Loss say bachnay kay liya stop loss ya analyzing.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss say bachnay kay liya stop loss ya analyzing.
    Dear Friends Asslamu Alaykum

    Dear Friends yahan par jo bi koi kaam kar raha hay to wo ya soch kar kaam kar raha hay kay us ko loss na ho ab aysa to na mumkin hay quen kay koi bi aysa trader nahi hay jiss ko loss na ho raha ho laykin iss may ya zaror kar saktay hane kay apnay analyzing ko perfect kar lain to iss iss say kam say kam loss milta hay or jab aap stop loss bi laga laytay ho to ya or bi kam hi ho jaata hay.

    Thanks and bye,
    Your Friend Kamran Sarwar.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss say bachnay kay liya stop loss ya analyzing.

    d3ar friend forex trading mn agr ap chahtay hn k apko loss na,ho to hmesha market ka achhi trh analysis kren aur phir trade lgayn ta k achha profit hasil kr sken aur trade mn hmesha stop loss ko bhi lazmi use kren ta k apka account ballance bhi safe rhay
    • #3 Collapse

      Re: Loss say bachnay kay liya stop loss ya analyzing.

      Zayda loss se bachny ke ly hmean sl ka istamal zayda se zayda kerna chye jo member apni trade mein sl ka istamal kerty hain wo member is business mein km loss ka face dekhty hain hmean chye ke hm is business mein knowledge or experience ke sath trading Karin is se acha profit hasil hota hey
      • #4 Collapse

        Re: Loss say bachnay kay liya stop loss ya analyzing.

        G han loss sa bechma ka liya stop loss ya analysis ki hoi trade ko lagay q ka analysis trade sa ap ko itna to pata to go ga kh trade na kasa movement kerni hay aor kha tk jani hay ap ko chaye kh ap one trade ko khod analysis kerain aor kerna ap sl ka use kerian is trah ap ko loss kem ho ga ager ap ki lagai gai trade ager opposite cheli gai
        • #5 Collapse

          Re: Loss say bachnay kay liya stop loss ya analyzing.

          brother loss to trading mein ho sakta hai magar is se bachnay k leye hamein chahye k hum trade se pehlay oska analysis krein aur phir trade krein.iskay ilawa lazmi kaam ye hai k agar hum ziada loss bardasht nahi kr sktay to hum trade laga k stop loss ko select kt lein takeh os limit se ziada hum ko loss na ho
          • #6 Collapse

            Re: Loss say bachnay kay liya stop loss ya analyzing.

            hamy loss sy bachny ky liye stop loss ko lazmi use karna chahey hamy is main acha or alla qualites ka kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kr ky apni family ko supprt kar sakty hain agr ham is main tukky laga kar is main jald bazi sy kam kary gy to hamy loss ho sakta hain or hamara account be wash ho sakta hain yai aik real business hain
            • #7 Collapse

              Re: Loss say bachnay kay liya stop loss ya analyzing.

              G han thek kaha apny k forex main kaam karte hue apko loss sy bachne k liye stop loss lagana chaye or loss sy bachne k liye kam sy kam risk laine chaye or tradw main bari lot size nahi use karni chaye balkay is main analysis k bad trade lagani chaye tabhi apko faida hoskta hai.
              • #8 Collapse

                Re: Loss say bachnay kay liya stop loss ya analyzing.

                forex main hum es main stop loss ko use kar kay hum es main kam ko analiysis kar kay hum es main kam akr skty hina hum es main live tarsing karty hain ou hum es main part time be kam kar skty hain our hum es main full time be kam kar skty hain agar hum es main kam o karny kay ley es main hum experience ko hasl kar kay hum es main trading karain gain to hum es main sucess ho skty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Loss say bachnay kay liya stop loss ya analyzing.

                  Dear loss se koi nhi bach sakta is stage se hr koi guzrta hai lekin loss se us sorat se bach sakty hein jb aap k pas experience boht ziada ho aur capital bhi strong hona chahiye lekin big loss se bachny k liye traders jin k pas kam balance hota hai unko hr trade mein stop loss use krna chahiye phr big loss nhi hoga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss say bachnay kay liya stop loss ya analyzing.

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: kamran1231 پيغام ديکھيے
                    Dear Friends Asslamu Alaykum

                    Dear Friends yahan par jo bi koi kaam kar raha hay to wo ya soch kar kaam kar raha hay kay us ko loss na ho ab aysa to na mumkin hay quen kay koi bi aysa trader nahi hay jiss ko loss na ho raha ho laykin iss may ya zaror kar saktay hane kay apnay analyzing ko perfect kar lain to iss iss say kam say kam loss milta hay or jab aap stop loss bi laga laytay ho to ya or bi kam hi ho jaata hay.

                    Thanks and bye,
                    Your Friend Kamran Sarwar.
                    Dost stop loss Lagana Usi Waqt hi Aata Hai Jab aapki analyses acchi hoti hain aap Bina analyses ke kabhi bhi acchi Tarah Se stop loss ko use nahin kar sakte isliye jaruri hai kis stop aap Bina stop loss ke trade nahin kar sakte jab tak aapke pass analyses se behtarin nahin Ho Payenge
                    Click On Name And Visit My Journal
                    Naseer953 Trading Journal
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss say bachnay kay liya stop loss ya analyzing.

                      agar Ham sab Mila se bachana chahte Hain to uske liye hamen stop loss ka jarur use karna hota hai lekin agar thoda bahut loss Ho jaaye to uski hi hoti hai kyunki Forex mein thoda bahut loss to expert traders ko bhi Hota rahata hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss say bachnay kay liya stop loss ya analyzing.

                        Best trader Jo Hota Hai vah Apne Har trade Mein stop loss ka use Karta Hai isase yah benefit hota hai ki market mein jyada loss Nahin hota agar market loss ki taraf jaati bhi hai to thoda loss Hoga isiliye recover kar lenge Apne capital ko sev Rakhna chahie thoda market se profit nikal liya Jaaye capital se banaen
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss say bachnay kay liya stop loss ya analyzing.

                          stop loss important hota hai take profit bhi important hota hai analysis pahle aap karte hain ki market kis taraf ja sakti hai market ka trend ke chal raha hai fir aap ko pick karte hain aur uske bad aap trade lagate Hain jab aap trade laga lete Hain uske bad aap stop plus apni safety ke liye lagate Hain Taki market ki kaisi bhi movement ho aapko big loss Na Ho aur aap take profit lagate Hain Taki aap apna Jo profit hai uska book kar sake
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss say bachnay kay liya stop loss ya analyzing.

                            apne account ko secure karne ke liye aur loss ko control karne ke liye aur big loss se bachne ke liye aapko chahie ki aap stoploss ka use Karen yah bahut achcha tool hai aur is tarah se aap bahut acchi tarah se trading kar paate Hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss say bachnay kay liya stop loss ya analyzing.

                              loss se bachney k ly apko sab se pehle analysis bohat zaroori hai ap market ka analysis kar k ek achi trade ko aopen karen jo k apko profit dy es se ap loss se bach saktey hain or munafa kama sakty hain eske bad apko apni trade ko stop loss bhi lgana chahye kyo k baaz oqaat aisi news ajati hain jo market ko ek dam se change kar deti hain agr apki trade loss main janey bhi lagy to itne he loss tak jaey jisko ap bear kar sakty hoon

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X