trading ko kis tarhan accept kerna chahiye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #721 Collapse

    bhai mera khayl to ye hay kay hamain apni job bhi kartay rehna chahiye or sath sath trading bhi q kay forex trading business main kabhi kabhi bht ziayada wait bhi karna parta hay jab hamari koi trade phans jati hay laiken job ko ni chorna chahiye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #722 Collapse

      dear friend this is forex business which is uncertain and those who is the export they make the uncertain thing in to certain and get the profit for that he need a lot of struggle which works good for him and that is the result of him earning for him in this respect for him
      • #723 Collapse

        hello brother.... gee bilkul nahee apko regular job kabhi bhi nahee chorne chahiye q key issay apko bohot niksaan bhi ho sakhtay hzin trading main zaroori nahee key hardafa apko profit hoo lakin regular job main ye baat too hogi na key her month ekse salary milti rahee gi jisse apko kisi ka mohtag nahee hona parey ga thank you.....
        • #724 Collapse

          kar lya agr ap ne second level clear nhi kya to dear ap pht earn ki howe money withdraw nhi karwate us k lya ap k pas smart card hona chaye or ak bill utility electricity ka phr ap wo bhej kar apni verification karwn phr ja kar ap na second level clear ho ga or withdrew karwa sake ga...
          • #725 Collapse

            trading ko karney ke liye apko phaly ahan per trade ko seekhna chhaiye us ke liye apkey pass demo account avaliable hai jis se apko fiada milta hai.
            • #726 Collapse

              trading ko trading ki trah hi accept krna chahe jis trah acha business hota ha usi trah smjhna ha aisa na krna ha keh forex ko aik game ki shkl dy kr bs risky kam kr dana ha to is trah apni trading man faida hasil na kr skain gy
              • #727 Collapse

                You should check your progress on Forex for several months as part-time. If you are consistent profits, then you can choose your career as a Forex Company. Otherwise use to do it on a part time basis thanks
                • #728 Collapse

                  forex trading ko aik real business samjh kar hi acept karna chahiye because yeh aik real business hey aur is main hum jab achi trha se isko real business samajh kar kartey hain to phir hum is main kamiyab ho saktey hain.
                     
                  • #729 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: malambaig پيغام ديکھيے
                    agar aap koi behter job kur rahay henn tu forex busineess ki khatir job ko chorna achi bat na ho gi , forex ko aik part time job ki haseyat sy kurna chahye,oor apni asal job sy farag ooqat meen forex ki trading ki ja sakti hy.
                    dear trdaing ko accept karna nai hota ha ap is main trading ko seekh kaar karoo too ap ka liya ya best ecnomic reward ko ho . ap na Forex ko accept nai karna balka forex na ap ko accept karna hota ha . planing ka sath chalta raho or profit bana ja jow yahan sa bohat easy ha yahan s aprofit bana . aik strategy bana o ap bus
                    • #730 Collapse

                      trading her baar humain profit nahi de sakti kai baar humain loss b ho sakta hai is liya mera nahi kheyal humain trading k liye regular job chohr deni chahiye trading ko az a part time job b kr skty hain
                      • #731 Collapse

                        forex trading aik bohut large business hy is mein hum invest to kar lety hen lekin is mein earn karny k leye bhi hum ko kuch chahye hota hy aur woh hy is mein knowledg aur experienc ka hona zarori hota hy is mein hum ko aik chalange samj k karna chahye.
                        • #732 Collapse

                          dear mn ap ko ye mashwara don ga k ap is ko part time hi use karen aur agar ap ki job achi hy to ap is mko bhi sath sath karty hn isi mn ap ko benefit hy
                          • #733 Collapse

                            forex may app ki satisfaction app par hi hota hain is may app ki zahan chalti hain is par depend karta hain app ki agrr profit hoti hain tu wo bi app ki zahan ki waja sa
                            • #734 Collapse

                              Bahee ye tau har aik trader ke finanical position pr depend krta hy na, ke agr aap ke pass itna pesa hy ke aap job ke baghair be apna circle chala skty hyn aap job na be kryn tau koi problem nahy phir tau khair koi bat nahy, aor agr aap ko trading pr sahee command hy tau aap essy full time kr skty hyn.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #735 Collapse

                                forex trading ko hamen aik true business samjh kar accept karna chahiye aur is main kabhi bhi hamen ziada lalach nahin karni chahiye otherwise hum is main fail hi hotey hain aur always aik achey pateince ke sath work karna chahiye.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X