Every day Analysis in the market

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Every day Analysis in the market
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes my dear ap ki baat sahi hai jese hi bank of japaan ki report is usdjpy phir se buht ooper chalaa giya or usd is pe heavy ho giya is liye mein samjta hoon 2015 mein b usd buht se majors pairs pey heavy rahe ga
    • #3 Collapse

      g biklul forex kimarket mein daily changing hoti hai aur apko chahiye ke ap is mein daily basis ke hisab se is mein analysis karen aur is mein khoob mehnat karen aur apne andar trading abilities ko develop karen.
      • #4 Collapse

        ji nahi asi baat nahi hai k forex mai lose hi hai kyun k forex business man agar ap achi knowledge and expwerince hasil karo gey theen ap is mian lose nahi karo gey sirf is mai earning hi hogi apko..
        • #5 Collapse

          Assalam O Aalikum, Bhai jan market ko aap daily watch keren aur aap iss ki opening price aur closing price ko agar note keren to jald hi aap ko market ki movements ki samajh aa jati hai. Iss ke liay aap daily market ki movements per nazar rakhen.
          • #6 Collapse

            analysis ki forex ma bhut value ha ap jitna acha analysis kr ka trade krain gay utna hi hamy faida ho ga hamy har roz market analysis kr ka trade krni chiy ta ka loss na ho
            • #7 Collapse

              hr aye din market 1 jesi nhi rhti or market analysing b thori different hoti hai isi liye koi b trade place krnay say phlay tarder ko phlay market chart ko analyse zroor krna chahiye or best entry or exit points ko findout krtay huway hi trading krni chahiye.
              https://t.me/pump_upp
              • #8 Collapse

                bhai hamain analysis kar k market main in hona chahiye kyn k market kbbhi bhi ap k khilaaf jaa sakti hai jis ki wja sy ap ko loss ho skta hai
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  analysis ki forex mein important value hai jitna ap analysis kar k forex pe trading kare gy utna hi ap ko faida ho ga q k forex mein har k second mein market upor down hoti rehti hai without analysis k agar hum tarding karty hain to hum bohat nuqsan utha sakty hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X