your mistake

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #556 Collapse

    ji ha mare dost ap bilkul sahe hay.ham apni mistake ko accept karna caheay.ham jo mistek karte hay us se hame shik milte hay k hum o mistake dobara na dowraey.or ham jan jate hay k kiya karenge to hamko mistek hote hay.or ham o nahe karte hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #557 Collapse

      Bhai jaan me ab kam mistake karta hon kiyo ke me ab sakoon se trade karta hon haan mujh se start me me kafi galtiyaab hoyi hain me lalach karta tha aur me ne forex ko seekhe bina join kia tha....
         
      • #558 Collapse

        hm , khoob , apne yeh post karke right decision liya he,kyun ke bazs logon ka manna hota he ke mistakes hamain hojayen to hamain chor dena chayye kaam, halanke yeh bewaqppfi he , mistakes hamain perfect banane ke liye ati hen nake loss karane ke liye,hamain inse seekhna chayye aur age barhte rehna chayye hamesha
        • #559 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: HASSAN پيغام ديکھيے
          G agar ap is business ma mistake kartqy hain to ya market ap ko dosra moqa nae da gi is liya hamsha market ma right time pa hi enter howa jaya.
          Bhai jaan agar hum mistake kar ke kuch seekhte hain to hum dobaara se is me akar tarade kar sakte hain market hume dobaara moqa deti hai hum aik baar fail hon ge lekin baar baar nahi aik hum lazmi kaamyaab hon ge InshaAllah....
             
          • #560 Collapse

            ji han yahan har koi mistake krta hai jiski wajah se bht loss hojata hai mene to ab tak koi mistake ni ki q k mujhe zayada time ni hua yahan new hun lekn itnma zaror pta hai k agr me jald bazi krungi ya over confident hojaongi to zaror loss krwa sakti hun khud ka..
            • #561 Collapse

              her any wala new trader koi na koi mistake zaror karta ha chahey us ko pehly jitna bi samjha bta dia jaye , or ye reality ha k har koi apny experience sy he learn karta ha , well meri galti trading main ye ha k main kisi k bi signals per believe kar k trade karny k liye tyar ho jati hu or khud ka analysis ni karti or at the end loss ho jata ha or main ny apni equity 2 bar asy waste ki ha.
              • #562 Collapse

                forex ek business hai loss or profit 2no sath sath he chlte hai kahe pe ap ko loss ho ga kahe pe profit ye ap pe depend hain ager ap ache trader ho tu ager ap ko experience hai tu ap sirf profit earn kro ge ap ko loss nhe ho ga
                • #563 Collapse

                  mary kyal my hmy tazi ni dakhni chiya soch samj k trde lagni chiya. wo aik sher ha...
                  tazi sb ko bahti ha.
                  jan ici ma jati ha.....
                  so sochain or dakh k trad laaghain.
                  • #564 Collapse

                    ji haan mere dost aap sahy keh rahe hain ager aap is business may kamyabi hasil karna chahte hain toh aap ko chahye ke aap apni mistakes ko repeat nahy karen. Laalach, jaldbaazi wagera esi cheezen hain jo insaan ko achha trader bannay say rokty hain
                    • #565 Collapse

                      mera khial mien bhai forex mien galtian aisi hoti hain jo bande ko ura deti hain lihaza main galti jo ha wo ha lalch jo insan ko kha jati ha or kahin ka nhn chorti lihaza lalach na karain
                      • #566 Collapse

                        yaar is business main jo mistakes hum commonly karte hain woh ye hain. demo account par practice kiye bager hi trading start kar dena, jaldbazi karna, emotions or greed k sath trading karna yahi woh mistakes hain jin ki waja se zyada tar humain loss hota hai.
                        • #567 Collapse

                          ji bhai me jab is par new aya tha frst time mistakes hoye mujhe loss bhi hua, but ab me is par bht achi tread krtta ho apne mind se smjh kr phr acha profit bhi kamata ho ghar bhty bhty ...........
                           
                          • #568 Collapse

                            sub ki sub sell mai thi jab subh utah tu account hi khali hu gya tha mai shcokd hu gya buht zayda 561$ thy account m yahan tak ki maine bhi demo trading main yahi paya hai ki ham jyada lalach main kai baar high lot size sai trading karne lagte
                            • #569 Collapse

                              For base income source we require certain earning. I cannot hold that income we get from forex is certain or safe. It is righteous as per my catch that we straighten forex trading as back income until we acquire confidence and expertise in this job. Yes we requirement a good learning inspiration to find knowledge prior to thinking of earning base income in here.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #570 Collapse

                                friends meri nazar main tou abi tak mujh say koe mistake nahi hue hai lakin agar ho bhe gae ho tou mujhe iss ka nahi pata hai lakin ye aik acha thraed hai jis say humain bohat kuch seekhnay ko milly ga.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X