Darna nahi chahye forex trading se.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Yes dear profit or loss to hr business me mojod hoty hi es liey hamein forex trading me darna nahi chahye bal k dil lga kr kam krna chaye or ohir hum es se bohat acha profit kma sakty hi ...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Yarr fforex trading hamesha us person ko hi zeyada loss deti hai jo forex trading se darte hain aurr fear ka shikar ho jate hain is fear me wo wrong trade karte hain aur loss ka shikar ho jatae hainn
      • #63 Collapse

        forex trading hamesha us person ko hi zeyada loss deti hai jo forex trading se darte hain aur fear ka shikar ho jate hain......
        • #64 Collapse

          yeas my brother AP NE Bil kul tike Kay he heme Forex Se darna nahi ch aye q k Forex me profit bi he or loos bi to liyasa ahem dono Ga samnna Karna ch aye q k mere bahi ye nasib Ga keel he or heme Forex me trading kart he Rena ch aye.
          • #65 Collapse

            ha bohut acha forum threde hay ka hamy darna nahi chay bas ahtyat karna chya or khyal sa kam karna chaya forex trading hay ya
            • #66 Collapse

              Me ap ki is bat fully agreed hon kion ke is darr ke waja se me ne apna aik acct wash kia tha, so loss se darna aur profit ke liay greed krna itna dangerous ha ke ye ap chota loss ni deta balkay ap ko apnay full capital se farigh kr deta ha.
              • #67 Collapse

                ni mere kiyal main to derne valli bat durr durr tak koi ni nazaeer atti yahan perr. kunke ap apnna kaam ker rheee hean. is main kisi ko kiya masllla hea ap say kisi ko..
                 
                • #68 Collapse

                  is me koi baat ni darany ki hum ko is lihy dar lagta ha ky hum experience ni rektay hay is lihy yer laken is me zada dar wali baat ni ha is business aur bi kis business me loss aur profit dono hi hota yay
                  • #69 Collapse

                    Ji han bhai hamain bilkul darna NAE chahye han hm conscious ho saktay hain istrha hm secure trading ki koshish karain gay or istrha hamara confidence level BH increase ho sakta hai
                    • #70 Collapse

                      forex traiding aik bohat acha kaam hai apni gareebi ko door krney k liye or is mai ziada say ziada kaam kray or apni zindgi ko kushhall banay or traiding sy met daray. or is pura faida hasil karay.
                      • #71 Collapse

                        je han forex trading ky duran hum ko fear nahe karni chae fear bhe ak emotion ha jo hamri trading pe asasr andaz ho ke hum ko nuqsan data ha fear sy ho bachana chea aur is ko avoid bhe karna chae.
                        • #72 Collapse

                          Gee sir forex trading aik business hay es main darnay ki koi zaroorat nahi hay because business main loss and profit dono partner hotay hainm, agar aap ki learning achi hay to aap ko loss nahi bilkeh profit hasal ho ga.
                          • #73 Collapse

                            Forex mein trading kerty waqt darna nai chahiye kyn kay aik acha trader darta nai hai bilkay woh in khatron ka muqabala kerta hai or apnay liye profit banata hai
                            • #74 Collapse

                              je haan logo ko chashye ky wo log news comer ko kha makhwa na darey q k jb ap aun ko daratey ho to wo log trading per per barosa nahe kartay ais leay aun ko na darawo
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Ye zaruri ha ha Forex ma kam karne ka tarika hota ha k apko screen pe kuch products or currency up and down hote hue nazar aenge apne usi pe trading karni hogi or hamesha ye dekhna hoga k kis chez k rate kab up and down hote han. Or usi ma apko profit and loss dono ka samna hoga. Market ko update rakhen.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X