Market ko analyse karty waqat ap more confident hony chahaen.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ko analyse karty waqat ap more confident hony chahaen.
    Dear traders trading mein confidence tab hi atta hai jab ap consistently profit mein trade close kar rahy hoon. Laikin aik bat ka khayal rakhna hai keh ap over confident na ho jaen. Market ko analyse karty waqat agar ap mein confidence ho ga tu ap trade time pe open kar sakaen gye kisi qisam ka fear nahi ho ga ap ko. Aur yeh confidence hasil karny kay liye apny surroundings mein traders se guaidlines bhi le sakty haen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ko analyse karty waqat ap more confident hony chahaen.

    Ji han dear brother aapane bilkul sahi kaha hai Paksh Mein Jab Ham kam Karte Hain To Hamen bypass knowledge Ka Hona jaruri hai aur ham ismein itni der mein baat karenge Hamen Itni Jyada fayda Hoga Kyunki Forex Hai Kaisa business hai jismein aapko mehnat karni padati hai aur aapko kam karna padta hai aur jab Ham ismein analysis Karke trade lagaenge aur Market ke bare mein analysis Karenge To Hamen ismein Jyada fayda Hoga aur Achcha profit ho jaega.
    • #3 Collapse

      Re: Market ko analyse karty waqat ap more confident hony chahaen.

      Ji dear friend, kisi bhi pair main trading start karnay say pehly us pair ki complete learning and high experience hona must hay, then trade kay liye market analysis bahut he zaroori haun, confident ho ker market analysis karnay chahiye ta keh trade ko successful banaya ja saky.
      Last edited by ; 06-04-2020, 08:02 PM.
      • #4 Collapse

        Re: Market ko analyse karty waqat ap more confident hony chahaen.

        hamy marke to achy sy analysis kar ky is main mehant sy kam karna chahey hamy makret ky ruls ko follow kar ksy is main trade lagani chahey pher hi ham kamyab ho sakty han or acha bonus hasil kar sakty hain or acha bonus hasil kar ky market main run kar sakty hain yai aik asa bsuienss hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti
        • #5 Collapse

          Re: Market ko analyse karty waqat ap more confident hony chahaen.

          Jo member is business mein market ko analyse ker ke trade ko open kerty hain wo member is business mein acha profit hasil ker laty hain hmean chye ke hm is business hmean confident ke sath analysis kerna chye is se hamary confidence mein ezafa hota hey jis se ap trade ko open kerny mein peryshani nhe ho ge
          • #6 Collapse

            Re: Market ko analyse karty waqat ap more confident hony chahaen.

            market ko jub bhi anlysis krna ho to oskay leye confident rehna chahye.aur market samjhnay k leye preshan nahi hona chaheye.confudent ho k jo decision behtar lagay osi ko follow krna chahye.seniors k experince se bhi faida uthaya ja sakta hai anlysis k vaqt vo bhi faida mandd sabit hota hai
            • #7 Collapse

              Re: Market ko analyse karty waqat ap more confident hony chahaen.

              dears friends g han ap my thk kaha hy,makir ko ap analysis krna chaty hy tu phely ap ky ander confident hoan chahiye ,agr aqp ky ander sahi tarah sy confident ho ga tu ap markit ko analysis kr sky gy, is keliye ap ky pass knowledge hona zarori hy. is sy ham trading kr sky gy...
              • #8 Collapse

                Re: Market ko analyse karty waqat ap more confident hony chahaen.

                market main confidence say hi trade karni ho gi tab hi hum perform karny k kabil ho sakty hain aur hamain i s k bary main information achi ho gi tab hi hum trade karin gay uar hamain is foruum main bi trader bannay say pahly is k bary main knwodlge ho ga tab hi hum trade kar k hi hum apni har zrroat ko pora karny k kabil ho sakty hain ta k loss km ho sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Market ko analyse karty waqat ap more confident hony chahaen.

                  forex main hum es main boht mahnat say hum es main kam karty hain our hum es ain kam ko karny kay ley es main experience ka hona boht zrure hain to he hum es main kam kar skty hain forex 1 on line business hain hum es main part time be kam kar skty hain our hum es main full time be kam kar skty hain hum es main live trading karty hainour hum es main boht sa pisa kmaty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ko analyse karty waqat ap more confident hony chahaen.

                    market Kochi taraf se analysis karna chahie tab hi Ham acchi tarah se trading kar payenge kyunki jab tak ka market ko chitra se analysis nahin karenge tab tak acche trading ka koi chance nahin hoga isliye pahle market ko chitrasen lcs karo
                    • #11 Collapse

                      Re: Market ko analyse karty waqat ap more confident hony chahaen.

                      dear brother aap 26 market Mein Koi trade Lagana Chahte Hain to use time aapko is market Mein analysis Karni chahie aur uske bad aapko Uske hisab se Kata Laga Ke trade Ko Chhod Dena chahie isase aapke andar confidence aaega agar aap is market Mein darte Rahenge aur ismein koi trade Lagate Hain To aap usko Bar Bar change Karenge to isase aapke andar Paida ho jaega jisse aap is market Mein apna hi nuksan Karenge isliye aapko chahie kya aap kaun se Desh Ke Sath kam Karen Taki aapko is market mein jyada munafa ho.
                      • #12 Collapse

                        Re: Market ko analyse karty waqat ap more confident hony chahaen.

                        Forex trading mein trade karne se pahle Hamen Apne analysis karne chahie market ki moment ko check karna chahie market ke trend ko check karna chahie trading ko Ham Jitna time denge utna hi hamare acche analysis honge Hamen chahie ki Ham jyada practis Karen Taki Apne analysis per confidence paida ho aur ham real account mein use karke achcha fayda hasil kar sake Forex trading mein agar Ham Koi stragity real account mein use karna chahte hain to Hamen pahle Forex trading ke demo account per practice karni chahie Jab uska result achcha aaye to tab Ham real account mein use kar ke profit asel Karen Hamen Apne per depend karna chahie.
                        • #13 Collapse

                          Re: Market ko analyse karty waqat ap more confident hony chahaen.

                          market ko analysis krte time hume samjdari se her knowledge py dihan rakhna hota is business main hamri choti se be mistake hume bhra knowledge de sakti ha is main hume daily tecnical analysis ur fundamental analysis ko fallow kr k kam krte rehna chaiye ye hamre liye sab se acha online business h
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Market ko analyse karty waqat ap more confident hony chahaen.

                            Exactly Ja market ko analyses kar rahe hote hain to confidence ke sath karna chahie aur acche tarike se market ko Samjha Jaaye Jitna Achcha trend nikalkar market Mein trade open Karenge utna hi Achcha profit bhi nikal Sakenge isliye jaldbaji mein trade na Karen acche analyses Karen acche trade open Karen

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X