trading ko kis tarhan accept kerna chahiye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    Friends ager hum koi b regular job ker rhy han or trading b ager humain trading ma profit a rhi ha regular job sy zyada tu kya humain regular ... or is mai ap ko pata ho na chaya kay forex mai kia kar na ho ta hay or ya bohat achai site hay forex trading jis ko samaj mai ay gai us kay liya ay kam bohat aysan hay..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      bhai trading aik blessing hai iss ko blessing ki tarha accept karna chahiye hum ko ghar bethy jitna kamany ka iss business me moqa milta hai utna kisi bhi business me hum ko na moqa mil sakta hai kamany ka na he itna huge amount kisi job se hum kama sakty hain .
      • #273 Collapse

        ye ek mokhtaf studie ki tarah hai jis ko karne ke baad ap job karne ho masagar yahan aop learning ke sath hi earning karna start kar dete ho is lea ap mere hisab se is tarah ki elaerning ko apna base banaio aur boht zaiahda earn kar sakte hi mere hisab se so good
        • #274 Collapse

          trading ko ap ko forex main sab sy first main learning kerni chiye ap demo account sy be help ker sakte hai gaer ap is method sy trading ko acept kero gy ap ka he fiydaa ho ga is main
          • #275 Collapse

            It is very good for you at all times when you are trading for you not to have any emotion but you must learn to accept what you see in the trade so that you will be able to grow your account from one level to the other
            • #276 Collapse

              Trade aik joy ki tarah ha aur huumain iss ko piar say aur treeky say seekhna chahye kiun kay jitna yada hum trade ko seekhain gay utna hi hum iss main kamjabi hasil karain gay aur aghy barhain gay iss liye her kaam soch samjh kar karna chahye humain
              • #277 Collapse

                G ha jnab hum aisa kar sakte hain hum apni job kay sath trading ko bi kar sakte hain hum apni job ko ignore o nahi kar sakte forex aik part time job bi hy hum ise part time use kar sakte hain the kay dore may aik job say kam nahi chalta.
                • #278 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: mianzohaib پيغام ديکھيے
                  Friends ager hum koi b regular job ker rhy han or trading b ager humain trading ma profit a rhi ha regular job sy zyada tu kya humain regular job leave ker k sirf trading kerni chahiye ya phir nahi???is bat ko soch ker answer dain k forex 1 risky business b ha???

                  Forex Risky buisness tou Bilkul hai,laikin dekhaa Jaye Tou hum job bhi apnay financial Possitions ko behtar Karnay K liyee Kartay hain... is Main Koi Shak nahin K forex Trading Ko Mukamaal tooor par sekh kar Ap buhat Acha profit Earn Kar Saktay hain...Waisay main Apni baat Karoun Tou I hate job...Forex is my life Time buisness... yehi mera rozgaar ka zariya hai...i m happy With it
                  Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                  • #279 Collapse

                    Actully trading is not a very easy work it so risky work its needs to bee experiance best experiance is make demo account and learn more and more other way is if your firend is doing this work you can get knowledge of this trading and you will be come it profit list.when you see profit then you accept the forex trading and control your loss in this bussiness.
                     
                    • #280 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: mianzohaib پيغام ديکھيے
                      Friends ager hum koi b regular job ker rhy han or trading b ager humain trading ma profit a rhi ha regular job sy zyada tu kya humain regular job leave ker k sirf trading kerni chahiye ya phir nahi???is bat ko soch ker answer dain k forex 1 risky business b ha???
                      Regular job ko leave nahi karna chahiye q k kabhi kabhar forex mian insan ko itna nuqsan ata hai k uska account khali hojata hai ya phir account ban ho janey ki surat mian ap khali hath hojaen gey .isliye regular job jari rakhni chahiye.
                      • #281 Collapse

                        trading ko sab se pehle seekhna chaie us ke baad us par experience hasil karna chahie kion ke jab tak app ke pass experience nahi hoga app real earning nahi kar sakte trading mai earn karna mushkil nahi kam karna mushkil hai
                         
                        • #282 Collapse

                          g haan is me to bilkul haqeeqat hai k forex ek nahayaat hi risky karobaar hai is liye is ko achi tarah seekhney k baad b is ka khof nahi jaata lakin insaan is qaabil zaroor ho jaata ha k ek normal job ko chor kar is se ziada aida uthaa saktaa hai
                          • #283 Collapse

                            bhaie main to is baare main apni rae yeh dena chahun ga kay agar hum forex main trading kar rahe hain aur saathsaath koi job bhi kar rahe hain aur hamain trading se faida hay to hamain job nahin chorni chahiye kyun kay yeh waqti tor par bhi hosakta hai faida apka
                            • #284 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: mianzohaib پيغام ديکھيے
                              Friends ager hum koi b regular job ker rhy han or trading b ager humain trading ma profit a rhi ha regular job sy zyada tu kya humain regular job leave ker k sirf trading kerni chahiye ya phir nahi???is bat ko soch ker answer dain k forex 1 risky business b ha???
                              Forex trading aik bohat acha business hay agar hum forex trading ko asb job run karen aur esay income ka zariya bnaye to hum forex trading say achi amount payout kra sakty hay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                hame trading ko ek business ki shakal me accept karna chahye jo k humari daily life ka hissa ban chuki hai aur koi b isay kar k join kar sakta hai hame yaha pay kabhi b nahi bholna chahye k ye ek self made business hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X