bhai ye business bura kab tha. business to business hi hota ha ap is ma mehnat karan aur knowledge hasil karta rahan sath hi demo account par practice karta rahan to ap success ban jain ga is business ma. is ka ye matlab to nahi ho ga ka forex acha ban gia ha balka acha aur experienced to ap bana ga.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим