Dear traders forex trading planning aur management ka name hai yeh bat har trader samjh le k jab tak us ki yeh 2 requirements nahi poori hoon ge forex mein kamyabi na mumkin hai. 1:3 ka matlb yeh hai k ap ka loss ap k profit se 3 gunah kem ho for example 150 pipe ka ap ka agar take profit hai tu 50 pipe ka ap ka loss hona chahye. Aur yeh kem se kem ha itna market mein potential hota hai keh wo ap ki es ratio ko asani se maintain kar saky.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим