trade open karny main jaldi na krein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: trade open karny main jaldi na krein

    Subh say mushkil kaam hai trade lagana kyun trade lagany kay apko market ko samjh booj kay sat he kaam start karna hota hi friends apko chiye kay forex main jab bhi trade lagyn kabhi bhi jaldbaazi nahi karyn kyun kay forex main ager ap jaldbaazi karyn gye to apko nuqsan hoga so zarori hai kabhi bhi aysa kaam na kryn jis say apko nuqsan ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: trade open karny main jaldi na krein

      Ji bilkul aisa hi hai trade open karne mein jaldi na Karen agar aap log jaldi karenge to aap logon ko nuksan hoga aap log market ko analyse karke FIR uske bad trade open Karen agar aapane kamyab hona hai to aapko sabar karna hoga uske bad aap log kamyab honge
      • #18 Collapse

        Re: trade open karny main jaldi na krein

        ji han aapane bahut acchi baat ki hai bahut sare log lalach karte hain vah trade open karne mein bahut jaldi kar dete Hain aur aakhir mein FIR unko loss ho jata hai vah jo mehnat karte hain unki mehnat se ho jati hai isliye aap logon ko aisa nahin karna chahie balki Sabar karna chahie agar aap sabke sath trade lagaenge to aapko profit hasil hoga
        • #19 Collapse

          Re: trade open karny main jaldi na krein

          Forex mein agr hum jald bazi se trading ko control karain gey tu hi faida hota hai hum ko Kabhi bhi jald bazi se bachna cahaiye kiok jald bazi se sab kuch loss hi hota hai is ka faida nahin hota hai kiok jald bazi mein hum market ko samjh nahin saktay aur market ka analysis nahin kartay is se loss hota hai agr koi jald bazi mein trading karta hai tu woh apna loss khud hi karta hai is se loss hota hai
          • #20 Collapse

            Re: trade open karny main jaldi na krein

            Agar trading ki Hui Hai To aapko chahie apni trade ko jo loss mein ho usko abhi close na Karen aap market ki movement ko news kaise check Karen FIR Uske bad Agar aapki trade hold ke bad ka profit Mein Aayi Hai To fir usko phone close karen to hi aapko accha Sa Munna Sa milega
            • #21 Collapse

              Re: trade open karny main jaldi na krein

              G aap ki baat sahi hai Forex se ham acha profit us waqt gain karte hain jab ham ne achi trade ki ho mehnat se ki ho achi trade ka profit bhi bohat achaa milta hai or jald baazi main ham achi trade kabhi nahi kar sakte achi trade ham tab hi kar sakte hain jab hamare pass knowledge or experience ho ham ne soch samjh kar knowledge haasil kar ke trade open ki ho tab achi trade hoti hai ager ham bager knowledge and practice ke jald baazi main trade open karen ge tou hame loss ho ga so hamara benefit isi main hai ke ham soch samj ker sabar se kaam len trade open karne main jaldi na karen.
              Last edited by ; 09-04-2020, 08:11 PM.
              • #22 Collapse

                Re: trade open karny main jaldi na krein

                Dear agr to hami koi asa sgnal mily jis ksi pair ka jis ki movemnt bht fast ho os mi hami trade lgany mi dair ni krni chahye ta k ham achy point pa trade ly k achy profit hasil kr sky agr hami koi asa sgnal mila jo ziada sure ni ha r pair bi slow ho tb hami asy trade lgany mi dair ni krni chaye aram sa sakon sa sgnal ko smj k markeet ki movement no achi trah analyse kr k phr trade open krni chaye
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: trade open karny main jaldi na krein

                  g hang hame trading me apni working ko bohat samjhdari se krna chahiye aksar log jald baazi krte hain or isi jald baazi ki wajah se unhe kaam me loss ho jata hai... is liye bohat soch samjh kr trading krni chahiye take ham apna kaam behtreen kr saken... or is k liye hame trade ki achi khasi information honi chahiye... take ham exit point per apni working krte howe profit kama sake...

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X