Mistake hone par post ko edit kar sakte hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Mistake hone par post ko edit kar sakte hain

    g han dear ager posting mein kio mistakes ho jeye to ham use zror edit ker sakty han waha option hy post ko termim ker waha se mistakes ko remove ker sakty han es liye to senior member guides kerte han posts submit kerne se phly use ache se reads kerna cheye us ke bad send kerna cheye ta ke mistakes na hone se hamra bonus acha a skta hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Mistake hone par post ko edit kar sakte hain

      Ji han Ham bilkul post ko edit kar sakte hain kafi reasonable time hota hai hamare pass Ham usmein aasani ke sath hi apni post ko edit kar sakte hain aur bahut aasani hai is kam Mein lekin Agar Ham fir Bhi apni mistake so theek Nahin karenge to kya Hamare liye sochne ki baat hai ki Ham fir bonus Kaise lenge quality Agar Nahin hogi to bonus to bilkul bhi nahin milega To bonus Lena Hai To Hamen quality ko focus karna padega tabhi Ham market Mein kam karne ke liye bonus Hasil kar sakte hain
      • #18 Collapse

        Re: Mistake hone par post ko edit kar sakte hain

        Dear Forex Members bilkul hamare pass Forum main edit ka option maujood hai lekin behtar ye hain ke ham posts likh lene ke baad yaani post karne se pehle ham aii baar read kar len ager koi mistakes hain tou un ko foran theek kar len lekin ager aap ko post karne ka baad pata chala ke aap ne mistake ki hai tou aap ko pareshan hone ki zaroorat nahi hai hamare pass edit ka option available hai ham usse click kar ke apni mistakes ki correction kar sakte hain.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Mistake hone par post ko edit kar sakte hain

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Bonus Prince پيغام ديکھيے
          Posting karte hue Hum Se kafi mistakes Ho jaati Hain aur ham apni mistakes mein jyadatar spelling ki mistakes karte hain jiski vajah se hamari post good nahin hoti hai aur hamen bonus kam milta hai isliye hamen chahie ki agar humse Koi mistake ho jaaye to Ham apni post ko edit karke apni mistake ko correct kar sakte hain aur apni post ko again submit kar sakte hain isliye hamen chahie ki Ham apni post ko edit kar liya Karen aur always good posting karne ki koshish Kiya Karen
          yeh aap nay sahi kaha, aksar posts aesi hoti haink spelling mistakes ki waja say kafi sary members ko bat hi samj nai aati k post karnay walay nay kiya kaha hay, kafi achi information share ki hoe hoti hay but spelling mistakes ki waja say 1 to us ki value kam ho jati hay 2nd us post say kisi ko faida nai hota, meri tamam members say guzarish hay k jab bhi post karain to usay 1 dagfa read kar lain post honay k bad bhi, agar us main koi mistake ho spelling ki ya koi aur to edit kar k us post main jo mistakes hain unhain clear karain aur re-submit karain ta k parhnay waly ko samaj aay and wo Thanks day aap ko. thanks na milnay ki 1 waja yeh bhi hay
          If you work hard no body can stop you from success

          اب آن لائن

          Working...
          X