trading main kitna risk lena chaheay??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1801 Collapse

    trading me thora risk lne chayie ur forex aik profitable business hai aur khuch people is business par trade nai kartay becasue is ka reason yeh hai ky wo is business mein already money loss kar detay hain aur wo is business par again trading karnay sy dartay hain so aap ko is business mein practice karni hoti hai .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1802 Collapse

      ham ko trading man apni equity k hisab sy risk lena chahey or sath man hamy apny experience bi dekhna chahey phir hi ham is man profit wali trade krsaky gay otherwise ham ko loss hi hoga
      • #1803 Collapse

        maray bai trading mein risk kum say kum lana chayaa or apnay account ky mutabak lana chyaa kyu ky agar hama account 100 doller ka hy or ris hum ny 50 doller ka lein lya hy tu wo account hamra jaldi wash ho jaein ga
        • #1804 Collapse

          G janab trading kerty waqt is bat ka khayal rakhna chahye k ap ki jitny investment ho utna he risk lena chahye kunky apny investment zayada ka risk apko nuksan bh dey sakta hy or zayada kambi chalang se avoid kerna chahye
          • #1805 Collapse

            bhai experts ka kehna hai k hamein market mein jab bhi trade karen 2% of account se ziada ka risk nahe lena chahiye warna hamara risk level ziada hoga and in case of loss recovery mushkil se mushkil hoti jaegi.
            • #1806 Collapse

              Mery khyal main forex trading main risk humay apny experince ko daikhty huway he lena chahiey tab he hum esmain kamyab ho sakty hay agar hum new hay forex trading main to humay chahiey keh kam say kam risk lain esi main humari bhlai hoti hay aur loss kay risk ko kam kar lety hay.
              • #1807 Collapse

                Men aap ko money managment ka trika batata hoon sab note kainra

                Example

                100 usd lot size 0.01
                200 usd lot size 0.02
                300 usd lot size 0.03
                400 usd lot size 0.04
                500 usd lot size 0.05
                600 usd lot size 0.06
                700 usd lot size 0.07
                800 usd lot size 0.08
                900 usd lot size 0.09
                1000 usd then you use 0.1 lot size this is little example for money management
                • #1808 Collapse

                  forex trding mein kam kartay waqt kosis karay risk na ley aur es mein mind se trading karay kiyon k forex mein earning karna buhat he muskil hai es liye thora sa forex mein sabar se kaam karay
                   
                  • #1809 Collapse

                    dear forex ek totally risky business ha jis mein humen risk lena he parta hai lekin humen chahiye k ham bohat he careful ho k trading aur market ko achi tara se analyse Karen to phir ham risk ki ratio ko kam kar saken gay
                    • #1810 Collapse

                      trading me thra risk lo aur forex aik international worldwide business hai aur successful trader bannay ky liye aap ko effort aur hardworking ki need hoti hai aur yeh best hai aur achay trader ky liye aap ko greedy sy avoid aur discpline ko follow karna hota hai tab aap is business mein professional trade ban saktay hain .
                      • #1811 Collapse

                        bhai mara to khyal hai app jitna risk loo gay utna hi app ko profit hoo sakta hai to mara to mashwara hai ky app ko zida sy zida risk layna chy ky app ko profit bi zida hoo thanx
                        • #1812 Collapse

                          traiding me hum apni hesiat ke mutabiqq risk le sakte hen wese to insan jo bhi kam start karta he usme loss hone ka khatra hota hai koi bhi kam aisa nhe jis me loss na ho aor iske me risk to lena parta hai risk ke bad isme profit bhi hota hai.
                          • #1813 Collapse

                            dear mere knowledeg k mutabik hmay thora sa b risk nhi lena chahiye or kbi b risky trading b nhi krni chahiye.zyada profit earn krnay ki greed hmesha apko loss day skti hai Q k Greed nay aj tk kbi kisi ko faida nhi pohanchaya.Koi b acha or kamyab trader kbi b risky trading nhi krta.blkay apnay balance ko secure rkhtay huway trading krta hai.
                            https://t.me/pump_upp
                            • #1814 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Mehar پيغام ديکھيے
                              dear agar aap trading krna start krna chahty hen mean k aap market main in hona chahty hen to 100% main say aap ko kitny %age ka risk lena cheayn market main or kitny ka stop loss lagana chehay??
                              app ne akk ashi baat ki he or me app ki baat ko agree kerny ke sath sath like bui kerta ho kiun ke pakistna forex forum per app ko her wo baat ka khial rakhna ho ga jis se app pakistna forex forum per loss hoty he is liye app ko pakistna forex forum per mehnet bi kerni ho gi or app ko risk nahi lana ho ga pher app winner ho sekty he..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1815 Collapse

                                Forex trading aik buhat hi acha online business he es min se hum kafi bari earning aur profit ki tawaqa aur umeed bhi rakhte hin aur hum jeiese jeise apni knowledge aur information ko barha leite hin to humin es min kam se kam risk leine ki adat par jati he aur es se hum kamyabi se trading bhi kar skate hin.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X