Money Management for new traders.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #466 Collapse

    App ne bohat he achi thread likhi ha aur is k liye mein app ko thanks kahna chahun ga kiu k forex k buisness mein money management karna hamary liye ek bohat he zarori kam hai aur agar ham achi management kare gy to ham achi trading kr sken gy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #467 Collapse

      i like it...Rakesh is offline
      Senior Member
      Rakesh's Avatar Join Date
      Dec 2013
      Posts
      143
      Accumulated bonus
      148.95 USD
      Nic thread bhai jaan aapne bilkul sahi baat ki hai ki money management or risk management 2 aisi cheeze hai forex main jinka hame kaafi khayal rakhna hota hai nhi to trader jyada high risk trading sai kuch dafa to acha munafa kama lete hai lekin ek din aisa aata hai ki sara amount loss ho jata hai. i love it..
       
      • #468 Collapse

        We know that money management is the power of success in this foreign exchange currency trading business market.Its works for controlling our account but now a days its also works for controlling our greed also.
        • #469 Collapse

          Well I think traders cannot endure in forex trading without firstly learning how to deal their finances in their informing, most probably I would similar to go with the activity of exclusive 3% of our total great for trading as this is the way our money would be there with us for lank experience to trade with low risk.
          • #470 Collapse

            Forex trading main money managememnt ka knowledge hasil karna har aik trader bil khasos new traders kay leyea bohat zarorri ha is leya kayis knowledge sayhe ham apny trading volume ko chose kartay haieen or pher apny trad lagatay hain .
            • #471 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Rakesh پيغام ديکھيے
              Nic thread bhai jaan aapne bilkul sahi baat ki hai ki money management or risk management 2 aisi cheeze hai forex main jinka hame kaafi khayal rakhna hota hai nhi to trader jyada high risk trading sai kuch dafa to acha munafa kama lete hai lekin ek din aisa aata hai ki sara amount loss ho jata hai
              M ap k bat s agree karta ho forex m acha trader wahi hota ha jo in sab cheezo k khiyal karta ha jo aisa nahi karta ha wo ziayda loss h karta ha is liya in cheezo k khiyal karna chahiya wahi better hota ha forex m
               
              • #472 Collapse

                Yes you are right.These are some very good points that you are telling us.I am already following these principles and these are also very helping principles for me.All the traders must have to follow these rules and these are very golden principles.Always try to see the money management principles closely.
                • #473 Collapse

                  nice dear apki thread boht hi achi he or apne jitni asaani se logo samajane ki koshish ki he yh newbies ke lie boht fida mand ho sakti he is lie hamko money management ko hamehsa follow karna chahiye agar ham yh follow nahi karte toh hamko achi earning nahi ho skati is lie hamko apni equity ko hamesha safe rakhna chaiye
                  • #474 Collapse

                    Bhai money managemant ka pata nhihai mujhy q k main new hun is smain . Forex ek best business hai dunai ka aur real bhi hai sb sy aur mujhy yeh pasand hai .
                    Get Daily Forex Signals and also the Daily crypto Signals
                    For free. And if you need any help about the forex and crypto market live chat is available for you.
                    • #475 Collapse

                      Very nice. Bohat achi strategy describe kari hay lekin main iss ko thora modify karna chahta hoon. agar market clear hay to fir ap 0.02 or 0.05 ki lot bhi laga sktay hain. Iss say upar guraz karain.
                      • #476 Collapse

                        bhi new trader k liy managment ki bat ha ap ne b bht he acha good batya ha is me achy bht se log is se fayda utha lety han bht se logon ko pata chalta ha is me apni money ko is tarah se manag keryn k is em ap ka ik acha work pata chlu jis se ap is me acha kama skty han
                        • #477 Collapse

                          forex me new traders ke lye money management bohat zaruri hai or is ka khayal na rakha jaye to equity zero per bhi pohanch sakti hai hamesha capital ko nazar me rakhte hue hum volume choose karen to hamari equity safe reh sakti hai
                          • #478 Collapse

                            je forex mein ap ku money manage k hisaab se es mein trading karni chaiye kiyon es taraha ap ku loose be ho sakta hai so plz es mein cool mind rahay agar es mein successful hona chatay hain
                               
                            • #479 Collapse

                              Dear mai ne ap ki post parhii ap ne newbie aur already kam karne wale traders k liye boht achii knowledge share kii hy es liye mai ap ko es k bare mai yehii kahon ga kehta tu mai b hon k learning karo but koi sunta nhn aur jab loss hota hy os waqt roOtay hain,,,
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #480 Collapse

                                money management bohat important cheez hai kun ke is ki waja se hame bohat profit ho sakta hai lekin wrong money management ki waja se hame bohat loss bhi ho sakta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X