mehnat main azmat hain
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mehnat main azmat hain
    mehnat main azmt hain hamy is main mehany sy kam karna chahey hamy is main acha or alla qualities ka kam karna chahey pher hi ham success gain kar sakty hain ham is main apni marzi sy out off balance account bana kar be kam kar sakty hain yai aik aam job ki nisbat bohat hi acha business hain ham isy apna life time professional be bana sakty hain yai kabe be band na hony wala busienss hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mehnat main azmat hain

    bohat achi aur sachi baat ki hai aap ne.waqi mehnat mein he azmat hai yehi asool forex mein bhi dekha gaya hai.yahan jis member ne mehnat se kam liya aur mukhlis ho k mehnat ki hai os ne bohat kuch hasil kr liya hai.aisay log jinky pas 1 rupee bhi invest ka nahi tha magar onho ne foeum pe mehnat ki bonus se kam start kiya aur aaj vo achi earning kr rhay hain aur apna ghar chala ray hain
    • #3 Collapse

      Re: mehnat main azmat hain

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Abid4li پيغام ديکھيے
      mehnat main azmt hain hamy is main mehany sy kam karna chahey hamy is main acha or alla qualities ka kam karna chahey pher hi ham success gain kar sakty hain ham is main apni marzi sy out off balance account bana kar be kam kar sakty hain yai aik aam job ki nisbat bohat hi acha business hain ham isy apna life time professional be bana sakty hain yai kabe be band na hony wala busienss hain
      Yes brother there is no doubt Jo log hardworking karte hain vah always hi successful hote hain kyunki hard work hamare liye bahut important hota hai aur without hard work ki Ham successful nahin ho sakte hain hamari hardworking hi hamen successful banaa deti hai isliye humne always hardworking ke sath apne work ko complete karna chahie hardworking nahin hamari success hoti hai
      • #4 Collapse

        Re: mehnat main azmat hain

        dear g han ap nay correct bat ko share kia hay ham is main jtan bhi achay say acha kam ko karnay ki try karein gye is main ham ko itna he achay sa kamybi mile g ab yeah ham per depend karta hay k ham nay kia karna hay kamyb hona hay k nahi hona hay agar hana hay to is main ham ko apnay time ko kabhi bhi waste nahi karna ho g forex main any k bad main .
        • #5 Collapse

          Re: mehnat main azmat hain

          mehnat mein buhat azmat hai ham agar mehnat jkarain eg to aik din zaroor kameyab hon ge is liye hman mehnat karni hai aur buhat zeyada karni hai agar ham kaam karain ge to hi ham mehnat kar ke emotions ko control karain ge is liye mehnat se demo pe kaam karain learn kaain aur mehnat se earning karain
          • #6 Collapse

            Re: mehnat main azmat hain

            G han dear ap ki baat thik hy pakistan forex ik caha aur kamyaab business hy hamin forex min achi success ko hasil karna hy to hamin forex min ziyada sy ziyada mhenat karty hoy forex min os ka rules ko follow kat ka hum apni kaam ki quality ko acha kar sakty hain jitan hamri kaam ka miyaar acha hoga otan hi hum forex min achi kamyabao ko hsil kar sakty hain mhenat karny waly kabhi bhi nakaam nahin hoy..
            • #7 Collapse

              Re: mehnat main azmat hain

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Abid4li پيغام ديکھيے
              mehnat main azmt hain hamy is main mehany sy kam karna chahey hamy is main acha or alla qualities ka kam karna chahey pher hi ham success gain kar sakty hain ham is main apni marzi sy out off balance account bana kar be kam kar sakty hain yai aik aam job ki nisbat bohat hi acha business hain ham isy apna life time professional be bana sakty hain yai kabe be band na hony wala busienss hain
              Ji bilkul mehnat mein azmat hoti hai aur jo log 90 hote hain aur hamesha mehnat ke sath kam karte hain vah hamesha hi kamyab hote hain isliye mehnat ke sath kam karna chahie kyunki mehnat ke bagair kamyabi nahin hoti hai aur hamesha mehnat ke sath hi kamyabi milati hai jo log jitni mehnat karte hain UN logon ko itni hi kamyabi milati hai aur hamen bhi chahie ki Ham mehnat Karen tha ke Ham bhi kamyabi hasil kar saken mehnat ke bagair Koi kam aasan nahin ho sakta hai
              :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

              CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: mehnat main azmat hain

                G han dear friend mhnat mn azmat hy agr hum Apna Kam mhnat sy straggle sy aur Aman dari ky sath karty hain tu hum of course successful hoty hain hum ko kabhi bhi by sabri nh krni chahiye mhnat ky balboty py kamiyabi hsail kr sakty hain mhnat hy tu kamiyabi hy otherwise na mahnat na kamyabi tu mhnat kren aur apni life ko successful banaen
                • #9 Collapse

                  Re: mehnat main azmat hain

                  forex mai hum mahnet kary gy to he hym agy bar saky g y forex aik best business hain hum is mai live postin kar skaty hain hum is mai mahne kary gy to he hum ag bar skay gy forex aik amm business ke nsbat acha business hain hum is mai agar tuka system sy kam kary gy to hamara account band ho jy ga forex paksitan mai legal or famous business ban cuka hain
                  • #10 Collapse

                    Re: mehnat main azmat hain

                    g bilkul aap ne sahi kaha jitni hum mehnat karenge utna hi hamare liye faida ha, mehnat me barkat ha, hume apna kaam emandari aur yaqeen se karna chaiye. jab hum mehnat aur lagan se kaam karenge to is duniya k kisi b imtehan me fail nai honge, is liye humen apne kaam pe poori tawaja deni chaie aur aaj ka kaam kal par na choren. agar aap shortcut rasta dhondo ge to ye aap k liye nuqsaan de ho sakta ha is liye rozana ka kaam karen aur shortcut se bachen ye hi hamare liye behter zariya ha.
                    • #11 Collapse

                      Re: mehnat main azmat hain

                      han g bilkul tk kHa h ap ny my apki baat sy agre karta ho mhynat my azmat hi ha hm mhynat k bina forex sy sucess hasal kbi ni kar skaty hy hmy yaha dil laga k skaon k st kam karna chahiy chahy duniya ka jon sa b business ho mhynat shart hti h kamiyabi k liy
                      • #12 Collapse

                        Re: mehnat main azmat hain

                        Dear friend g han ap ki baat bilkul sahi hain mahnat main azamat hain mahnat kar ny waly kamiyab ho ty hain nakm nhi is liye mahnat sy kam karin or daliy time invest karin forex bhot acha business hain is main jatni mahnat ky sath kam karin gy untni kamiyabi hasel kar sakty hain or unlimated earning kar sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: mehnat main azmat hain

                          Ge ha forex member hum jotma zayada mehnet ke sat kam karte he is ler utna he zayada fauada hasil hota he bager mehnet ke kuch nahi hasol nahi hota he js lya mehnet zaayada karni chaya ajr kamayabi hasil karni chaya
                          • #14 Collapse

                            Re: mehnat main azmat hain

                            ji Sahi kaha hai aapane ke mehnat mein azmat hai mehnat Karke Ham is business mein kamyab ho sakte hain is vajah se hamen chahie ki Ham mehnat karte Rahe mehnati mein hamari kamyabi hi mehnat karne hi mein hamara Bhala hai mehnat karke hi Ham duniya ke kisi bhi maidan mein kamyab ho sakte hain aur apna Naam bana sakte hain is vajah se hamen mehnat Karni chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: mehnat main azmat hain

                              agar aap acchi tarah se mehnat karte raho to aapko jarur kamyabi hasil hoti hai aur aap bahut acche tradable padhte ho isliye aapko chahie ki aap acchi tarah se hardworking karte raho aur acchi tarah se earning karte raho

                              اب آن لائن

                              avatar Sadd5
                              avatar Yashfa
                              avatar Aamir23
                              avatar Tar
                              Working...
                              X