Loss ka soch ka apna time zaheya na karyn balky regularly acha work karty jana chahe,

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ka soch ka apna time zaheya na karyn balky regularly acha work karty jana chahe,
    Friends forex trading ma loss to hota he hai, agr loss ka sochyn gy to apna keemti waqat zaheya kar deyn gy, es lae loss ho giya to ho giya, ab agy barhna hai, new soch new motivation k sath, mistakes sy sekh kar profit ka sochna hai or positive rehna hai, plz comment???@##
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ka soch ka apna time zaheya na karyn balky regularly acha work karty jana ch

    G hy bilkul hm loss ka soch kr wqta zya nhi krna chy blky mhynt sa kam krna chy acha konwldg or experience ky sath kam krna chy tb hi kamyb Ho ga jitni mhynt kra ga achi qulit ka kam kra market ki mouvmnt ko semjh ga utna hi kamyb Ho ga or profit bh mily ga jitni mhynt kra ga utna kamyb Ho ga
    • #3 Collapse

      Re: Loss ka soch ka apna time zaheya na karyn balky regularly acha work karty jana ch

      hamy loss sy learning gain kar ky froex mai kam kara ho ga forex paksitan mai legal ban cuka hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din maki be kam kair skaty hain hum jis mai bager balance account bana akr be kam kar sakty hain hum iss mai apny bos ap he hoty hain forex kabe be band na hony wala business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
      • #4 Collapse

        Re: Loss ka soch ka apna time zaheya na karyn balky regularly acha work karty jana ch

        hamy loss sy darna nahi chahaey hamy best experience or knowledge hasil kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham success gain kar sakt yhai or acha prifti hasil akar sakty hain ham is main bager pasio ky account bana kr be kam kar sakty hain agr ham is main tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho sakta hain r hamara account be wash ho sakta hain
        • #5 Collapse

          Re: Loss ka soch ka apna time zaheya na karyn balky regularly acha work karty jana ch

          اصل پيغام ارسال کردہ از: ab8989 پيغام ديکھيے
          Friends forex trading ma loss to hota he hai, agr loss ka sochyn gy to apna keemti waqat zaheya kar deyn gy, es lae loss ho giya to ho giya, ab agy barhna hai, new soch new motivation k sath, mistakes sy sekh kar profit ka sochna hai or positive rehna hai, plz comment???@##
          trading karte hue hamen kabhi loss ko apne mind mein nahin rakhna chahie agar Ham loss ko apne mind mein rah karke karte Hain to Ham kabhi successful nahin ho sakte hain isliye hamen loss ko apne mind mein nahin rakhna chahie aur always be fresh mind hokar working karni chahie agar Ham loss ko mind mein rakhkar working karenge to hamare work kabhi e beneficial nahin ho sakta hai hamen always hi free off loss mind banakar working karni chahie
          • #6 Collapse

            Re: Loss ka soch ka apna time zaheya na karyn balky regularly acha work karty jana ch

            yes dear, forex trading ma profit aur loss to chalta rehta ha, is liay agr hmain loss ho jay to pareshan na hon aur usay mind par sawar na honay dain q k si tarah hm apnay kam par focus nhi kar saktay aur wrong decisions la k mazewd mistakes kar daitay hain jo loss ki waja bnti hain
            • #7 Collapse

              Re: Loss ka soch ka apna time zaheya na karyn balky regularly acha work karty jana ch

              Gee haan humain hamesha acha kaam kernay ka sochna chahyea apni soch ko positive rakhain negative soch rakhain gay tou humain kamyabi nahin milay gi agar hum forex mein kamyabi ka soch ker kaam kerain gay tou humain forex mein zaroor kamyabi milay gi aur humain iss business sae achi income ho gi
              • #8 Collapse

                Re: Loss ka soch ka apna time zaheya na karyn balky regularly acha work karty jana ch

                Forex trading Mein Hamen last se gabrana nahin chahie Bal ke mehnat Karen acche ki ummid rakhen jitni mehnat Karenge utna hi Hamara Achcha result Hoga aur ham Achcha fayda Asal kar sakte hain Forex trading mein jo Apne emotion ko control karte hain last ko bardasht karte hain vah Forex trading Se Achcha fayda Aasal karte hain Forex trading Achcha business hai Hamen is per mehnat Karni chahie Forex trading Mein money management se kam Karen Jyada risky trade na len Thoda Thoda Karke earning karne ki koshish karen To Hamen Achcha fayda Hoga Forex trading mein jo lalach karte hain vah forex trading se kamyabi Aasal Nahin kar sakte balke loss karte hain apna.
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ka soch ka apna time zaheya na karyn balky regularly acha work karty jana ch

