trading ko kis tarhan accept kerna chahiye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    Forex trading ko as a job consider krna chahiay jese k hum pr dosri jobs ki zimedarian hoti hain isi trha agr hum job samajh kr karain ge to zimedari se karain ge aur ehtiyat bhi brtain gay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      i think forex is very good and better bussiness for us to work here and earn some good money and i think we can accept forex trading as a good job and a online earning bussiness for make some good money for our family so we should do regular trading to earn some good money here..
       
      • #168 Collapse

        har insan ko aik job kay saath part time kay liye bhi work chaiye hota hay forex esliye theek hay forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas bohat achi skills hon ap achi earning kar saktay ho ap ko acha knowledge aur experience acha chaiye phir success milay gi bas har working chaiye forex ko accept karna behtr hay kyun aky ess se acha koi work nahe
        • #169 Collapse

          maeray nazdeek forex trading may hum ko trading s waqat accept kar laina chaheye jab ap kisi beh cheeez ka chart ceeck karen gay to ap ko ager market ka trend favourable lagay to ap market ko predict lkar lain kah market ap ko profit day gi future may to ap us trade ko accept kar lain.
          East and west....Pakistan forex forum is best..:cool:
          • #170 Collapse

            Forex trading aik bohot hi zabardast online business hey aur hamen akbhi bhi is main emotional nahin hona chahiye aur hamen always is main relax ho kar aur fully confidence ke sath work karna chahiye tab hi hum is main kamiyab ho saktey hain.
             
            • #171 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: mianzohaib پيغام ديکھيے
              Friends ager hum koi b regular job ker rhy han or trading b ager humain trading ma profit a rhi ha regular job sy zyada tu kya humain regular job leave ker k sirf trading kerni chahiye ya phir nahi???is bat ko soch ker answer dain k forex 1 risky business b ha???
              ap ko isi tarha say agay tak continue karna chahiyay jaha tak keh ap kar saktay ho, agar ap forex say ziada kama rahay hain aur job say kam to ap yeh dekh lo k dono taraf say kama rahay ho, agar sirf forex karo gay aur ksi month may loss ho gaya to phir kia karo gay?
              • #172 Collapse

                forex trading main app logo ke marzae hain jisi be app log forex traidng ko eccipt karty ho . is ko agar app es job lety ho tu bee app logo ke marze hain . or forex trading ko agar business k tor par eccpt karty ho tu be app logo ke marze hain . par is main app logo k pass ek acha expereince or knowledge hona chayee
                   
                • #173 Collapse

                  je thek kaha apne forex waqai aik bhot risky busniss hai lekin zarori nai ha ke hum forex ko join karne ke bad apni job ko chor dain aur isi ke intezar main rahen ke hamen iss eziada profit hoga hamen yeh yad rakha chaye ke busniss main jahan profit hota hai wahan loss bhi hota hai aur yeh hamere uper bhi depend karta hai ke hum donu jobs ko sath lekar chal sakte hain ya nai kiun ke yeh aik part time job hai aur is main time ki bhi koi limit nai hai ap is main rat main bhi beth ke kam karsakte hain sari bat knowledge aur learning ki hai agar kisi main is ko seekhne ke ziada interest hoga to woh bhot jald is busniss main reh ke apna experince ke husab se aik acha profit gain karsakta hai
                  • #174 Collapse

                    i think forex trading is good part time work and i think Acquire actual money via Fx trading is really a really nice method to income very easily along with without hazard. It's the best way to devote an individual income in order to make a number of extra cash by simply trading.
                    • #175 Collapse

                      Forex trading bohat lachakdar business hay matlab keh hum jab chahy kar sakty hay normal job kay sath bhi esko run kea ja sakta hay humay chahiey keh hum esay as par time job run karen.
                         
                      • #176 Collapse

                        Dea friend yeh tou aap per ahi ke aap trading ko kesay accept kertay hain jo log lob less hain mian unko salah don gaa ke ap sab log esko full time job ke tor per kernay ki koshish kerain. it will be helpfull.
                         
                        • #177 Collapse

                          dear jab app forex main mukamal exoerience hasal kar lay us k bad forex ko accept karna chahiye us se apko kafi helo mil sakti hai or main ne be same aisa hi kiya kuch apne dosto se seekha kuch demo account se help li.
                          • #178 Collapse

                            trading ko us waqt tak accept nhi karna chahiye jab tak ap trading k bare me information or experience nhi hasil kar lety agar ap begair kisi knowledge or experience k trading start kary gay to ap loss hasil kar sakty hai.
                            • #179 Collapse

                              Bhai jan ap ny buht hi acha thread diya ha ma ap ko 1 bat btana chahta hon trading ko ap apna side business smjh ker krain or apni regular job ko leave na krain kion trading experience personality k liye b risky hi ha isi liye hmain risky business ki khatir apnni regular job ko nahi chorna chahiye but trading ko sath jari rakhin is sy hum acha earn b ker sakty han or buht kuch sekhny ko b milta ha
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                yes my dear friend i am saying some thing about this pakistan forex business aik bohat acha ur bara business hai ur ye aik achi job hai ur is job bohat achi hai is ko chorna theek nahen hai ye full time bhi ur part time job bhi hai
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X