Money management ka hona aur lot ka ziyada use krana account wash hony ki wajohat
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Money management ka hona aur lot ka ziyada use krana account wash hony ki wajohat

    ge han agar hum money management kay sath kam karn gay to hum forex main kamyab ho jain gay or lot size ko soch samajh kay use karain gar hum lot size ko nai daikhain gay to hum loss ke sorat main acpna ziada loss kar lain gay lahza trading main hamain kabi jald baze nai karni chaiya agar hum jald baze karain gay to hum loss kar lain gay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Money management ka hona aur lot ka ziyada use krana account wash hony ki wajohat

      Acchi income ki agar management Karenge To Hamen Achcha Sa profit milega Yahan per jo bhi management se kam karta hai usko Achcha Sa fayda Pakistan Forex Har Surat provide Karta Hai Achcha time de acchi management Karen accha knowledge experience se kam karen to hi aapko acchi post ki vajah se acchi management Ki waja say profit asaani sy hi faida hoga
      • #18 Collapse

        Re: Money management ka hona aur lot ka ziyada use krana account wash hony ki wajohat

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ameermoavia پيغام ديکھيے
        Jab hamary pass money management nh hoti aur hum tu hum ko loss bhi hota hy aur sath sath account bhi Wash ho jata hy bahut si asi wajohat hain jin ki waja sy account wash ho jata hy jasa ky lot ka ziyada use krana forex ki talim ka na hona
        money management Hamari trading mein bahut important role play Karti Hai Ham proper money management Karke apni trading ko bahut jyada improve kar sakte hain Hamen chahie ki Ham Jyada Se Jyada mehnat Karke kam Karen aur acchi trading karne ki koshish karen money management Hamari trading acchi trading mein bahut important role play karti hai
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #19 Collapse

          Re: Money management ka hona aur lot ka ziyada use krana account wash hony ki wajohat

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ameermoavia پيغام ديکھيے
          Jab hamary pass money management nh hoti aur hum tu hum ko loss bhi hota hy aur sath sath account bhi Wash ho jata hy bahut si asi wajohat hain jin ki waja sy account wash ho jata hy jasa ky lot ka ziyada use krana forex ki talim ka na hona
          jee han kuch traders laalach main aa kar big lot size say trade open kar laitay hain and market ki sudden unexpected movements ki waja say bohat bara loss ho jata hay, aksar traders nay money management and account balance ko zehan main rakhany bina hi big lot size k sath trade open ki hoe hoti hain, ziyada profit k laalach main aur phir stop loss bhi nai lagaya hota, market ki movement achank badlti hay and opposite direction main movement start ho jati hay and phir wo laalach forex trader ko bohat bara loss day deti hay and account tak wash ho jata hay
          If you work hard no body can stop you from success
          • #20 Collapse

            Re: Money management ka hona aur lot ka ziyada use krana account wash hony ki wajohat

            G han app ki bat tekh hay keh hamen money ko zeyada tarjhy nahin dena chahey balkeh hamen apny kam per tawajho deny chahey takeh hum as men kamyab ho saken kun kay agar hum forex men zeyada paisy ko tarjhy dengay tu hum ko as men bahut zeyada loss ho sakta hay as lia hamen saber say kam karna chahey
            • #21 Collapse

              Re: Money management ka hona aur lot ka ziyada use krana account wash hony ki wajohat

              gee han dsot sahi kaha hai ap ne hume is main money management ko fallow kr k kam krna hota ha kew is main agr hum kam bonas py zada trade lein gey tu hamra account foran wash ho sakta ha is liye is main ap sabr k sath kam krein zada risk na lein
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Money management ka hona aur lot ka ziyada use krana account wash hony ki wajohat

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Ameermoavia پيغام ديکھيے
                Jab hamary pass money management nh hoti aur hum tu hum ko loss bhi hota hy aur sath sath account bhi Wash ho jata hy bahut si asi wajohat hain jin ki waja sy account wash ho jata hy jasa ky lot ka ziyada use krana forex ki talim ka na hona
                Ji han Jo log forest trading Mein money management Se Kam Nahin karte aur ismein Jyada lot size use Karke trading Karte Hain unko Forex trading se jyadatar nuksan hi hota hai aur bahut se traders ka account bhi band ho jata hai isliye Tumhara members ko chahie ki vah Apne money management ke sabse lot size use Karen aur kam risk se trading Karen isase Hamara account safe Rahega aur ham acchi trading kar Sakenge Shukriya

                اب آن لائن

                avatar Ayn
                avatar Hassi
                Working...
                X