Aik post kam az kam 2 lines ki honi chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Aik post kam az kam 2 lines ki honi chahiye

    اصل پيغام ارسال کردہ از: aarifshahzad پيغام ديکھيے
    Dear kuch members ko ye bhi malom nhi hota k aik post kitni lines ki honi chahiye jo forum se delete bhi na ho tu unko 2 lines ki post krni chahiye jis mein sirf forex ki baat krein fazol discussion se dosry members disturb hoty hein unko acha knowledge provide krna chahiye.
    Ji han Janab agar aap instaforex form Se Achcha bonus Hasil karna chahte hain to aap ki post kam se kam do line Se Zyada honi chahie Kyunki do line se kam post ka koi fayda nahin Hota aur na hi uska bonus Hota Hai aapko chahie kya kam se kam 3 lines ki post share Karen Taki aapko Achcha Kaun Sa Sar ho aur aapko apni posting Mein mayesha Forex trading se related information share Karni chahie
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Aik post kam az kam 2 lines ki honi chahiye

      Forum per Jo post karte hain vah detail Mein honi chahie Apna topic clear karna chahie jo bhi information de rahe hain Ham Mukammal Deni chahie tab ki post ki quality Behtar Hogi jitni Jyada post Karenge aur jitni acchi quality Mein Karenge utna hi Achcha bonus receive kar Sakenge post detail Mein ki Jaaye
      • #18 Collapse

        Re: Aik post kam az kam 2 lines ki honi chahiye

        g bilkul humay at least 2 lines ki possting zror kurni chahiyay q keh ap ki possting ki quality pur he ap ko bonus gain hota hy or mobile pur ap ko atleast6 lines ki posting kurni chaahiyay takeh ap ki likhi hui bat sumjhi ja sakay aur ap is say best earning kur sukay or best earning kay liyay ap ko mehnaat ki zrorat hotti hy or ap nay mehnat say apni posting quaality ko best bnana ho ga or achi quality ki posting kurni ho gi
        • #19 Collapse

          Re: Aik post kam az kam 2 lines ki honi chahiye

          اصل پيغام ارسال کردہ از: aarifshahzad پيغام ديکھيے
          Dear kuch members ko ye bhi malom nhi hota k aik post kitni lines ki honi chahiye jo forum se delete bhi na ho tu unko 2 lines ki post krni chahiye jis mein sirf forex ki baat krein fazol discussion se dosry members disturb hoty hein unko acha knowledge provide krna chahiye.
          jee sir aap nay bohat achi information share ki, forum pay bohat say members ko yeh bhi pata nai hota hy forum k rules k mutabiq post ki length kitni honi chahiay and wo post kar daitay hain and wo post bad main delete ho jati hain, es traha members ki mehnat and time dono waste ho jatay hain. kuch members 1 ya half line ki thread create kar k question kar daitay hain, baqi members us pay jab reply kar daitay hain bhaly jitni bhi informative post ho wo posts bhi short thread ki waja say delete ho jati hain, es tarha short thread create karany waly members apna and dosron ka b, sab ka time and mehnat sab zaya kar daitay hain. kam az kam 2 lines ki posts karain.
          If you work hard no body can stop you from success
          • #20 Collapse

            Re: Aik post kam az kam 2 lines ki honi chahiye

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Xain پيغام ديکھيے
            g han kam se kam 2 lines to honi chahiye ke ham akhir bat ko samjh saken agar ham apni bat ko samjha hi nahi saken ge to hmare liye buhat hi mushkil ho ga ke ham kaam karain learn karain agar ham ne kaam karna hai to hi ham ne earning karni hai is liye mehnat se kaam karan quality ka kaam karain ge to hi ham kaam bonus hasil kar saken ge
            Ek post kam se kam 3 se 4 line ki honi chahie kyunki jab bhi Ham acchi aur equality post share karenge to hi hamesha bansal hoga agar Ham achcha bonus hasil karna chahte hain to hi hamen achcha pura hasil hoga yah tabhi mumkin hai jab Ham acchi aur Allah quality ki post share karenge duniya mein kitne log bhi acchi quality ki post share karte hain vah bahut jyada aur achcha bonus hasil kar lete hain.
            • #21 Collapse

              Re: Aik post kam az kam 2 lines ki honi chahiye

              Daikhain ap sy agree ni karoon ga lines p haam kaam ni karty hain hamain post ko read krk usk mutabiq uska answer karna hita hai aab wo kitna vara sawal ya answer hai wo depend karta hqi tu esa harigz ni hai apko jotna answer ota hai aqp share qkr samty hain qqb wo 2 ya 4 kines mai. Aye it dosent matter
              • #22 Collapse

                Re: Aik post kam az kam 2 lines ki honi chahiye

                Fourm per agar ap mobile ko use karty hove post kar rahe hain to kam se kam 5 lines ki oost ho or agar jawab 2 lines ka banata hai to do he likhen idhar udhar ki bat keye bagair post kardrn or agar ap computr se post kar rahe hain to ap 3 line ki post karen
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Aik post kam az kam 2 lines ki honi chahiye

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: aarifshahzad پيغام ديکھيے
                  Dear kuch members ko ye bhi malom nhi hota k aik post kitni lines ki honi chahiye jo forum se delete bhi na ho tu unko 2 lines ki post krni chahiye jis mein sirf forex ki baat krein fazol discussion se dosry members disturb hoty hein unko acha knowledge provide krna chahiye.
                  Forex trading ke is platform per post ki lines count Nahin Hoti balki Ham jitni bhi Apne knowledge and experience ko share karte hain unke characters Kaun hote hain aur uske alava Hamen chahie ke Ham Apna Jyada Se Jyada knowledge or experience Yahan per share Karen Taki dusre log Jyada Se Jyada benefit Hasil kar sake aur vah ek Achcha experience lene ke bad Forex trading se earning kar Saken. ISI Tarah Se Jaise Ham Kisi Se Forex trading ka knowledge Hasil Karte Hain To dusre Bhi Humse knowledgeous kar sakte hain.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X