trading ko kis tarhan accept kerna chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #511 Collapse

    dheken jab ap job karten hai to apko itna time nahi mil pata hai k ap trading b karen ye ap pe depend karta hai k ap apna time plane karen k ap apni job k sath ye work b kar saken q k mhenti h agey j sakta hai.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #512 Collapse

      forex trading me hame bahut sara profit mil sakta hai par hame uske liye bahut mahenat karna padta hai ajb aapko koi trad mese bahut sara prifit mile to hame koi problem nahi hota hai par agar hamse koi trad galata lagwo trad hame loss deta hai to hame wo bhi accept to karna hi padta hai gaya hai aur usme koi chara hi nahi hai
      • #513 Collapse

        dear agar app regular job kar rahy hey to app ko wo kabi b nahi chordni chaye, kinu k forex ki market to 24 hurs open hoti hey app kesi time b trading kar k earning kar sakty ho, or zarori to nahi k app ko daily profit hi ho ga loss b forex ka hisa hay.
        • #514 Collapse

          bhai g forex to ik online business hai or ye hm par depend karta hai k hm ny forex ko kis tarha accept karna hai chahy to hm is ko part time rakh lien ya hm is ko ful time rakh lien ye hum par depend karta hai or is main kam shoro karny se pehly demo par kam zroor karin is ka bohat banifit ho ga
          • #515 Collapse

            dear friend forex aik limited earning farham karta hai or agar aap manage kar ske tou ye kaam me ziada time bhe nahi lagat hai.bas thora waqt darkar hota hai..aap ko regular job chorne ki bhe zarorat nahi hai..
            • #516 Collapse

              forex ek riskey busness hai zarori nhi k hum har waqt ek jaisey terding karey market ka trend kb kis waqt kaisa hojai .isi li hamai forex ko sath rakhty hoey koi or dosri b job krna chahiyey ta k humai ager loss ho to hum job dsy to cover kr lain
              • #517 Collapse

                dear jahan tak mera khayal hai to main samjta hun k haman dusri job ko nai chorna chaiye kiu k forex aek risky buisness hai aur is men hamen kabi b kisi b waqat loss b ho sakta hai aur is liye hamary pass dusri job ho gi to ham cover kar sken gy
                • #518 Collapse

                  Dear i think hamy trading k First of all isy achi tarah sy read or learn krna chahey or jtna hosaky is man experience or knowledge banana chahey jo k bohat hi zaroori han or us k bad hamy is man trade krni chahey phir ham is man bohat hi achi or handsome earning kr paye ga or hamy lazmi nai k is man profit hi ho hamy is man loss bhi hoskta han kyun k yeh Forex business waisy bhi bohat hi risky han is ki koi guarantee nai han k ham is man 100% hi earning kary ga.
                  • #519 Collapse

                    As i think that if we have a regular job and also we do forex trading as a part time job and earn good profit from it but we do not need to leave our regular job because forex trading is a very risky business and you have not sure that in future you are continusly get profit from it so do forex with you job.
                    • #520 Collapse

                      meray khyaal say agar ap dono kaam sath sath kar saktay hain to karain agar nahi kar saktay hain to ap regular job ko tarjeeh dain agar ap us main achay hain to nahi to forex ko karain agar aap is main achay hain to
                      • #521 Collapse

                        bhai jan g han jnab hum aise kar sakte hain hum apni job ke sath trading ko bi kar sakte hein hum apni job ko ignore nahi kar sakta forex aik part time job bi hy hum ise part time use kar sakte hein aj key dore may aik job sey kam nhi chalta
                        • #522 Collapse

                          Dost forex trading jo round the clock kaam karti hai aur is kaam ko as a part time job kay tor per bhee kar saktay hain specially hum jasay log jo ek regular job kartay hain aur forex kay kaam may time ki bhee qaid nahi hai.
                          • #523 Collapse

                            forex trading bussiness esa work hai k hm isko full time bhi kr sakte hai or part time bhi hum apni regular job bhi kar sakte hai or forex work ko bhi. forex ki achi bath ye hi to hai k ye work hamai regural activity se nai rokta.
                            • #524 Collapse

                              G ha jnab hum aisa kar sakte hain hum apni job kay sath trading ko bi kar sakte hain hum apni job ko ignore nahi kar sakte forex aik part time job bi hy hum ise part time use kar sakte hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #525 Collapse

                                Trading main chezon ko achi tarah karny aur bat karny kay liye iss main humara hi faida ha ur iss tarh kaam main humara hi poorafocus ha aur agar hum issm ain achi tarah kaam karain gay to phr hi achi tarah apna poorafocus rakhain gay aur agar huim issm ain focus nahi rakhain gay to phr hum issm ain kamjab bhi nahi hun gay achy treeky say aur iss amin behtri ki tawaka bhi ha aur agar hum yada kaam anhi karain gay to kaam ki tarf bhui nahi aian gay iss main achi tarah

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X