ak time main kitni trade open karni chahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: ak time main kitni trade open karni chahye

    Ham apni Marzi se trade open kar sakte hain trading main aapka risk nahin Lena chahie soch samajh Kar kam karna chahie Ham kisi bhi time trade open kar sakte hain Forex 1 online business hai jo 24 hours available hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: ak time main kitni trade open karni chahye

      Aap logon ko chahie ki ek time per ek hi order place karin agar aap log isase jyada trade lagaen gy tu Laut bhi jyada ho jayegi fayda nahin hai market thoda bahut niche to jayegi lekin loss ho sakta hai fayda nahin hai ek Hi bar replace Karen minimum lot size ka use Karen aur aap log kamyb ho jain
      • #18 Collapse

        Re: ak time main kitni trade open karni chahye

        Ummid karta hun ki aap sab log thik thak honge ji aapane bahut acchi baat ki ek time mein kitni trade open karni chahie mere khyal mein aapko ek time mein ek Hi trade open karni chahie agar aap log ek hi trade acchi market analysis karke karenge to aapko loss nahin hoga inshallah aapko profit hoga aur aapko kamyabi milegi
        • #19 Collapse

          Re: ak time main kitni trade open karni chahye

          aap jitni marji chaho utna trades open kar sakte ho ya aap per depend hota hai lekin acchi trading vahi hoti hai jo kam se kam ki jaaye isliye aapko ek din mein ek trading karna chahie yah aapke liye bahut achcha hoga Baki aapki apni Marzi aap ek din mein 6,000 trading karo FIR chahe ek lakh trading karo
          • #20 Collapse

            Re: ak time main kitni trade open karni chahye

            dear trades balance aur lot size k teht open ho skti hain ye aik online business hai i k kuch rules hain jin k teht kia jata hai ye aik brda business hai is ko krne k liye ap ko bahut zyada mehnt krni pry gi aur is ko rat k wqt ziyada trading ki jati hai aur kafi achi trah analysis kia jata hai ye kafi khtrnaak hai is mein account bhi wash ho sakta hai
            • #21 Collapse

              Re: ak time main kitni trade open karni chahye

              As salam alikom ap agr new h or apka capital abhi kam h investment kay to apky best yahi h kay ap abhi filhal aik trade kry
              Zayada trade kry gy us my apko lose huga so mera yahi mashwara h apko abhi ap hi trade lagahaen
              • #22 Collapse

                Re: ak time main kitni trade open karni chahye

                Treading Katy hwa safa ho kr kam krna chy tb hi kamyb Ho ga.... Hm apni mrzi sa jitni chya tread open kr skty hy hm chya ky hm mhynt sa kam kra ga lykn hm chya ky hm ik wqta essential ik hello tread open krna chya usi par acha sa mhynt krni chy tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga or account bh wash nhi Ho ga jitni mhynt kra ga utna kamyb Ho ga
                • #23 Collapse

                  Re: ak time main kitni trade open karni chahye

                  Assalamu alaikum rahmatullahi wa barakatuh me rakshita member bilkul khairiyat se honge ji Bhai Jana bilkul theek hai main karta Hun ki ek time hamesha ek chidi open karni chahie hamen trade open karenge to yaha share nanga se log isliye chahie ki trade ko open Karen Taki aapko bahut jyada nahin kahan se ho
                  • #24 Collapse

                    Re: ak time main kitni trade open karni chahye

                    dear aghr tu primary apko es ka jwab dun tu principal yahi kahunga okay aik time fundamental hmaisha aik he change open karni chae okay wjah yah hoti hai k hum aik alternate par achi trha fully attention ho kar kam kar skty hain or os main acha orofit lay skty hain or aghr hum aik time most important aik se zyda change lgaty bi hai tu hmara jo mind hota hai wo set nahi ho pata jis se hum khud confuse ho jaty hain ok hum ny kis trha profit earn krna hai tu apny kam ko asan bana kar kam karen
                    • #25 Collapse

                      Re: ak time main kitni trade open karni chahye

                      Aik time mein kitni trade open krni chaiy bohat acha swal Kiya aap nay aap aik time mein aik hi trada open kray tu aap ka Lia bahter hota hai aap agar zayida trade lagaty gay tu aap ko faida bhi ho sakta hai or loss bi ho sakta hai iss Lia aap ko aik time mein aik hi trada lgna chaiy tab aap ko kamyabi hoti hai
                      • #26 Collapse

                        Re: ak time main kitni trade open karni chahye

                        Assalamu Alaikum Rahmatullahi Barakatuh der Mein karta hun ke fresh ketama member bilkul Kariye 7kg aap ka Sawal hai ki ek trade Mein Kitni Ek Waqt mein kitne trade open karne chahie Ji Main yah Kahta hun ke Ek Waqt Mein Ek Hi trade open Karni chahie agar aap ek Se Jyada trade open Karenge to Aapka account Vas ho sakta hai jaldi mein
                         
                        • #27 Collapse

                          Re: ak time main kitni trade open karni chahye

                          Assalamu Alaikum dear members kaise hain ummid karta hun aap sab theek Honge ji aapane bilkul theek kaha hai Forex mein Soch samajhkar trading Kare aur ek time Mein Ek Hi trade open Karen agar aap Forex Mein Ek time Mein Ek Se Zyada trade Upar Karenge to aap kabhi bhi kabhi aap Nahin ho sakte
                           
                          • #28 Collapse

                            Re: ak time main kitni trade open karni chahye

                            Assalamu Alaikum dear members kaise hain ummid karta hun aap sab theek Honge ji aapane bilkul theek kaha hai Forex mein Kabhi Bhi overtrading Na Karen agar aap Forex Mein overtrading Karenge to aap kamyabi Aasan Nahin kar sakte Soch samajhkar trading Karen agar aap acche se trading Karenge tabhi aap Kamyab Honge
                             
                            • #29 Collapse

                              Re: ak time main kitni trade open karni chahye

                              Ek time mein Ham ek hi trade open karni chahie kyunki agar Ham jyada trades open kar lenge to Ham kuchh ko jaldi band nahin kar sakte kyunki is tarah se hamen loss ho jata hai ek time mein ek trade open Karen aur usko profit mein aane ke bad form band kar de jyada lalach nahin karni chahie
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: ak time main kitni trade open karni chahye

                                Dear forex members 1 time mai 1 hi trade open karni chahye q ap jtni zada trades open krty hain utna aap kam argent kam hota hai aur jab aapka machine kam hota hai to Aapka account ko bhi khatm hota hai aapka kaun kaun ho sakta hai isliye aapko chahie Jyada Se Jyada ek hi yah to trade open Karen se jyadatar open na Karen
                                THANK YOU GUYS ! :1f60a:

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X