confused trading ma loss hi hota ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: confused trading ma loss hi hota ha

    Achcha profit Hasil karne ke liye Hamen acchi Tarah market ko samajhne ki koshish Karni Hogi aur Agar market ki samajh na Aa Rahi Ho To Hamen acche time Ka Intezar Karna Hoga Agar Ham Aisa Nahin Karenge To Hamen nuksan ke liye Khud Ko taiyar Rakhna Hoga Kyunki confuse market Mein trade open karne se nuksan ke ilava Hamen Kuchh Hasil Nahin Hoga isliye Hamen Aisa bilkul bhi nahin Lena chahie Agar Hamen market mein koi acchi trade Nahin mil rahi To Hamen Pareshan Nahin Hona chahie balki Hamen market Mein Apni practice ko time Dene Ki Koshish Karni chahie aur Jaise hi acchi Jagah per koi acchi entry Mile To apni trade open karke Achcha profit Hasil karna chahie
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: confused trading ma loss hi hota ha

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Atif1987 پيغام ديکھيے
      dear friends, hmain forex ma active aur serious ho kar kam karna chaiay, trading kartay waqt market ki moment k mutabik faislay karain, double minded ya confused ho k kam na karain q k is tarah hm thek tarah focus nhi kartay aur mistakes kar k wrong trades open kar laitay hain jo loss ka sabab bnti hain, lihaza hmain mentaly present ho k kam karna chaiay
      Ji han Janab aapki baat bilkul theek hai Jis trade main risk ho aur Jis trade mein aap log confuse ho vah trade bilkul Nahin Karni chahie Aisi trade se Hamesha loss hi hota hai aapko bahut Soch Samajh Kar aur Market ko acchi Tarah analyse Karke Uske bad hi trade open Karni chahie Agar aapko koi acchi train Nahin mil rahi to aapko acchi trade milane Ka Intezar Karna chahie aur Soch samajhkar trade open Karni chahie

      اب آن لائن

      Working...
      X