Candkesticks are important for trade learning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Candkesticks are important for trade learning
    Forex main kaam karte hue candlestick ki movement ko smajhna chaye or is main candle ki movement ko smajhte hue trade lagai jae to js main kafi faida hoskta hai isliye koshish karen k is main candlestick ki movement ko smajhen or faida uthaen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Candkesticks are important for trade learning

    you are the very nice post dear mera khyal bhi yahee agree kerta hy isliuy hamin chaiy keh hum zeeda sey zeeda learning krein tradeing market ko bhi or forex fiurem k tmam ruels ko bhi qk jab hum sab khuch learn ler lety hein to sab khuc bhut easy ho jata hy learning is the base of our sucess jisk pass learning hy samjh lein usk pass earning bhi hy
    • #3 Collapse

      Re: Candkesticks are important for trade learning

      G hy bilkul hm ziyada sa ziyada learning krni chy tb hi kamyb Ho ga.... Candlstk ko semjhna bht zarori hy jitni ziyada hm candlstk ky br main konwldg Ho ga hm utna HI acha kam kr kamyb Ho ga hm chya mhynt kra movmnt ko semjh tb hi kamyb Ho ga
      • #4 Collapse

        Re: Candkesticks are important for trade learning

        Jb traders market ka technical analysis krty hein chart pr candlesticks pattern ko follow kia jata hai jis mein kuch pattern banty hein aur trend k mutabik market run krti hai hamein patterns ko read krny k liye hr candle ko samjhna hoga us k bad hum patterns k mutabik trend ko find kr sakty hein jb pattern change hoga tu trend bhi change hoga jis k bad hum ne exit hona hai.
        • #5 Collapse

          Re: Candkesticks are important for trade learning

          Yes market ki complex mathematical calculations ko simple way ma candle stick ki tarha show kiya jata hai, agr hamy candle stick ki learning hasil ho jae to ham achi tarha market ko predict kar saktyn hain, forex ma candle stick ko demo acct or baby pip ma ja k samja ja askta hai, ye amal real acct ma jany sy pehle he kar lena chahe,
          • #6 Collapse

            Re: Candkesticks are important for trade learning

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Deep پيغام ديکھيے
            Forex main kaam karte hue candlestick ki movement ko smajhna chaye or is main candle ki movement ko smajhte hue trade lagai jae to js main kafi faida hoskta hai isliye koshish karen k is main candlestick ki movement ko smajhen or faida uthaen.
            Bilkul sahee kaha aap nay Forex say hum os waqth he acha faida hasil kar sakthay hay jab hum is may koi be Trade open kqrnay k liqy candlesticks ka sahee say jaaeza lqy our os k baadh he is mah kaam karay kionka ye asa Business hqh jis may aap jqb thak candlesticks ko sahee say study nahee karangay aap ko trqde open karnay may mushkil he aayegi.
            • #7 Collapse

              Re: Candkesticks are important for trade learning

              Forex mein candlesticks ka bhi bahut jyada use hota hai bahut sare log candlesticks ka bhi bahut acchi tarah se use karke bahut acchi trading karte hain aur aap bhi candlesticks ka bahut acchi tarah se use kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Candkesticks are important for trade learning

                chandle stick achi trade laganu ky liye bohat zarori hain hamy achi learning hasil kar ky is main main candle stick ko achy sy samaj kar is main trade lagani chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy bager pasio ky account bana kar be kam kr sakty hain yai aik asa busienss hain jis main hamara koi bos nahi hota
                • #9 Collapse

                  Re: Candkesticks are important for trade learning

                  humain es main boht ache learning karne ho ge hum es main trading kar kay hum es mai kamjab ho skty hain humain es main kam ko karny kay ley es main mahnat say humain es main kam karna ho ga to he hum es main kamjab ho skty hain hum es main part time be kam kar skty hain our hum es main full time be kam kar skty hain forex 1 aasan business hain forex 1 on line business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Candkesticks are important for trade learning

                    YES OF COURSE DEAR MEMBER MEIN BHI APKI BAT SEY AGREE KERTA HUN ISSS LIY AGER HAMIN TRADING MEIN KAMIYABBI CHAHIY TO HAMIN CANDLESTICK PAYTERRN KO USE KREIN KUE KEH HAM ISS MEIN ager iss ko use krein to hamin itna pta chl jata hy keh hamnuy trade ko sell ya buy kerna hy aour kis point per close kerna hy..
                    • #11 Collapse

                      Re: Candkesticks are important for trade learning

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Deep پيغام ديکھيے
                      Forex main kaam karte hue candlestick ki movement ko smajhna chaye or is main candle ki movement ko smajhte hue trade lagai jae to js main kafi faida hoskta hai isliye koshish karen k is main candlestick ki movement ko smajhen or faida uthaen.
                      Doston Dastak ko read karna Bhi Ek knowledge ka hissa hai candlesticks Hamen Usi Tarah Se knowledge from karte hain ya Hamen Apne bare mein batate hain yah market ki jankari Dete Hain Jis Tarah Ke Ham Roj Mara Jindagi Mein Kisi Mimi Aur Is Tarah Se Kafi Sare emojis yah Ham Kisi stickers ko use karte hain aur Unse Hamen feeling se Pata Chalti Hai vah candlestick se bhi Usi Tarah Se Hamen Apne bare mein aur Market ke bare mein Jankari Dete
                      Click On Name And Visit My Journal
                      Naseer953 Trading Journal
                      • #12 Collapse

                        Re: Candkesticks are important for trade learning

                        candles bahut important hoti hai agar candles per aapane kam karna hai to aapke liye important hai ki aap mehnat Karen knowledge ke sath kam Karen experience Karen experience hoga to hi aapko kam karna samajh mein aaega aur trend follow karna bahut important hota hai sari earning aapki trend mein hoti hai usko follow Karen aur enjoy Karen isliye mehnat karne se hi hamen kamyabi milati hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Candkesticks are important for trade learning

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Deep پيغام ديکھيے
                          Forex main kaam karte hue candlestick ki movement ko smajhna chaye or is main candle ki movement ko smajhte hue trade lagai jae to js main kafi faida hoskta hai isliye koshish karen k is main candlestick ki movement ko smajhen or faida uthaen.
                          Acchi trading karne ke liye candlesticks ka knowledge Hona bahut jyada Jaruri Hota Hai Jab hamare pass candlestick ka knowledge hoga To Hamen market ke trend ko understand karna bahut jyada Aasan ho jaega isliye try karo ke candlestick ka knowledge Jarur Hasil karo
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • #14 Collapse

                            Re: Candkesticks are important for trade learning

                            bhosale traders candlesticks ka use karte hue candlesticks ka both jyada fayda hota hai aur ham market ko bahut acchi tarah se analysis kar paate Hain isliye Ham sab ko bhi candlesticks ka use karna chahie aur iske liye hamen candlesticks ki acchi tarah se learning bhi karni chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Candkesticks are important for trade learning

                              Forex trading mein main candlestick ka Badra aim roll Hai bahut si acchi candle Hai jisse Ham Apne acche analysis kar sakte hain aur Hamen acche signal mil sakte hain to Hamen chahie ki Ham candlestick per kam karne ki koshish karen Forex trading mein bahut si aisi candle hai jo Hamen achcha profit de sakti hain aur ma sal ke taur per inverter hammer hai pin bar aur bahut si aisi candle Hain Jo Hamen achcha profit deti Hai to Hamen chahie ki Ham trading chart par jyada time de aur candle ko samjhaie.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X