trading ko kis tarhan accept kerna chahiye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    dekhen bhai g bat ye hi k agr hum job b kar rhe hen ur forextrading b kr rahay hen to hum dono kam kar saktay hen kion k sara din hum job kar rhe hote hen ur sham ko hum forextrading b kar sakte henforextrading ek riski businass hi likan resk ek mazay dar buisnass hi is men zeyadakmaskte hen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      in my view hamay regular job ko sath rakna chaiya hai kyn k forex aik market hai is my insan apna paisa aik mint my b zaya kr sakta hai is liye yeh aik risky job hai regular job sath rkna zarori hai.
      • #93 Collapse

        dost meray khyal main forex bussiness ki yehi sab se achi khobi ha kay app iss ko apni marzi kay time pe kar saktay hain aur kaheen bi rah kay kar saktay hain iss agar app ko aur job kar rahay hain tu app ko wo job choranay ki koi zahroraat nahi ha uss kay saat saat app trading bi apnay time main kartay rahain kyun kay trading kay liya tu 3 se 4 hour bi kafi hain
        • #94 Collapse

          my dear ap ko question kafi acha hai k trading k liye hamain job chor deni chahiye mere kheyal main ager ap trading main expert hai our ap ko achi khasa profit b ho raha hai to ap har giz apni job ko mat chorain qn k jahan trading main frofit hai whan losss b hai to jo risq ap ko laga howa hai us ko thokar mat marain trading ko part time job samaj kar karain our lalach main mat aain
          • #95 Collapse

            jnaab aap forex ko apni job k saath bi ker sektay han aap apni job b kertay rahain ore saath part tiye bi kertay rahain kiun forex ko aap rozan ager 2 ya 4 guntay bi keran to tab bi achha profit le sektay han
            • #96 Collapse

              jahan tak main sochta hun wo ye hay kay trading aik part time business hay or is ko part time hi rakhna chahiay.Forex main kuch nahi pata hota kay kab loss ho jaey is liay main to ye hi kahun ga kay hamain kabh bhi apni job nahi chorni chahiay or is business ko hamain part time tak hi rkahna chahiay.
              • #97 Collapse

                forex trading ko hamain as a real trading he accept kerna chaheay aur is kay liya hamain utni he mehnat kerna chaehay jitna kay ham aham kisi aur karobaar kay liay kertay hain forex main market main rahana aur pher trading kerna he sab say important hay
                • #98 Collapse

                  bhai mara is bat ma koi shak ni k forex ak acha business or is ma profit acha hota ha but ya bt b sab ko mind ma rkhni cahea k forex ak bht he risky business ha agar ap ko daily b profit ho raha ha or ap ak month ma apni salary sa b zyda forex sa earning kraha han to b ma ap ko yahe kahun ga k forex k lia apni job kabhe na chorna
                  *** ThUnDer ***
                  • #99 Collapse

                    dear forex trading bohat hi asan aur profitable business hay aur agar hum forex trading me market kay trend ko judge kar kay tradingkarain to ap kay forex trading bohat asan ho jae gi aur ap es me se unlimited profit earn kar sakte hain aur ache trader ban sakte hain.
                       
                    • #100 Collapse

                      trading is very best business in this business we must have need for daily learning and also have need for good experience and we must have need for controlling our own emotions for making safe profits..
                      • #101 Collapse

                        main tu trading ko hr hal mein accept krti hoon meri koi sharaet ni hain kun k mere pass tu koi job ni isi leye mein zeyada se zeyada waqt forex k sath spend krti hoon aur apni hi merzi se earn krti hoon.
                        • #102 Collapse

                          forex trading ko aik business ki taran accepet karna chahye na ke is ko short cut make money ki machen samjna chahye aur is market ko buhat ziada easy bhi nahi lena chahye is taran aap over confidence ho jao ge aur aap ko loss ho sakta hay
                           
                          • #103 Collapse

                            Bhai sb agr trading s profit aa raha ha full time job k saath saath to dono ko continuous rakhny m koi harj nai.
                            yeh to confirm baat ha k trading aik risky job ha so plz continuous your full time job
                            • #104 Collapse

                              mere nahi khyal ke ager ap koi aur job karte hain tu ap forex trading ke business ki waja se os job ko chor den kyoun ke kisi bhi job aur other business ki waja se forex trading ke business ko koi faraq parta hai ap apni job ke saath is business ko jari rakh sakte hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                bhaiya ji ye to basic knowledge hoti hain jo trader ko pahle hi le lena theek rahta hain support aur resistance ki trade mere hisaab se 80% se jayda log karte hain ye level par breakout aur exit kafi badiya milta hain.....:D

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X