trading ko kis tarhan accept kerna chahiye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1441 Collapse

    trade karny k liye hard work karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main trade karny say pahly is ki movement ko dekh k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur hamain is main experience hasil kar k hi trade karni ho gi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1442 Collapse

      bhai mai aisa to nai kahun ga k k aik achi job ko chor dyna chahyai kyn k lazmi nai k hmyn aj kl profit ho raha hai to aagy b ho ga agr hm aik professional job kr rahy hain to usy b sath hi continuse rkh skty hain waisy b fores trading itna time to nai mangti k hm full time iss py rahyn r job chor dyn
      • #1443 Collapse

        agar hum forex trading main profit earn karna chahty hay to humay chahiey keh esmain theak say time dain kyun keh time dai kar seekh kar learning karnay main he faida hota hay tab he hum market main achi earning kar sakty hay es business main money managemnet karty huway he kam karnay main faida hota hay
        • #1444 Collapse

          hamain market main sab say pahly achy trader say guide lay k hi enter karna chahye aur hamain is forex main profit hasil ho saky gay aur market main experience hasil kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur earning ho
          • #1445 Collapse

            No never bhai trading apna jaga thk hy lakin ap ki job apni jaga jitna ho ga lakin trading depands on market ais ka kuch b pata ni hota k kal ky ho jya
            • #1446 Collapse

              dears friends agr ap koi jop kary hy to ap forex ko part time join kar sakty hy or best earning hasil kar sakty hy or ap isy full time join kar ky isy apna professional career bi bana sakty hy it is best jop for every one
              • #1447 Collapse

                trading ko kis tara say krna humy moka daita hai kay ik or job kay sath b is ko krna teek hai ya sirf isi ko krna teek hota hai mery khial main ap ko ik paki job ki tra say krna kafi zada teek hai agar ap is trading main ashy hain or market main kaam ko krna ap ko maloom hai profit a rha hai to
                • #1448 Collapse

                  forex ak asa business hy jisy ap part time join kar sakty hy or full time bi join kar sakty hy or ap is mai kam kar ky achi earning hasil kar sakty hy dear friends agr ap koi jop karty hy to ap forex ko part time join kary mai isy apna professional career banana chata ho
                  • #1449 Collapse

                    Forex trading co as a real business accept kar sakte hain yeh ek real business Hai Jahan Par aap paise invest karte hain aur Tere Yahan Par Apne trading skills or experience ko use karte hain Jiski base par aapko Yahan Par profit Milta hai aur aap Yahan Par Apni Yaadon Ko possible bana sakte hain
                    • #1450 Collapse

                      ya bat to aap janaty he ha kay forex aik risky business ha to is liay aap ko apne job ko jarhe rakna cahay our is ma aap ko agr acha profit milta ha to is ko be lan cahay our job be karna cahay is ma aap ko loss be ho sakta ha our agr loss ho jay to aap ka kary gay is liay job ko leave kavbe na kary
                      • #1451 Collapse

                        hum is busienss me part time bhi work kar sakty han aur full time bhi.ye aik acha business han jis ko hum jis trha marzi accept kar sakty han
                        • #1452 Collapse

                          nahi yaar job shorne ki kya zarorat he ap apni privat job ko Continue Rakhe or agar apko insta forex pe trade karne ka time nahi milta to ap weekly tread laga le ya monthly jo din me 1 ya 2 bar dekhe or issy apko time bhi bach jaye ga or apko job bhi chalti rahe ge hena .
                          میں نے زندگی میں ایک ہی بات سیکھی ہے کہ
                          انسان کو کوئی چیز نہیں ہرا سکتی جب تک
                          وہ خود ہار نہ مان لے
                          Posts Ache Lage to please Click Thanks
                          • #1453 Collapse

                            humean trading ko as a business leana ho ga our main nay diekha k kafi log us main serious nahe hoty hain learn keay bagheer live account main ker rahy hoty hain luck pay totally depend ker rahy hoty hain to wo forex main loss kerty hain
                            • #1454 Collapse

                              humay apne job sa leve nhe lane cahay q kay is ma loss ka risk zada hota ha kise time koch be ho sakta ha to is liay hum ko apne job ko karty rahna cahay our saht saht trading be karne cahay is ko to aap kis be time kar sakty ha is ma time ka to kio msala nhe ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1455 Collapse

                                Blilkul sahi ager hamain achay say trading ati ho tu trading say hum boht acha profit bana saktay hain jo zindage guzarnay kay lea kafi hai or hum ya sab ghar main rah kar kar saktay hain achi bat tu ya hai kay is main kisi kay under kam nahen karna parta hum trading apni normal job kay sath bhi kar saktay hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X