forex trading main trade leny k important point?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading main trade leny k important point?
    mera sawal yeh hai k kin points ko follow kar k ek achi or profitable trade ko start kar saktey hain jis main humein loss na ho or account bhi safe rahe kia kis ko aisy points ka pta hai to share karen apna experince bhi share karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex trading main trade leny k important point?

    Apny acha sawal kia hai trade krny k liye hmain kafi achy skills ka hona zarori hota hai isliye apko main suggest kronga k aap ek stop loss option use karqin r lot size kaam rakhain r bhut sari cheezon ko daikhna parta hi magar apk liye yeah behter tools haim is sy aap ac wash hiby sy bach sakty ho
    • #3 Collapse

      Re: forex trading main trade leny k important point?

      dear friend agr ap chahtay hn k forex trading mn apko loss na ho aur ap achha profit hasil kr sken to apko chayay k trade lganay sa pehlay market ka achhi trh analysis kren aur jb apko profitable position milay to tub he trade lgayn to is trh ap forex trading sa profit hasil kr sktay hn
      • #4 Collapse

        Re: forex trading main trade leny k important point?

        dear aapko Forex trading Mein Jab trailer Ghani Hoti Hai To uske liye aapko ismein sabse pahle market ke Munh Mein ko dekhna hote hain aur uske bare mein analysis karne Hote Hain Jab Bhi aap analysis karte hain aur trail karte hain to aapko ismein bahut fayda hote hain aur Achcha profit Milta Hai.
        • #5 Collapse

          Re: forex trading main trade leny k important point?

          Dear friend. Forex trade main, trading kay liye wuhi pair select karain, jis kay liye apky account main sufficient balance ho,iskay bad trend ko daikhain, ager movement ki apko achi tarah understanding mil jaye tab hee trade shuru karain, or trade ko follow karain, greed say bachain or timely profit get karain.
          • #6 Collapse

            Re: forex trading main trade leny k important point?

            Dear brother forex trading men trade open karnay k liay acha balance aur acha experience hona zaroori hey aur trade lagatay waqt pahlay market ka mukaml anaylsis karen aur phir trend ko follow karen aur jaldi nah karen balkay wait karen aur jab market profit denay ki position men ho uss waqt trade open karen tu zaroor acha profit hasil kar saktay hen
            • #7 Collapse

              Re: forex trading main trade leny k important point?

              hamy imprtant ko use kar ky market main trade lagani chahey pher hi ham kamayb h sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karmy ky liye hamy ksis be office janhy ki zarort nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam kr sakty hain yai aik aam job ki nisbat bohat hi acha abusiness hain ham isy apna life time prfoessioanl be bana sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: forex trading main trade leny k important point?

                Dera Dala aapane Agar Dekha Ho To is market Mein Har trader abhi trading strategy ke hisab se kam kar raha hota hai agar aapane is market mein kisi indicator ko decorate karne hai to aapko ismein Uske hisab se trailer Ghani hoti hai aise hi agar aap is market Mein resistance hotspot level Pasand Karte Hain Tu Jab market Kisi resistance spot level per Koi pet Mein banati Hai To vahan se aapane is market Mein trade Lagani hoti hai.
                • #9 Collapse

                  Re: forex trading main trade leny k important point?

                  Forex main acchi tarah se trading karke Ham bahut acchi earning kar paate hain aur hamara acchi trading karne kya bahut jyada fayda bhi hota hai isliye Ham sab ko acchi tarah se learning karte rahana chahie aur acchi tarah se practis karte rahana chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: forex trading main trade leny k important point?

                    Mere Pyare bhai Hamen trade Lene Mein Kabhi chalu baat hi nahin Karni chahie aur Hamen market ko analyse karke hi trade leni chahie Kyunki Jab Ham market ko analyse Kar Ke trade Lete Hain to trade Hamari Jarur prapt Mein Jaati Hai isliye Hamari koshish honi chahie ki Ham forex market mein Main zyada Se zyada time den aur jitni ho sake Ham is bare mein information Hasil Karen Kyunki jitni hamare pass information Hogi Usi Tarah Se Ham Aise profit Hasil kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: forex trading main trade leny k important point?

                      treading k liy sb sy main point ya hty hy k hmy pairs select karny chahiy hmy hr pair ka chart dakna chahiy r us ki movement ko dakna chahiy soch smaj k lot size Money management k st lagana chahiy
                      • #12 Collapse

                        Re: forex trading main trade leny k important point?

                        g hn g hmein koi bhi trade leny se pehly kch points ko check krna bhut zaroori hota hai k us pair pr hmari practise kesi hai hmari holding capacity kesi hai market analysis kesa hai us ki loss limit kiya hai r kitna earning de sakta hai ye sb jan ny k bad trade market mn enter krein tb hi kxh faida ho ga,..
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: forex trading main trade leny k important point?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: junaidhaider پيغام ديکھيے
                          mera sawal yeh hai k kin points ko follow kar k ek achi or profitable trade ko start kar saktey hain jis main humein loss na ho or account bhi safe rahe kia kis ko aisy points ka pta hai to share karen apna experince bhi share karen
                          State Bank Mein Hamen trade lene ke liye bahut jyada Prince ki jarurat hoti hai isliye Hamen chahie ki Ham Jyada Se Jyada mehnat Karke experience Hasil Karen Taki Hamen ismein bahut jyada fayda ho sake Agar hamare pass Jyada experience Hoga To Ham ismein bahut jald Kamyab Ho Jaenge jaruri hai kamyabi ke liye Ham Jyada mehnat Karen.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X