Control risk management per trade
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Control risk management per trade
    Jab bhi risk ki bat ki jaye tu sab se pehly hamary mind mein Jo bat atti hai wo hai hamary total capital pe risk kitna laina hai. Hamari koshish honi chahye keh hum apny total capital ka bilkul small amount ka risk laina hai aik trade pe. Jo sab se acha starting point hai risk management ka wo 2% per trade hai. For example agar ap k pass 100$ ka total capital hai tu ap 2 doller se ziada loss wali trade open na karaen ap ne aisi trade open karni hai jiss ka stop-loss 2$. Yehi best risk management ho ge ap ki.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Control risk management per trade

    Excellent 180 outstanding aapane share kiya hai ki Ham Logon Ko Apne capital ke according Apne pure capital ko kabhi bhi rest Mein Nahin Lena chahie Agar hamare pass $200 ka account hai To Ham Agar risk lete bhi Hain To Hamen use per 14 ke according risk Lena chahie means Ham Apne 50 dollar per risk Lena ke pure $200 per Agar Ham 50 per risk lete hain aur Hamen loss hota hai to Fir Bhi hamare pass 1 $50 Hain Jin per Ham trade kar sakte hain jo sabse best option share kiya hai aapane thanks for sharing your post
    • #3 Collapse

      Re: Control risk management per trade

      Dear jab aap Forex me reading karte hain to aapko Apne account ki capital ke hisab se trailer Ganapati hai aapka Jitna account hota hai aap ho sabse Agar ismein ped lagaenge aur small lot ke sath kam Karenge to aapko ismein achha prapt ho sakte hain aur aapka account be safe rahata hai aur aapka account se Awaaz Nahin Hoga aur aap kaise fayda hoga.
      • #4 Collapse

        Re: Control risk management per trade

        risk ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k loss km ho sakty hain aur money ko mange kar k hi hum achy say trade karna ho ga tab hi hum trade karny main bi koi prblm na ho saky gi aur hamain chahye is k bary main learning karni ho gi tab hi hum trade karny main bi ko prblm na ho saky gi aur hamain exprience ho ga tba hi hum marke main kam karny k kabil ho gay
        • #5 Collapse

          Re: Control risk management per trade

          Control risk management boht zayda zarori hoti hey jo log is business mein trade ko management boht zayda zarori hota hey jis se ap ko apny account ke Bary main pata chalta hy hmean is business mein kamyabi b hasil ker sakty hain jis se achi earining hasil ker laty hain or is se hmean bout zayda faida hota hey
          • #6 Collapse

            Re: Control risk management per trade

            g dear, hmain apnay account ki safety ko mind ma rakh kar trade open karni chaiay aur koi aisa faisla na karain jis sa hmain loss honay ka risk ho, hamesha apni learning ko use karain aur situation k mutabik achay decisions lain, achay entry point par trade open karain ta k apki trade ma loss ka factor minimum ho
            • #7 Collapse

              Re: Control risk management per trade

              forex main humain es main kam ko karny kay ley umain es main mahnt say humain es main kam karna ho ga to he hum es main kamjab ho skty hain our hum es main kam kar kay hum es main boht sa pisa kam skty hain hum es main investment kar kau hum es main trading kar skty hain our hum es main hum boht sa bons hasl kar skty hain forex 1 aasan our acha business hain
              • #8 Collapse

                Re: Control risk management per trade

                Trade karna ek aisa kaam hai jo keh risk liye kar hi nahin sakty Hain is liye members ko chahiye keh is ke liye wohh aik ache tariky se us ko pehle manage kar len aur us ke bad hi trade Karen isi tarah se trading main Koi bhi member profit earn kar sakta hai aur loss se safe reh sakta hai trade karna aik Aisa kaam hai jo keh members bagair risk liye kar hi Nahin Sakty Hain is liye members ko chahiye keh is ke liye woh aik ache tarike ee Us ko pehly manage kar len aur us ke bad hi trade Karen isi Tarah Se trading Main Koi Bhi members profit earn kar sakta hai aur loss se safe Reh sakta hay
                • #9 Collapse

                  Re: Control risk management per trade

                  control risk management bhu zada zarori hai q k agar haam esa ni karain gy tu shyd hamain loss hosakta hai risk ko manage krna seekhain tak k loss ka chances kaam hojain aagar ap risk manage krna seekh gaye tu profit main trades hongi q k risk ko trade k angel sy napa jata hai agar apki trade esy pair main jahan p risk k chances kaam hain tu aap risk kahaein r divert kardain
                  • #10 Collapse

                    Re: Control risk management per trade

                    ji dear ap ne bahut hi acah thread share kia hay aur is main waqai hi ham ko apny profit ko bahut care se soch samjh kar use karna chahiy tak ham ko jo loss ho wo kam se kam ho aur apni total payment ya profit ka 1$ ya 2 $ hi risk ya loss ki liy manage karyn aur yahi sab se bari risk management hay is se ham ko agar loss hota bhi hay to ham us ko asaani se recover kar lety hain......
                    • #11 Collapse

                      Re: Control risk management per trade

                      Dear friends may ap ke bat say agree karta ho k hum ko cahyh k hum jub trading karin to risk control kar k he trading karin kau k jub hum risk controal kar k trading karty hain to zada account loss k chances kam ho jaty hain es leyh better ha k jub be trading karin to rules k sath rah kar trading karin
                      • #12 Collapse

                        Re: Control risk management per trade

                        hamesha acchi tarah se risk management karna hota hai tab hi Ham acchi tarah se trading kar paate hain aur acchi tarah se apna knowledge or experience bhi increase kar paate Hain isliye Ham sab ko hamesha risk management karke he working karni chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Control risk management per trade

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                          Jab bhi risk ki bat ki jaye tu sab se pehly hamary mind mein Jo bat atti hai wo hai hamary total capital pe risk kitna laina hai. Hamari koshish honi chahye keh hum apny total capital ka bilkul small amount ka risk laina hai aik trade pe. Jo sab se acha starting point hai risk management ka wo 2% per trade hai. For example agar ap k pass 100$ ka total capital hai tu ap 2 doller se ziada loss wali trade open na karaen ap ne aisi trade open karni hai jiss ka stop-loss 2$. Yehi best risk management ho ge ap ki.
                          Ji han doston Hamen chahie ke control rakhen risky management par trade bilkul Bhi Na Karen Kyunki Ishq Mein Jab Bhi Ham trade karte hain 200% Hamen loss hi hota hai bahut jyada Aisa kam hota hai ki Hamen iski trade Mein profit Hasil ho sake to Hamen chahie ki Ham Jiski trade Kabhi Bhi Na Karen jab tak Hamen confirm Nahin Hota ke Hamari trade Jo confirm Hai To Ham Apna Karen Yahi Hamare liye Behtar hoga.
                          • #14 Collapse

                            Re: Control risk management per trade

                            Assalamu Alaikum, forex market Mein ham Apne risk ko sirf risk management se he control kar sakte hain, isiliye hamen zyada se zyada risk management ko study Karna caheye taki ham Apne risk ko low kar saken, or profit hasil kar sakein, kyunki risk management follow kiye bagair ham apni trading Mein profit hasil kabhi bhi nahin kar sakte aur kamyab bhi nahin ho sakte.
                            Instaforex is the Best broker
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Control risk management per trade

                              Good daer Aap ki batbalkul taheek ha aghar hum log risk management karka Trading Karta hato bhot zida chance hota ha khay hum log loss sa buch jahi iss kay Kay aghar loss hinhi to wo limited hota ha.iss laya Hamish Risk management sahi Kam Kar na chi ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X