trading ki keya koi limit hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading ki keya koi limit hai
    keya hum her waqt trading karsakty hain hum is sy acha faida hasil karna chahte hain trading k kam sy phale hum ko is ki limit ka pata be hona chahye take hum is say acha faida hasil karsakain aasa karna be lazmi hai tub he hum is sy acha faida hasil karsakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading ki keya koi limit hai

    No dear Forex member trading karne ki koi limit nahin hai aap jitni chahe trading kar sakte hain lekin aapke pass balance hona jaruri hai agar aap ek expert trader Hain to aap unlimited trading kar sakte hain kyunki aapka account was nahin hota aur agar aap new hai to fir aapko aisa nahin karna chahie bus 1 ya 2 trade hi open karni chahie
    • #3 Collapse

      Re: trading ki keya koi limit hai

      Ji Haan Diye brother aapane bilkul sahi kaha hai trading ki koi limit nahin hai aap Agar ismein kam Karte Hain To aap Khush main daily basis per kam karna padta hai aur isko time Dena padta hai agar aap ismein mehnat Karenge aur kam Karenge to aapko ismein fayda Hoga Kyunki yah Kaisa business hai jismein aap jitni Jyada learning Karenge vah knowledge Hasil Karenge na aapko ismein itna hi jyada profit hoga.
      • #4 Collapse

        Re: trading ki keya koi limit hai

        My dear number Forex mein treading ke koi limits Nahi Hai Jab Aapka Dil Chahe Jab aapko time mile Apne Apne trading plan aur apne schedule ke according of Forex Mein trade kar sakte ho. Hasb-e-haal no ke forex market 24 hour open hoti hai so ja aap per depend karta hai but aapko yah advice Karunga ki UK session mein jo Din Mein 4 o'clock mein open hota hai usmein trading pk hoti hai aur vah sabse best time hai
        • #5 Collapse

          Re: trading ki keya koi limit hai

          hum forex mai kam kar ky ache earning gan kar sakaty hain hamy learning gain kar ky forex mai kam karna ho ga forex aik best business hain hum is mai pairs mai or currnency mai kamkar sakty hain forex aik amm business ke nsisbat acha business hain hum is mai limit ky mutbaik kam kar skaty hain forex mai over limit kam nahi kr sakty forex aik legal business hain
          "The mind is everything, What you think you become"
          • #6 Collapse

            Re: trading ki keya koi limit hai

            No trading ki kio limit ni hoti hamary acct ma jb tak bonus hota hai ha ham tb tak trading kar sakty hain, han albata agr loss ho jae to hamy phr pehle wo recover karna hota hai, bus es k elawa apny acct k ham he malik hotyn hai,jo marzi chahyn ham karyn kar saktyn hain,
            • #7 Collapse

              Re: trading ki keya koi limit hai

              is main hum sab kam kar skaty hain aur is ki limit main rah k hi hum achy say trade kar sakty hain s ohamain is k bary main pahhly learning karni ho gi ta k earn karny main bi ko prblm na ho saky gi aur amain is main trade karny k liye mhnt karni ho gi tab hi hum loss say bach sakty hain aur hamain market main bi ksi bi waqt trade kar k hi hum loss say bach sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: trading ki keya koi limit hai

                forex aik real business hain ham is main live trading karty hain or ham is main amount ber invest kar sakty hain hamy is main limite ky mytaibq is main trading akrni chahey pher hi ham apna traget pora kar sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti yai aik international business hain
                • #9 Collapse

                  Re: trading ki keya koi limit hai

                  Assalam walekum Jay bhai aapane bahut hi acchi baat ki aur main aapke is Baat se sahmat bhi hun Kyunki Agar per Paksh mein mehnat aur Lagan se kam Karte rahte hain Ishwar trading karne mein Hamen koi bhi masla Dharmesh Nahin ho sakta aur threading Karne Ki Bhi Koi limit Nahin Hai Kyunki international market 24 ghante hi Khuli rahti hai lekin sirf Hafte Mein Do Din Aise Hote Hain Jab international market ke Sarvar Band Ho Jaate Hain aur vah aapka aur itwar ke din hote hain to isliye Hamen Ab To Har Mein Koi Bhi trading Nahin Karni chahie yah Kyon Ki aap hote hain jaise Hamen koi bhi fayda yaar loss ho sakta hai to isliye Hamen Baki donon Mein acchi training Karni chahie aur mehnat Lagan Se Is per kam Karte Rahana chahie Kya Ek Achcha plan achieve karke hi Ham is per acchi training kar Saken thank you
                  • #10 Collapse

                    Re: trading ki keya koi limit hai

                    Trading k liye koi bhi limits nahi hain jab chahen trade karen lakin bus trend ka confirm hona zarori hai and na is bat per koi limit hai k ap just given time tak trade ker sakty hain jab tak apk pas string capital mqjood hai to ap trade ker sakty hain han is bat ka khayal rakha jay k eik trade open ho r ap k pas equity bhi loq ho to eik hi time main low equity honyper boht sari trades kabhi bhi open na karen werna apkp big loss ho sakta hai and forex markete k 24 open rehny ka ye mtlb bhi nahi k ap kisi bhi time trade main entry len ap trade main entry trend k confirm hony k bad proper analyses kerny k bad hi trade main entry len
                    • #11 Collapse

                      Re: trading ki keya koi limit hai

                      g, mere khyal me to trading ki koi limit nai ha aap jitna chahen kaam kar dakte hen ye aap pe depend karta ha k aap kitna kaam kar sakte hen. lekin jab aap mehnat se aur dil laga kar kaam karo ge to aap achi earning karo ge aur aap ko kaam karne me maza aae ga aap phir ziada mehnat karo ge aur phir aap limit ko bhool jao ge. mere khyal me forex 1 infinity business. jo kabi b na khatam hone wala. is liye tension na len aur kaam karte rahen mehnat se. aur sabar ka phal meetha hota ha.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: trading ki keya koi limit hai

                        trading ki limit mtlb daily hm kitni trades kr sakty hein is k leye to hmara stamina r hmari trade holding capacity pr depend krta is k sath ye bhi k hm kitny din ek week mein trade kr sakty hein q k friday night ko market close ho jati r monday ko open hoti to srf market opening days mn hi kr sakty hm trade,..

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X