collapse

                        g han dost ma ap ki bat sa agree krta hu aur dost ma ap ki bat sa agree krta hu aur mjy b ya hi lagta ha ka forex aik real bussiness ha aur ham is ma earn kr sakty hain aur dost deako ap ko is ma excitment honi chaiaya kiu tb hi ap is ma ap ka shoak ho ga aur ap ko trading krny ma maza b ay ga aur mehnat kro bs
                        • #1032 Collapse

                          jese hum her kaam mien exitment ke saath interest rakhte hien isi tarha hamien forex mien b exitment se kaam krna paray ga. ager hum aesa nahi krte to trading mien difficulties peda ho skti he.
                          • #1033 Collapse

                            Forex is highly excited job which knows everybody .because it's moves quickly.Depending on movement traders do trade.
                            • #1034 Collapse

                              Trading mein excitement to boht hoti he starting mein jab new forex trading start karty hein magr jab ap old hoty jaty hein or bar bar loss kar kar kay ap ki excitement khatam ho jati he or ap bus tension lay rahay hoty hein.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1035 Collapse

                                trading kartey waqat hamari excitmenet kafi barh jati hein aur hamen is bat ka specialy khayal rakhna chahiye aur apne apko aik achey confidence ke sath is main pesh karna chahiye aur apne emotions ko control karna chahiye.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X