forex mai indicators ka ismtal
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: forex mai indicators ka ismtal

    Dear friend market chart for indicators ka use kar lena chahie indicators kuch percent market ka idea de deta hai ki market kis Taraf Ja sakti hai Baki Apne analyses Kiye Jaaye Agar market Mein indicators aur apne signal analysis ke a same hai to market Mein entry. Bahut hi Achcha Hota Hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: forex mai indicators ka ismtal

      indicators ka use hota hai lekin iske liye bhi aapko experience Hona chahie Kyunki indicator To Hamen use karna hai lekin vah use kaise karna hai usmein kitne difficulties hoti Hai Uske kitne tricks hote hain jise Humne karna Hota Hai Uske bad Humne Uske fake signals ko filter karna hota hai ya koi aasan Kam Nahin hota hai iske liye bahut planning Karni hoti hai isliye 3 months at least aapane Ek indicator per trading karni hai jisko aapane practice karna hai to Uske bad aapko uska result pata chalega
      • #18 Collapse

        Re: forex mai indicators ka ismtal

        G belkul, forex trading me hamain forex k tools aur indicators ko use karna chaheye. sab se pehle zaruri ha k unka knowledge hasil ki ajai taakeh un kay baray me maaloomaat hasil ho jai. Forex trading me indicators aur tools k use se ham bahut achi earning kar saktay hain aur time per decision le saktay hain.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Jawadshafiq پيغام ديکھيے
          forex trading main indicators ko use karna chahie Jo hamare liye beneficial hote hain lekin hamen total indicators per apni trading Ko nahin chhodana chahie kabhi bhi market Mein profit nahin kar sakte isliye understanding bahut important hai price action ki
          Dear ap jab apny indicators ko use karty hain tu ap ko pta chalta hai kay kaisy ap apni trade ko behtar kar skaty hain. us kay leye zarori hai kay jo be ap trade ko open karian tu ap ko pata hona cheye kay ap kon say indicators ka use kar rahy hain or woh indicators ki values default kiya hai or ap jo ap kudh find karty hain tu ap ko kaisy kar skaty hain.esleye koshish karain kay jo be ap trade open karain ap ko pata hona cheye kay kaisy indicators ko use karty hain or kaisy ap values ko find kar sakty hain.

          اب آن لائن

          Working...
          X