Trading karna Koi aasan Kam nahin hai bahut hi mushkil kam hai aur trading nahin hamesha vahi Banda kamyab hota hai jo apna capital bacha leta hai agar Ham trading ne apna capital bacha lete Hain to tab hi Ham kamyab ho sakte hain kyunki capital ko bachana hamare liye bahut ahmiyat rakhta hai aur agar hamara capital nahin bachega to fir Ham kabhi bhi munafa nahin Kama sakenge isliye hamesha ek ham apni capital ko bacha kar trading Karen Taki trading kamyab ho jaaye
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим