trading ko kis tarhan accept kerna chahiye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #601 Collapse

    Dosto ap jab tradign ko proper startr karnay lagainto ap is main profit or loss dono chezon ko dakhain or pher us kay bad soch samjh kar fasla karain kay kiya hamain is trrading work ko accept karna chheya kay nhe
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #602 Collapse

      Asalam o alikum jee bhai main ap ko ek mashwar donga forex ko part time job rakhey kiun key ey bohat hi rsky market hai is main bharosa nahi hota key ey kab kis waqat ulat hojey aur lagi hou rozi ko nahi chorni chahey
      • #603 Collapse

        dekhiye agar ap koi or kam kar rahe hien to ose choriye nhi kyun ke ap ko
        ho sakta hy ke is mein loss ho to phir ap ko wo bhi nokri na mil sake
         
        • #604 Collapse

          agar humain forex main ziyada profit bhi aa raha ho to humain apna profession ni chorna chahiya kisi cheez k lia b agar hum engineer hain to engineer he rahain phir forex ko as a part time business kar skty hain
          • #605 Collapse

            we must trade in the forex market if we want to get profit in the forex business. so we must understand the patter of our tradings in the forex market and trade according to that pattern.
            • #606 Collapse

              dear ager ap ko regular profit a raha ha forex me se to b ap ko forex ko part time hi join kie rakhna chahey na k ap is me fulll time ayn ge ap ko chahye k forex me kam krne klie ak trader ko isi part time join krna chahye ta k loss ho to masla na ho ap ko
              • #607 Collapse

                bai mera khayal hai k agar hum trading karty hain tu humy jo b result milta hai humy us ko accept karty hain kyu k agar humy profit kmb hota hai tu humy use accept karna hota hai aur agar humy nuqsan b hota hai tu humy usy qaboll karn aparhta hai trading achi ho ja buri acceot karna hota hai us ko
                • #608 Collapse

                  han han bilkul aap ko job chor dyni chahiy kiun k is trha aap zada time forex ko dy pain gy jis sy aap ko or zada profit hasil ho gi main b yahan aany sy phly aik job kia krta tha but baad main chor d
                  • #609 Collapse

                    Agr apko aisa lagta ha k apko mustakil forex trading main faida hoga or ap is se apni job se ziada kama sktay ho to apko chiye k ap permanent rading start kr den.. is main koi harj nhi ha..
                    • #610 Collapse

                      well ye tou aap per depend kerta hai key aap kia chahty ho mera tou openionn ye hai key agre hm job key sath trading bhi kr rhy hain n to humain dono ko he sath le key chlna chahye apni job ko chorrna nahin chahiye apni job se farig ho kar app 3 hours to forex ko de saktay ho
                      • #611 Collapse

                        Mara pyara bahi mara mushwra ya ha ka ap ko agr ragulr job sa ap ko forex ke nesbat py kam mil rhe ha to ap sirf forex ko karin our wo asa ka ap trading per pasa nhi lgin balka ap posting kar ka khud trading karin.
                        • #612 Collapse

                          forex ak onlinebusiess ha sab is kam kolikekarta ha ap be is ma boht pisa kamo sab is kamko likek arta ha har kjoiis ma kamkar ka pisa kam sakt ha
                          • #613 Collapse

                            forex mai agar ap ko achi earning horahy hai tho ye boht hi achi bath hai par mery khiyal sy ap ko apny jab ko nahi chordyna chahye kiu forex ka koch nahi patha k kab apny movement ko change kary or ap ky prfit loss mai convert hojaye.
                            • #614 Collapse

                              yes dear you are right .. i am fully agree with you !! ye trading busienss bht achw online busienss hai jis may bht sara risk bhi or bht zada earning bhi hai ...........
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #615 Collapse

                                dear humen apni job ko nai chorna chahiye kiu k forex ak risky buisness hai aur humen kisi b waqat loss ho sakta hai dear aur is lie humen bohat soch samaj kar he is bary mein faisla karna chaiye dear

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X