new traders k leay trading techniques????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    new traders kay liye trading technique se pehlay mashwara yeah ay kay aap pehlay trading ko seekhien and then is ko demo pe practice kerien khoob and jub apka confidence develop ho jye tub real pe ayn
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      g dost ap bhi mari rha new ho aur muje bhi ni pta tha is k bare ma lakin ab muje pta chala hai ma ne ak ache trader se rabta kia hai jis se muje kafi had tak pta chala hai trading ka aur isk lie zarori hai experions ho jo kisi well educadet trader ki wja se.......
      • #18 Collapse

        yar agar aap new member hain to aap kay liye best hay keh pahlay aap demo main trading karain , aur us main ye dono options check karin hourly bhi aur scapling bhi , is say aap ko dono main konsa behtar hay ka pata chal jaye ga, phir jab aap real trading karain to jo technique aap ko achi lagay us ka use karian ,
        • #19 Collapse

          main khud new hun par main sikh gy hun k trad kese kar te hain ap ko ye trading k sath se sekhte he jao gy ap ko pata chalta jaga k trad kese karte hain kis time buy karna hai kis time sell karna hai ap ko main asta asta sikhta jao ga
          • #20 Collapse

            dear mein to scalping k favor mein nhi hun i think trader ko long term mein trade kerna chahye is k liye us k technical analysis high honay chahye bina analysis new trader ya old trader koi bhe profit earn nhi kr skta
            • #21 Collapse

              Bhai jan agr ap forex trading k business mai new hai to mai apko suggest krna chahoo ga k phlay apko forex trading ki proper learning krni chahiye or trading say related zyada say zyada knowledge gain krnay ki koshish krni chahiye Q k trading 1 art hai or trading say profit or benefits hasil krnay k liye phlay isay read zroor krna chahiye.
              https://t.me/pump_upp
              • #22 Collapse

                Kisi b trade k lia zarori hai k trader wo tamam rules regulations jo new trading k lia zarori hai wo janain ta k jin jin techniques kki zarorat ho wo smjh jaye or ba asani tijarat kr skay
                • #23 Collapse

                  Dear...bro... new threader le liye fotex may thread karna ke liye jarur money managmant manna hoga.. agr na mani to bohot luksan hogi...
                  • #24 Collapse

                    jab tak hamary pass acha knoweldge nahenhoga to hum is market meinkaise successful ho skatyhain lehaza hamesha market meinkoi achistrategy he adopt karne say hum successful ho saktyhain.
                    • #25 Collapse

                      dear forex mai boht se log hain jo kam kar k acha faida hasil kar skte hain ap ko b cahiye k es busienss ko seekho aur smjho tab he ap acha faida earn karo gy warna ap ko loss he ho ga...
                       
                      • #26 Collapse

                        dear new traders ko tu sab se pehele demo account pe kam karna chahie woi on k liye best hy aur esii se wo acha earn b kar skte hain agar tu seekh k karain gain tu no doubt boht kam waqt mai acha earn kar lain gain....
                         
                        • #27 Collapse

                          my dear new traders k liye sab se ahm cheez yeh hai k woh forex learn krein kisi b best traders se is k sath demo acount k sath trading ki practice krein or trading skills improve krein yehi ap k liye best ho ga
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            New traders ko simple techniques use krni chaheye takeh trading main ziada complexity na ho aur woh easily profit ley sakain aur loss ko bardasht kr sakain. Simple trading main woh small equity use krain aur long term trading krain takeh kam sey kam loss ho aur seekhney key ziada sey ziada chances hon.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X