lalach karte waqt aksar loss hota hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: lalach karte waqt aksar loss hota hai

    G han hum jb bhi lalach krty hen hamy los ho jata hai kui k lalach ka mtlab hi los hai ap jitna lalach karen gy utna apko los ho sakta hai apko secure tariky sy apni trading krni chahye esi tra ap los sy bach sakty hen jis din ap secure tariky ko chorh kr lalach me a jaye gy usi din apko los hona shoro ho jaye ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: lalach karte waqt aksar loss hota hai

      aapko hundred percent loss hoga Agar aapane market Mein greed Karta Hai lala Jab Bhi aap karoge To aapko market Mein Kabhi Bhi profit Nahin hoga isliye aapko jo aapka system kata hai aapane vah karna hai aapane aur kuchh bhi nahin karna hai agar aap itna kaam karoge To aapke liye kam karna bahut aasan aur Achcha hoga mehnat Ham kitna Bhi karte Hain Hamare liye Achcha hai ki Ham usko complete follow Karen
      • #18 Collapse

        Re: lalach karte waqt aksar loss hota hai

        lalch jee han jab bhi ap trade karne jaty hain to apko chahye k ap jaldbazi nahi karni chahye aram se market ko samjhna chahye acha analysis karna chahye or fr market k trend ko acha follow kar k apni trade ko small lot size ka sath open karen to apko loss nahi hoga or ap safe side trade karen gy lalch main akar kabhi trade na krein apko loss hoga
        • #19 Collapse

          Re: lalach karte waqt aksar loss hota hai

          G han dear lalach kernay sa nuqsan he hota ha aur lalach kernay sa faida honay ke bajay aksar nuqsan he hota. Log bghair knowledge ka Forex trading start ker datay hain aur jab woh zyda ka lalach kertay hain to apne money waste ker data hain.
          https://t.me/pump_upp
          • #20 Collapse

            Re: lalach karte waqt aksar loss hota hai

            g han lalach nahi kerni chahyue kyun ke lalach ka end humesha loss hota ha is liye lalach se bechen kyun ke lalachi insan kabi bi forex ma kamyab nahi hota is liye forex ma humesha honest ho ker kam keren jo lalach se kam shuru kerte hen wo humesha nakam rehte hen is liye apne ander se lalach ko hetem keren kyun ke lalach buri bala ha ager ap lalach keren ge to ap ko loss ke siwa kuch nahi mile ga is liye lalach se bechen
             
            • #21 Collapse

              Re: lalach karte waqt aksar loss hota hai

              Lalachi admi traiding main kabhe bhe kamyab nahi ho skata hai Ham agar profit hasil karna chahty Hain to Ham ko chahi hai k ham soch samjh Kar traiding Kary jaldbazi na Kary or jab Ham ko ik acha entry point mil jayai to os k bad hi ham ko traiding karni chahi hai lot size apney balance k hisab sey rkhna chahi hai.
              • #22 Collapse

                Re: lalach karte waqt aksar loss hota hai

                Forex aik bohat acha business hai is se ham unlimited earn kar sakte hain ager ham mehnat or emaan dari se kaam karen lekin ager ham mehnat nahi karen or lalachi ban kar kaam karen ge tou hame faida nahi ho ga bal ke lalach main kaam karte hue ham apna hi loss karen trading main hamesha mehnat or sabar se kaam jary rakhen tou ap acha profit hassil karen profit mehnat or sabar karne se milta hai na ke lalach karne se is liye hame lalach nahi karni chaye.
                 
                • #23 Collapse

                  Re: lalach karte waqt aksar loss hota hai

                  g han bilkul hamen lalach se kam ni karna chihye agar ham is min lalach min akar kam karen gy to hamen loss hi ho ga jo log lalach min kam karty han un ko aksar loss ho jata ha jo log mehnat se kam karty han un ko hi kamiyabi hoty ha hamen bhi mehnat se kam karna chihye aur forex ko acha tim dena ho ga phir hi hamare kamiyabi mumkin ha
                  • #24 Collapse

                    Re: lalach karte waqt aksar loss hota hai

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: mustansar11 پيغام ديکھيے
                    lalach karte waqt aksar loss hojata hai is kam mein lalach bohat bore cheez hai aksar trade sy lalach ki waja sy zeyda loss hota hai lalach karte waqt koi pata nahi chalta us waqt taq hum sahi trader nahi bansakty jub taq hum lalach nahi karsakty forex trading sy faida daikty he lalach paida hojata hai is sy bachna hoga.
                    Los hone ka bahut bada reason lalach hota hai mujhe trading karke bahut bar loss sirf lalach karne ki vajah se hua hai main small profit bahut aaram se banaa Leta Hun lekin mujhe nuksan Ho time Hota Hai Jab main bahut jyada profit banane ki lalach karta hun
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #25 Collapse

                      Re: lalach karte waqt aksar loss hota hai

                      ji haan aony sahi kaha hai k hamein kaam har waqat lalch ni krni cahiye q k lalch sy insan ko.loss hota hai insan kaam profit kama ly magar lalach k chakar main saab sy he hath na dhoo bethy is liye hamaon cahoye k aabar sy profit kaam lain r apna kaam jari rakahain agar lalch ki tu forex apko tikny ni dy ga r aap saab sy hath dhoo bethooo gy tu lalach buri bala hai dont do this
                      • #26 Collapse

                        Re: lalach karte waqt aksar loss hota hai

                        Ji han main aapki is Baat se bilkul sahmat hun Agar Ham koi bhi trade Lete Hain To Hamen Apne account ke hisab se hi trade leni chahie aur Hamen management ka bhi Sath Kitab Rakhna chahie Kyunki Agar Ham money management ke sath trade Karenge tabhi Ham usmein Kamyab Hote Hain Varna Akshar trader last kar Jaate Hain market mein forex market bahut acchi hai isliye Hamen koshish Karni chahie ki Ham dekhbhal kar kam Karen
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: lalach karte waqt aksar loss hota hai

                          Forex trading mein jo lalach karte hain aur jyada profit asel karne ke liye risky trade karte hain vah Forex trading mein kabhi kamyabi hasil nahin kar sakte kahin dafa risky trade lekar for-profit bhi hasil kar lete hain magar bad mein vah lash karte Hain jaan Tak ke vah apna account was kar dete Hain forex trading mein Hamen lalach nahin karni chahie money management se kam Karen Jitna balance Ho Apne balance ke mutabik lot use Karen risky trade nale.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X