trading ko kis tarhan accept kerna chahiye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1486 Collapse

    Re: trading ko kis tarhan accept kerna chahiye

    اصل پيغام ارسال کردہ از: mianzohaib پيغام ديکھيے
    Friends ager hum koi b regular job ker rhy han or trading b ager humain trading ma profit a rhi ha regular job sy zyada tu kya humain regular job leave ker k sirf trading kerni chahiye ya phir nahi???is bat ko soch ker answer dain k forex 1 risky business b ha???
    Nai mey bhai me apko kabi bi mashwara nai donga k ap forex k liye job chor den balky ap forex ko as a part time job k tor par kar sakty hain lazmi ni k ap ko profit kamany k liye pora din bethna pary online ap kch hours beth kr bi forex se ak acha profit kama sakty hain ager ap k pass achi skill ho toh.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1487 Collapse

      Re: trading ko kis tarhan accept kerna chahiye

      forex mai mai hamy ache learning ky bad market ky rules ky mutabik karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik online business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt trading kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain
      • #1488 Collapse

        Re: trading ko kis tarhan accept kerna chahiye

        hamain trade karny k liye learning karni ho gi ta k achy say trade kar skaty hain aur hamain is forx main kam karny say pahly is k bary main analyse karien gay tab hamain bi market main kam karny main bi faida ho saky ga aur markt main planing kar k hi hum sucess hon gay
        • #1489 Collapse

          Re: trading ko kis tarhan accept kerna chahiye

          ji bohathi acha siwal keya hai apne ji jmere khial se forexbusinece bohathi acha businece hai our hum isse achi khasi profit hasil karte hai is leye humen forex tradinge ko bare hi achey tareke se accsapt karna chahey
          • #1490 Collapse

            Re: trading ko kis tarhan accept kerna chahiye

            Nae ap koi b job Kr rhy ho osy continue rakho kun k forex treading ke market 24 hours open rhati hy,, or forex ma sb sa big adventure yahe hy k ap kse b time forex trading Ke sakty ho ,,part time ya full apny job k sth sth time managed kejya forex k leya
            • #1491 Collapse

              Re: trading ko kis tarhan accept kerna chahiye

              forex trading koi b easy work nhe hain forex trading main apko bhot he dehan karna hota hain forex trading main agar loss b miel tu accpet karna hota hain baaas time and forex trading main haar trade main apko profit nhe milta hain aapko loss ka samna b karna hota hain forex bhot he best hain agar forex ko thek tara kiya jy tu forex main bhot he kamyab ho skte hain hum
              • #1492 Collapse

                Re: trading ko kis tarhan accept kerna chahiye

                hamain is forex main up aur down ko dekhna ho ga tab hi hum sucess hon gay aur trade karny k liye expeirence ka hona boht hi zarori hota hai so hamain trend ko use kar k hi hum real main performkar sakty hain it is best job
                • #1493 Collapse

                  Re: trading ko kis tarhan accept kerna chahiye

                  dono ko he jaari rehne dena chahiye apni job ko chorrna nahin chahiye ya ye hum par depend karta han hum is busienss me part time bhi work kar sakty han aur full time bhi
                   
                  • #1494 Collapse

                    Re: trading ko kis tarhan accept kerna chahiye

                    forex trading main ap ko kabi lose hota ha kabi profit is lea agar ap is ka sath koi job kr rhy han tu us ko choren mat bhalky krty rehn or agar ap is main bhut zyda kamyab ho jaty han or trading sa kafi earning kar rhy han tu agar ap job left krna chaty han tu akr sakty han
                    • #1495 Collapse

                      Re: trading ko kis tarhan accept kerna chahiye

                      is forex main kam kar k apni har zarorat ko pora kar sakty hain aur is forex main expeiirnece hasil kar k hi hum achy say perform kar skaty hain aur market main knowldge hasil kar k hi hum real main kamyab ho sakty hain ta k earn ho
                      • #1496 Collapse

                        Re: trading ko kis tarhan accept kerna chahiye

                        market main is forex main planing kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run kar skaty hain aur market main knowldge ho ga tab hi hum real main kamyab ho sakty hain aur is forex main greed ko avoid kar k hi hum run kar skaty hain it is best job
                        • #1497 Collapse

                          Re: trading ko kis tarhan accept kerna chahiye

                          ager forx me ap bohat acha kam kr rhy hn to ye bhe bilkul na chorin mere khayal main ager hum job kay saath trading bhi kar rahay hain to humain dono ko he jaari rehne dena chahiye
                           
                          • #1498 Collapse

                            Re: trading ko kis tarhan accept kerna chahiye

                            market main trade karny k liye learning karni ho gi ta k achi trade karny k liye learning karni ho gi ta k achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur market main is forex main greed ko avoid karna ho ga tab hi hum real main achi trade karny main bi koi problem na ho saky gi it is best jb
                            • #1499 Collapse

                              Re: trading ko kis tarhan accept kerna chahiye

                              bhai jaan beshak forex tradinge eik acha or profite full businece hai or ap isse achi earinge kar rahen hain lekin mere kheal se apko apni job nehi chorni chahey apko apni job bhi cantinew rakhni chahey kunke ap apni job ke sath forex tradinge ko bhi kar sakte ho apko ojb chrne ki zaorat nehi parti
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1500 Collapse

                                Re: trading ko kis tarhan accept kerna chahiye

                                is forex main acha trader banany k liye learning karni ho gi ta k loss km ho sakty hain aur hamain market main kam karny say pahly is k bary main hard work kar k hi hum achy say trade karny main bi koi prblm na ho saky gi aur hamain market main information hasil kar k hi hum run karein gay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X