                  Loss ka soch k is maim kaam na karen balkay is maim mehnat or hard work karte hue is makn kaam karna taa k hum is main acha analysis or news ko dekhte hue is main kaam karen or achi earning or profir kamate hue I main kam karne or achi earning haisl kat saken.
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ka soch ka apna time zaheya na karyn balky regularly acha work karty jana ch

                    loss tu hume kuch learn karne ke liye hota hai hume pershan nahi hona chahiye balke hume is me mahant karni chahiye mahant kar ke hum is me achi trading kar sakte hai forex trading business me loss ho jane ke bad hume is ko recover karne ki koshish karni chahiye hum agr achi planning ke sath trading kare gy tu loss ko recover kar sake gy.
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ka soch ka apna time zaheya na karyn balky regularly acha work karty jana ch

                      hamen kabhi bhi Roz ka dar nahin rakhna chahie bhai ke hamesha acchi tarah se soch samajh Kar kaam karte rahana chahie aur hamesha apne dimag ka sahi tarah se use karna chahie daily basis per acchi quality ka kam karte rahana chahie aur apne time ko jyada se jyada Forex mein spend karna chahie tha ki aap ek acche aur kamyab trader Ban sake
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ka soch ka apna time zaheya na karyn balky regularly acha work karty jana ch

                        Dear friend plan ke sath apni Bharti ko continue Rakhna chahie hurt Nahin Hona chahie job of Forex ko join karte hain research karte hain pata chal jata hai ki yah risky business hai ismein taklif ke sath hi work Kiya Ja sakta hai Jab plan Hoga FIR hi market Mein best trading kar Sakenge capital saved Na Sakenge
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ka soch ka apna time zaheya na karyn balky regularly acha work karty jana ch

                          Forex trading mein agar Hamen last Hota Hai To Hamen lost se ghabrana nahin chahie Palke apni Galti ko sudharne ki koshish karen main Karen aur ta ke Ham Dobara Aisi Galti na Karen jisse Hamen Las Ho Nafa nuksan Har karbar ka hissa hai insan Ko las se ghabrana nahin chahie mehnat Karen practice Karen tan ke Ham Apne kam ke maja Ko bitar banaa sake aur Forex trading Se Achcha fayda hasil karny koshish karen Forex trading Mein money management se kam Karen Taki Hamara account be safe Rahe aur ham Achcha fayda Asal kar sake.
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ka soch ka apna time zaheya na karyn balky regularly acha work karty jana ch

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: ab8989 پيغام ديکھيے
                            Friends forex trading ma loss to hota he hai, agr loss ka sochyn gy to apna keemti waqat zaheya kar deyn gy, es lae loss ho giya to ho giya, ab agy barhna hai, new soch new motivation k sath, mistakes sy sekh kar profit ka sochna hai or positive rehna hai, plz comment???@##
                            Forex trading ke Business mein profit aur loss donon trading ka hissa hai hi aur Hamen chahie ki Hamen Apna time Saya nahin karna chahie aur Hamen lost se bilkul bhi ghabrana nahin chahie aur Agar Hamen Forex trading ke Business mein loss hota Bhi Hai To Hamen use per Sabar karna chahie aur Majid Dil lagakar mehnat Karni chahie Taake Hamen Hamari trading Mein loss Na Ho aur ham acchi Prophet Hasil Karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ka soch ka apna time zaheya na karyn balky regularly acha work karty jana ch

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: ab8989 پيغام ديکھيے
                              Friends forex trading ma loss to hota he hai, agr loss ka sochyn gy to apna keemti waqat zaheya kar deyn gy, es lae loss ho giya to ho giya, ab agy barhna hai, new soch new motivation k sath, mistakes sy sekh kar profit ka sochna hai or positive rehna hai, plz comment???@##
                              I liked your thinking dear ap theek keh rahay hen agar loss ho jaye aur ham usi loss ko he sochtay rahen gay to dil dead rahay ga aur mazeed kam karnay ko ni manay ga es lye hamen new planing and thinking kay sath pakistan forex forum men aur forex trading men kadam barhana ho ga tab he ham kamyab hon gay aur next time same mistakes karnay bachna ho ga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X