trading ko kis tarhan accept kerna chahiye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    g nahi apko regular job nahi chorhni chaheye aur forex tyrading ko bhi nahi chorna chaheye ap day time mein apni job karen aur night time mein forex par trading karen is se apki income bhi barhy gy aur apko koi nuqsan bhi nahi hoga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      trading aik best business hai jo ke hum ghar bethy kar sakty hain or kam waqt me handsome money is se earn kar sakty hain yeh poore world ka sab se bada or best business hai or is me hum bohat jald apni life badal sakty hain so hum ko chahiye ke is ko apni life ka sab se best part samajh kar accept karen .
       
      • #108 Collapse

        trading ko accept kis tarha kar saktain hai app kay apnay upar hai jis tarha chahay aghar app issay part time karna chahtay hai tu part time bhi kar saktay hai
        • #109 Collapse

          Me to new hu lekin mere khayal me trading ko har tarha se accept krna chiye q k forex hi aik aisi job ha jo her koi kr skta ha ghar bethay aram se paisay kama skta ha jo jitna time dega utna hi learn kre ga forex ko
          • #110 Collapse

            mere khiyal say agar ham chahy to apni regular job ko leave kar sakty hain agar na bi kary to koi bat nahi hy kiyu kay forex aik part time job bi hy ham forex ko part time bi use kar sakty hain hamy apni regular job ko leave nahi karna chahiye kiyu kay ham forex ko kisi bi waqat use kar sakty hain.
            • #111 Collapse

              nhi mere dost hume es pe bikul bhi pori tarha depend karna chye other weis hume ese kitna bhi profit ho hume humri regular job nhi chorni chye ku ke ye such hai ke ye hume kam time mean zada earn karkede skta hai likin loss bhi hoskta hai humri soch se bhi zada.....
              • #112 Collapse

                trading ko trading sy hi karna chahy is ko bohut serious lena chahy ye koi game naih hy is ko ap jitna samjo gy utna hi ap k ley acha ho ga aur utna hi ap ko profit mil sakta hy is hamesha aik planning sy start karna chahy aur emotions sy kam nahi lena chahy.
                • #113 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: mianzohaib پيغام ديکھيے
                  Friends ager hum koi b regular job ker rhy han or trading b ager humain trading ma profit a rhi ha regular job sy zyada tu kya humain regular job leave ker k sirf trading kerni chahiye ya phir nahi???is bat ko soch ker answer dain k forex 1 risky business b ha???
                  my dear friend mere khayl main hum aisa kar sakte hain hum apni job kay sath trading ko bi kar sakte hain hum apni job ko ignore nahi kar sakte forex aik part time job bi hy hum ise part time use kar sakte hain aj kay dore may aik job say kam nahi chalta.
                  • #114 Collapse

                    bhei g hum ko is per poore tare depand karna cheny ya bhot best gob hain hum ko easy gob khany nhe mila gy or hum ko regular gob ko chore be dany to hum ko is se itna proft mila gy gey ka hum apny zarore poore kar saky.
                    • #115 Collapse

                      App ko yeh nkam apne liye aik job ya business ke tor per use kar ke app ko fada ho ga aur app ko jo bhi is main help ke tor per mil jye is ko app real account main use kare ta ke app ko kuch loss se safe ho kar app is main se kuch nafa le sakye .
                      • #116 Collapse

                        humein ziyada job ko hamiyat daini chiyay. forex main taff time daina parta hai. forex asan kam nahi. ais main time daina parta hai.
                         
                        • #117 Collapse

                          koi masla nahe hay agar ap job kar rahay hain tou ap part time tou forex ko time de he saktay hain forex trading is world ka best online business hay this is best kay agar ap mehnat karo seekh lo achay tarikay se so online business mei forex trading sab se best business hay humay learning ki zaroorat hay bas
                          • #118 Collapse

                            mere khyal me to ap ko kabi b apni job nai chorni chaye ap apna forex trading ka kam part time ker sakte hai.q k ye aik riski kam hai is me ap ko kab bara nuqsan b h sakta hai .
                            • #119 Collapse

                              dear agar koi shakhs achi job kar raha hai ya kisi ka apna business hai to wo forex ko part time business ki tarha kary or is main sy thora boht earning krta rahay. lekin agar bilkul free hai to aisa kry k iss ko achy sy poora time dy or iss ko mukammal tor py seekhy or kaam kray. thanku.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                In my view we should never leave the regular because it is a permanent way of earning so forex is a temporary jobs and any time change the condition so you will lose every thing in the world of forex trading.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X