Forex trading main naakami ki wajha sirf lalach he nahi hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex trading main naakami ki wajha sirf lalach he nahi hai

    Forex trading me loss ki main waja lalach ha kionkay ham jo b action letay hain jaisay big lot size se trading karna, SL aur TP na lagana waghaira sab esi waja se hoti hain. Koshish karni chahey k apne jazbaat per qaboo rakhain aur lalach se apne aapko bachain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex trading main naakami ki wajha sirf lalach he nahi hai

      G han app nay bahut achy bat kahy hay kun kay hum forex men jitni mahnat karty hain tu hamen as men bahut profit milta hay as lia hamen forex men dil khol kar kam karna chahey takeh hum kamyab ho saken ur hamary nakamyaby say door ho saken forex men nakamyaby ky sab say bary wajah apny kjam men laparwahy hay
      • #18 Collapse

        Re: Forex trading main naakami ki wajha sirf lalach he nahi hai

        g ha bilkul 90% log forex trading main kamyab asi waja say nhe ahin k big lot use karte hain lalach karte hain lalach main aa kar apne account ko wash kar dete hain or big say big account wash hove hain forx trading main jaab k forex trading haar kisi k liye best platefrom hain agar dil k sath kaam kiya jy and sabar say kaam kiya jy tu forex and pak froum say best work koi b nhe hain pak froum main hard work k sath kaam karna hoga asi tara 10% log kamyab hain forex trading main is waja say k vo forex trading main rules ko follow karte hain bina rules kabi b kaaam nhe karte hain is waja sy kamyab hain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Forex trading main naakami ki wajha sirf lalach he nahi hai

          aapko loss Jo hota hai vah aapko isliye hota hai ki aapko knowledge Nahin Hota aapke pass system Nahin Hota ke jisko aap follow kar sakte hain to sabse pahle aapane market Mein kam karna hai experience Hasil karna hai aur uske bad aapane apna knowledge increase karna hai aur usko itna Achcha kar lena hai ki aap market Mein Achcha kam kar sakoge aur loss Nahin karoge apna system banana bahut jaruri hai

          اب آن لائن

          Working...
          X