Hum kitny Bonus sy Trading Start kar skty Hein ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2056 Collapse

    Mery khayal sy forex ma bounus balace minimum 100 usd ho tb krna chahy ta k loss k chances kam sy kam hn ar tb tak ap sekhty rahen demo account ma
    Forex trading ma ap minimum bonus sy b strt kr sakty hain but us sy profit kam ho ga so jb tak acha bonus nahi ho ga acha profit nahi ay ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2057 Collapse

      hum apni marzi say jitny marzi bonus say trade kar skaty hain hamain trade karny k liye hard work karni ho gi ta k achi trade karny main koi mushkil na ho skay aur knowldge ho ga tab hi hum achi earning karein gay
      • #2058 Collapse

        is main hamain trade karny sya pahly demo main practice karni ho gi ta k earn kra skay gay aur knowldge ho ga tab hi hum achi trade kar k sucess ho sakty hain aur greed ko avoid kar k hi hum bonus hasil kar skay
        • #2059 Collapse

          agar humary pass ziada bonus ho ga to hum trading achi kar sakty hay aur agar humary pass kam say kam 10 dolor bhi hay trading account main to hum us say trading start kar sakty hay
          • #2060 Collapse

            trading ka business is market main kitny volume ki trade ko krna teek hota hai ik trader ko kafi zada safety say is market main kaam ko krna hota hai her ik trader ko kafi zada safety say is main kaam ko krna hota hai jis say faida milta hai
            • #2061 Collapse

              ye apki apni marzi hai agar apnay plan kiya hai kay apnay aika chi tarde karna hai tu phir apko aika cah bosnu et karna chaiy hoi ga jsi say ap aika chi aur kamiya trade kar skay gay is kay liay best hai kay ap 200$ ka bonsu lazmi apnay liay bana lay
              • #2062 Collapse

                My friend forex ek baht acha online business hai es mai ham 5$ to 10$ k bonus pa bhi trade lga sakty hain me he khud pehli trade 10$ pa lgai thi or profit bhi hua km tha but depending on my bonus forex mai ap kitna ziada bonus get kren gay to itni hi achi trade ho GI or itna hi acha profit hoga app ko.
                • #2063 Collapse

                  Trading ke apne golas hote hain jo person to person differ karte hain trade to 20$ se bhe start ho sakte hai even ke 5$ bhe bht hain lek agr ap k aim high hain to investment bhe zayada chahye phr
                  • #2064 Collapse

                    agar humary trading account main 10 dolor bhi bonus hay to hum es say trading start kar sakty hay aur mery khyal main humay chahiey keh ziada bonus lay ta keh trading ko aur behtart bna saky
                    • #2065 Collapse

                      hamain trade karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky aur demo main practice kar k hi hum achi trade karny main profit hasil kar saky gay aur greed ko avoid kar k hi hum earning karein gay
                      • #2066 Collapse

                        Assalam O Alaikum respected ghazanfaara ali ap ko instforex to 10 usd se b trading start karwa deta hy magr mai zati tor pr recomnd krun ga k ap atleat jb 1000 bonus pe ponch jayin tab start karain forex trading is se ap ,5,6 trades at a tome ly sakty hain
                        • #2067 Collapse

                          mare khayal menn Forex tradings kaa business aesaa buiness he jiss menn investing kee koe limits nhi aap ess buiness menn jitnaa chaeho invest kar saktay aur app iss business mein ik usd sy b tradings shurao kar saktay hen
                          • #2068 Collapse

                            dear agar humry pass 100 dollor bonus hai to hum aus par bhi acha khasa kam kar sakty hai kun k agar humry pass aik achi strategy hai kam karny ki to aus mai hum acha kam kar k thory se balance par bhi kam kar sakty hai aor daily ka acha profit bana sakty hai.
                            • #2069 Collapse

                              sir trading tu ap 5 dollars say b start kar sakty hain lakin uss ka shaid koi b faida na ho . waise trading kam is kam 100 dollars say start karne chaiye tab he ap safe reh kar trading kar sakin gaay . wiase tu traders ko apni skills aur experience kay hisab say he forex mai investment karne chaiye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2070 Collapse

                                aj ka l to ap ko kam sy kam 10$ chahiye trading start karny k liye or us sy b ap ko kam profit hoga kuch sahi trading karny k liye ap ko 50$ chahiye is sy ap ko kuch profit hoga jis sy ap trading kar sako gy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X