Forex trading main naakami ki wajha sirf lalach he nahi hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main naakami ki wajha sirf lalach he nahi hai
    Ager ap ye samkhty hain kay trading main ap lalach karty hain to apko loss ho jata hai to ye baat ghalt hai yrading main naakami ki wajha sirf or sirf lalach he nahi balky or bhi bahot sari ha jesa kay lot main rudo badal or is kay elwa kum analysis or bahot say ayse kaam hai jin ki wajha say apko kaafi ziyada loss ho jaty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading main naakami ki wajha sirf lalach he nahi hai

    Jo member is business mein lalach se trade ko open kerty hain wo member is os trade mein srif loss ka face dekhty hain jis se wo achi kamyabi b hasil nhe ker sakty hain hmean chye ke hm is business mein knowledge or experience ke sath trade ko open kerna chye is se ap ko acha profit hasil hota hey
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading main naakami ki wajha sirf lalach he nahi hai

      g dear forex ma nakami ki bht sari wajuhat ho sakti hain jin ma lalach k ilawa, jaldbazi aur sb sa barh k knowledge aur experience ki kami hain, is liay hmain in wajuhat par kabu pana chaiay aur forex par acha time spend kar k iski learning hasil karni chaiay ta k mayari kam kia ja sakay
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading main naakami ki wajha sirf lalach he nahi hai

        han g bilkul nakami ki wja laluch hi nhi hoti hy beleh nakami ki wja trading mein jldbazi kerna hy is key ilswa experince ka ka hona bhi nakami ka baais bunta hy iss key ilawa ager ham good learninig and good earninig donu per concentret krein to ham loss and nakami sey bach sakty hein..
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading main naakami ki wajha sirf lalach he nahi hai

          Ye baat sach hai k forex trading mein sirf lalach se loss nhi hota balkeh aur bhi reasons hein jin se traders ko loss hota hai jis mein trend k against order place krna aur kabhi kabhi news ki waja se market ka long movement krna mgr loss ko ziada hony se roka ja sakta hai jis k liye apko risk kam se kam lena hoga phr loss hoga tu recovery bhi asan hogi traders ko loss ki reasons k ilawa trading mein kuch na kuch improvement krni hogi tah k loss ko roka jaye.
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading main naakami ki wajha sirf lalach he nahi hai

            Je han, belashuba forex ma lalach sy bhot zayada acct wash hoty hai, but lalach k elawa or bhot si wajuhat b hain loss ki, jesa k knowledge or experience k bena trade ma entery lena, jesa k achy entery point k bena market ma enter ho jana, jesa k demo ma achi practice karny sy katrana,
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading main naakami ki wajha sirf lalach he nahi hai

              Nakami ki bhut si wajohat ho skti hen.. Lalach bhe nakami ki waja hy magr only yahi reason nhe hy.. Is k ilawa bhe bhut si reasons hoti hen nakami ki.. Agar ap apny work k sath mukhlis nhe hon gy to ap kamyab nhe ho skty..
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading main naakami ki wajha sirf lalach he nahi hai

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Mohsin0512 پيغام ديکھيے
                Ager ap ye samkhty hain kay trading main ap lalach karty hain to apko loss ho jata hai to ye baat ghalt hai yrading main naakami ki wajha sirf or sirf lalach he nahi balky or bhi bahot sari ha jesa kay lot main rudo badal or is kay elwa kum analysis or bahot say ayse kaam hai jin ki wajha say apko kaafi ziyada loss ho jaty hain
                Lalach Ki Baat use Waqt Aati Hai Jab Ham Yahan Par acchi knowledge ke sath kam kam kar rahe Hote Hain Jab hamare pass acchi knowledge hi nahin Hogi Wahan Main Yahan per Nathula large kar sakte hain aur na hi Forex se earning kar sakte hain Lala Ki Baat Insan tab Karta Hai Jab Uske pass acchi knowledge hoti hai mujhe Nahin Lagta ki hamare pass acchi knowledge hai aur ham Yahan per kam kar sakte hain
                Click On Name And Visit My Journal
                Naseer953 Trading Journal
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading main naakami ki wajha sirf lalach he nahi hai

                  forex aik best business hain hum is mai raat mai be kam kar skaty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain hum is mai apne mrze sy time table bana kar kam k ar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamara account baned ho jy ga forex aik amm business ke nisbat acha bisness hain yai al world mai bohat taze sy famous hony wala busienss hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading main naakami ki wajha sirf lalach he nahi hai

                    g bilkul bht hi achi baat share ki h yaha py nakami ki sb sy bare vaja lalch hi to hti ha jo insan lalch karna yaha sy chur jata h r sabar r tahamal k st kam karta h treading my jald bazi lalch ni karta to us ki treading b success hti ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading main naakami ki wajha sirf lalach he nahi hai

                      dear4 friends g han ap ny thk kaha hy forex trading me sb sy bari nakmi ki wja lalach hoti hy koi ky ham dekhty hy keh dusre log trading me profit ly rhy hy, jis ki wja sy usy trading ka pta nhe hota hy jis sy who trading lga daity hy ur un ko loss hota hy , who lalach me andhy ho jaty hy , bs who sirftrading krty rhty hy is me phir who nakam hoty hy...
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading main naakami ki wajha sirf lalach he nahi hai

                        G han tnek kaha apny k zidaa tar membrs ye kehte hian k lalach sy nakamj hoti hai halan k aesa nahi hota balkay forex main experience ka na hona news ko na dekhna ye sab baten hums loss ki traf le j jati hain or pareshan karti han isliye hume is main nakami k bare main kam sy kam sochna chaye.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading main naakami ki wajha sirf lalach he nahi hai

                          hamy is main lalach sy nakami nahi milti agr ham loss hony par emotional ho kar is main kam kary gy to ham apni galtio ko ignore kar ky is main kam kary gy to hamy loss ho sakta hain or hamara account be wash ho sakta hain is main market ka yai hamary broekrs ka koi be qasoor naahi hota forex aik asa busiess hain jis main ham apny gar beth kar kam kar sakty hain
                          ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading main naakami ki wajha sirf lalach he nahi hai

                            han g lalch sey bhi hop jati hy qk lalkch ik haress insaan ko hoti hy haress kerna bhut buri dat hy issey khuc bhi haat nahee ata ulta jo hota hy wo vbhi khutm ho jata hy isliuy hamin chaiy keh hum zeeda sey bhi zeeda ;laklch sey door rahin or apny work k mutabik hi prfit gain krein
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading main naakami ki wajha sirf lalach he nahi hai

                              Yes brother you are right and I agree with UK Forex from both side log ki vajah se Hi Kam hote hain isliye hamen Forex mein kabhi bhi lalach nahin karna chahie ladke hamesha achcha kam karna chahie Sabar ke sath kam karte rahana chahie aur acchi tarah se mehnat karni chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X