trading ko kis tarhan accept kerna chahiye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    Nahi mera khayal hai k agar hamaray pas koi regular job hai to hum ko chahiye k hum isko continue karein or trading ko as a part time job use karein. Trading aik aesa business hai jis me risk bohat ziyada hai is liye humein trading me ziyada risk nahi lenay chahiye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      dekhen bhai jaan yahan per trading knry k liye ap ko sab se pehly demo account per zyada se zyada kaam krna chahiye jitna zyada yahan per ap trading kreny k liye training kren gy ap ko utna hi yahan faidas hoga
       
      • #438 Collapse

        nahin jab tak hum regular job kar rahay hain tab tak humain forex trading ko as a part time karna chahiye humain apni job nahin chorni chahiye aur trading se ager humaray kharchay pooray ho rahay hain to job se anay wali income ko hum save kar saktay hain.
        • #439 Collapse

          bhai jan ap ne buht hi acha sawal poocha hai mere khiyal mein agar ap koi job kr rahe hain to phir ap ko job hi krni chahiye q k forex is not suitable for every one so soch samj kr hi fiasla krein k ap forex trading krna chahte hai ya phir job ko tarjhi dein gey
          • #440 Collapse

            ager ap chaty hai k ap ko forex main kam se kam loss ho to ap ko bhut ziada hard work kerna pry ga forex ka knowledge ekhta kerna ho ga r market ko achey tareqe se analysis kerna sekhna ho ga r forex main kbi lalch nahi kerna ho gi .
            • #441 Collapse

              dear forex trading business aik asan online business hay aur es business me humain demo account me practice kar kay trading kani chahiye aur es business me hum unlimited profit earn kar kay apni zaindagi me asani se aik achi aur aik big change la sakte hain.
               
              • #442 Collapse

                Mera forex main 2 years ka experience hai aur mera ye mashwara hai keh forex kay liye job nahi chorni chahiye kun keh job permanent hoti hai aur confirm salary milti hai lekin forex aisa nahi hai aur hum loss kar sakte hain kun keh losing factor profit se ziyada hai idhr.
                   
                • #443 Collapse

                  forex trading in tha hee you are and your friend of this sesion for the nerw man here any o e can do that ..........
                   
                  • #444 Collapse

                    here are the forex trading here you an do that is really well form here yo can do that is really wondeful tradimg.........
                     
                    • #445 Collapse

                      bhai agr apko apni job sa ziada profit is forex business ma mel raha ha to pher apko chaye k ap just forex business ko he continue rakhain. kyn k yhn par earning usi wakt ho sakhti ha jub apky pass better trading skills hon. so ap forex ma he working karain or zaida sa zaida money earn kar sakhty hn.
                      :cool::cool::cool:
                      • #446 Collapse

                        Dear according to me hamy both jobs karni chahy because ager in case loss hota hay to hamary pass other job say amount aa rahi ho gi but forex trading pay bhi trust kiya ja sakta hay in that case ager ham expert hon ya etna experience ho jaye kay atleast apni plannings ko fullfill kar paty hon
                        • #447 Collapse

                          mere hisab se forex business ko bhout hi serious se lena chyea hai ku ki app agr forex business ko serious na hi le to app ko forex main kabhi bhi profit na hi melega or is main app ko dil main ek dar sa rahiga so forex ko sos samaz kar karna chyea hai.
                          • #448 Collapse

                            bhai ager ap jo regular job kar rahay ho to wo achi hy ager chay forex sub say zyada acha hi hy to apko job bhi jari rakhni chahiye bcz bcz wo activity apko fresh rakhay gi aur apko iss bat ka khof nhi rahay ga k apko kahin idhar say loss na ho jay menay apni sari financial zarooryat poori karni hen.lekin jub ap doosri job kar rahay ho to ap isko khulay dill say karo gay aur ho sakta hy k ap is faraakh dili ki waja say bohat aagay pohanch jaao aur phir jub aap forex me bohat aagay pohanch jaao to phir beshak ap usay chorh do bcz tub forex ap k liye ek pehchan day chuki hogi aur ek tajarba hasil hochuka hoga jisko zawaal mushkil ho
                            • #449 Collapse

                              je han forex aik risky business hai lekin ager hum is key bare me acha knowledge or experience rakhty hain tu risk level kafi kam ho jata hai . or ager hum is key sath sath regular job bhe ker rehy hain tu humey continue rekhni chahiye .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #450 Collapse

                                ap apni job jo ap phele se kar rahe hai wo chore ap usko bhi jari rakh sakte hai agar apko apni job se ziyada trading me eran ho rahi hai to apko lalach nai karni nai chaiye balke usko ko bhi apni jaga jari rakhe or trading bhi kare forex ak acha business or is ma profit acha hota ha but ya bt b sab ko mind ma rkhni cahea k forex ak bht he risky business ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X