trading ko kis tarhan accept kerna chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #466 Collapse

    some one have jobs also work with forex trading to get extra profit. a person have jobs also have more money to invest in forex exchange market and have extra chances to gain large profit.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #467 Collapse

      zzzzzzzzzzzzzzzz

      hum apni job ko ignore nahi kar sakte forex aik part time job bi hy hum ise part time use kar sakte hain aj kay dore may aik job say kam nahi chalta.
      • #468 Collapse

        dear app logo ko ager trading ko accept karna hai to pahle app us ki achi tara practice kary us k bad app us main apna experience high kary us k bad ap forex trading ko join kary us waqat app trading main achi progress kar sakty hai.
        • #469 Collapse

          iends ager hum koi b regular job ker rhy han or trading b ager humain trading ma profit a rhi ha regular job sy zyada tu kya humain regular job leave ker k sirf trading kerni chahiye ya phir nahi???is bat ko soch ker answer dain k forex 1 risk
           
          • #470 Collapse

            Kabi bhi forex kay liye apni job na choren kun keh mera experience approx two years ka hai lekin agar hum apni job ko leave kar ke chor dain to forex to risky business hai aur forex main bhi loss ho raha ho aur job bi chor di to phir kia banaey ga aap ka. I think kabi bhi risk na lain aur forex ko as part time job karen ta keh extra money earn kar sakein.
             
            • #471 Collapse

              agar aap trading ko chahtay hain k yaha pay is business me kamyabi ho to aap ko yaha pay ye kaam karna ho ga aur yaha pay ye kaam achi tarha say samjhna hi ga.
              • #472 Collapse

                trading ko as a challenge accept karna chaiye u should behave like a tiger and bilkul dhyaan se kaam karna hai n daily apne plans k mutabiq apne goals complete kartay jayen
                • #473 Collapse

                  Friends ager hum koi b regular job ker rhy han or trading b ager humain trading ma profit a rhi ha regular job sy zyada tu kya humain regular job leave ker k sirf trading kerni chahiye ya phir nahi???is bat ko soch ker answer dain k forex 1 risky business b ha???
                   
                  • #474 Collapse

                    kafi achi baat ki ap nay.dakain bro yah ap pay bhi dippend karta hay kay ap ko es kay bary main kitni maloomat hain or ap ki per month earning keya hay.us hisab say ap faisla kar sakty hain kay ap es ko regular karana chahty hain ya nhi.wasy agr ap sath main apni job ko bhi continue rakhna chahty hain to es main bhi koi masla nahi hay...........
                    • #475 Collapse

                      trading ko as a challenge samajh kar accept karna chahiye kiun ke yeh business aik bohat bara business hai is me agar ghalti ho bhi jaye to us ko nazar andaz karte hue life me agey barhna chahiye.
                      • #476 Collapse

                        G han mare aziz dosto ya sach ha ye he jab ta humain insta trading se accha accumulation milna alpha hojae tab humain jakar approved job ko leave karna chahye.q ke forex aik chancy business he.hume os per pora time absorb kar ke hi ziada antecedent of assets get kar sakte he .
                        • #477 Collapse

                          karta hu ap ne bilkul tik kaha hai or me apko ye bata du ke agar apko trading accept karni hai to is ke liye zaruri nai hai ke ap apni job jo ap phele se kar rahe hai wo chore ap usko bhi jari rakh sakte hai agar apko apni job se ziyada trading me eran ho rahi hai to apko lalach nai karni nai chaiye balke usko ko bhi apni jaga jari rakhe or trading bhi kare .. yehi sab se achi khobi ha kay app iss ko apni marzi kay time pe kar saktay hain aur kaheen bi rah kay kar saktay hain iss agar app ko aur job kar rahay hain tu app ko wo job choranay ki koi zahroraat nahi ha uss kay saat saat app trading bi apnay time main kartay rahain kyun kay trading kay liya tu 3 se 4 hour bi kafi hain .....
                          • #478 Collapse

                            we have to take the forex business as a good profession and a good way of learning. I think forex is the best business and we can take it as a life time earning option.
                            • #479 Collapse

                              meray bhai jaan mein tou yeh samjhta hoon k humein forex trading business per achay knowledge k saath kerna chahiye jiss se hum apni trading ko behter ker saktay hain aur iss business se acha profit hasil ker saktey hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #480 Collapse

                                forex aik risky business hai esmy koch bi confrim nahi hai ap ko agar profit horaha hai tho bi ap ko apny second job ko nahi chordina chahiye kiu k agar ap ko loss hona start hojaye tho ap ky sary earning stop hojayn gy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X