Money management ka hona aur lot ka ziyada use krana account wash hony ki wajohat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money management ka hona aur lot ka ziyada use krana account wash hony ki wajohat
    Jab hamary pass money management nh hoti aur hum tu hum ko loss bhi hota hy aur sath sath account bhi Wash ho jata hy bahut si asi wajohat hain jin ki waja sy account wash ho jata hy jasa ky lot ka ziyada use krana forex ki talim ka na hona
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Money management ka hona aur lot ka ziyada use krana account wash hony ki wajohat

    Ham agar acchi tarah se money management Karen agar acchi tarah se lot size ka use Karen to Ham bahut acchi trading kar paate aur is tarah se hamen bahut jyada fayda hota hai aur ham apna knowledge or experience bhi bahut acchi tarah se increase kar paate Hain
    • #3 Collapse

      Re: Money management ka hona aur lot ka ziyada use krana account wash hony ki wajohat

      Agar aap log apni trading Mein best money management ke sath Kam Nahin karte ho to aap logon ka account wash ho sakta hai aur agar aap logon acchi planning ke sath aur acchi money management ke sath Kisi bhi trading entry ko execute Karte Hain To aapki Ki success k chances increase ho Jaate Hain aap log Achcha profit sirf use Surat Mein answer kar sakte hain Jab aap Logon ke pass Achcha experience aur acchi money management Hogi isliye koshish karen ki apni e-trading scale ko improve Karen aur kabhi money management ke bagair Koi trading entry na lagaen.
      • #4 Collapse

        Re: Money management ka hona aur lot ka ziyada use krana account wash hony ki wajohat

        Believe me forex trading mein sabse important topic money management hai management ke bare mein pata hi nahin hai agar aapko forex trading ke bare mein pata hai aur aap money management ko ignore kar rahe hain to aap bahut jyada loss ke mood mein hai kyunki yahan sabse important chij hai aapki money management aur lot size khaskar ke bonus account mein agar aapke pass yah donon chijen Hain to aap kabhi bhi nahin pareshan honge isliye aapane isliye sabse trading karni hai aur apne account ki capital ko kabhi bhi aapane ignore nahin karna kyunki sabse important hai aapka account ka capital kitna aapke pass bonus hai aur aapane lot size kya yaar ki hai agar aapane yah chijen Sikh li to isiliye aap trading mein kamyab Ho jaenge.
        • #5 Collapse

          Re: Money management ka hona aur lot ka ziyada use krana account wash hony ki wajohat

          hamy money mamagement kar ky is main achi lot laga kar is main kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar ky apni family ko support kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam kar sakty hain yai online ki dunya main aik king business hain
          • #6 Collapse

            Re: Money management ka hona aur lot ka ziyada use krana account wash hony ki wajohat

            G han thek kaha apny k forex main kaam karte hue Money ko manage karte hue or is main such smajh k trade open karni chays tabhi aap is main acha bonus haisl kar sakte hain or successful hoskte hian or hard work sy is main kamyab hoskte hain.
            • #7 Collapse

              Re: Money management ka hona aur lot ka ziyada use krana account wash hony ki wajohat

              g han agr hum money ko management me nahi le kar ate tu hum is me kamyab nahi ho sake gy forex trading bsuiness me hum bohat hi daikh kar kam karna hota hai is me me hume lot size ko manage karna chahiye lot size ko hum small rakh kar hi achi trading kar sakte hai agr hum lacha kare gy or lot size bara istamal kare gy tu hum is me loss kare gy.
              • #8 Collapse

                Re: Money management ka hona aur lot ka ziyada use krana account wash hony ki wajohat

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Ameermoavia پيغام ديکھيے
                Jab hamary pass money management nh hoti aur hum tu hum ko loss bhi hota hy aur sath sath account bhi Wash ho jata hy bahut si asi wajohat hain jin ki waja sy account wash ho jata hy jasa ky lot ka ziyada use krana forex ki talim ka na hona
                sahee kaha aap nay aksar members k pass ziada bonus tho be wo osko zaaya kar dathay hay our oske waja ye hothe hay k wo is may money managment ka bilkul khyal nahee rakthay our apnay bonus k sab say ziada lot k saath kaam karnay ke koshish karthay hay jis ke waja say loss honay say account he wash ho jatha hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Money management ka hona aur lot ka ziyada use krana account wash hony ki wajohat

                  han g agar ham lot size bara karai ge to hmain loss ho ga agar ham ne mehnat karni hai learn karna hi to hi ham ne earning karni hai is liye mehnat se kaam karne ke liye hmain demo pe kaam karna hai agar ham ne demo pe kaam karna hai to hi ham kameyab hon ge is liye mehnat se kaam karain learn karain aur trend ko follow karain
                  • #10 Collapse

                    Re: Money management ka hona aur lot ka ziyada use krana account wash hony ki wajohat

                    Agar Ham money management ko follow kar lete hain lekin lot size ko capital istemal karne ki koshish Karte Hain To Ham Mera account wash ho sakta hai lekin Agar Ham money management ko follow karte hue lot size minimum rakhne ki koshish Karte Hain To Ham bahut aasani se apne account Ko behosh Hone se bacha sakte hain aur accha result Hasil karne mein Kamyab ho sakte hain isliye Hamen Hamesha money management ko follow karte hue small lot size istemal karna chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Money management ka hona aur lot ka ziyada use krana account wash hony ki wajohat

                      dear brother agar office market Mein money management ke hisab se kam kar rahe hote hain to usse aapka account bahut hi Shesh rahata Hai Magar Jab aap is market Mein money management Ko Chhod Dete Hain aur apne account per lot Badi Lagate Hain To usse aapka account Kafi Jyada risk Le leta hai aur use per Agar aapko thoda sa nuksan ho to aap ka kam 27 Ko bardasht Nahin kar sakta Jiski vajah se aapka account was ho jata hai isliye Humko chahie ki Ham Apne account ke hisab se hi Laut lagaen Taki Hamara account safe Rahi.
                      • #12 Collapse

                        Re: Money management ka hona aur lot ka ziyada use krana account wash hony ki wajohat

                        Forex trading risky business hai agar Apne capital ko sev rakhte Hue plane se market Mein trading Karte Rahana Chahte Hain To money management ko follow kiya jaaye Jab market mein aur lot Jyada Lagate Hain market kabhi bhi loss Mein Ja sakti hai Jyada loss Ho Jaaye FIR problem Ban Jaati Hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Money management ka hona aur lot ka ziyada use krana account wash hony ki wajohat

                          G bilkol hume forex main humesha man management k sath kaam krna chae r forex main jab bhi trade open krn choti lot size ka istamal krn agr hum forex main many management k sath nahi chlen gy tu hum forex main humehsa apna loss krwaen gy es leye loss sy bachne kelye hume many mangement ka itmal krna bahut zeyda zarori hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Money management ka hona aur lot ka ziyada use krana account wash hony ki wajohat

                            hamen trading karne ke liye money management karna bahut jyada important hota hai isiliye hamesha apne account kiske karne pay money management kiya karo aap acchi tarah se trading kar paoge aur forest mein acchi tarah se survive kar payenge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Money management ka hona aur lot ka ziyada use krana account wash hony ki wajohat

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Ameermoavia پيغام ديکھيے
                              Jab hamary pass money management nh hoti aur hum tu hum ko loss bhi hota hy aur sath sath account bhi Wash ho jata hy bahut si asi wajohat hain jin ki waja sy account wash ho jata hy jasa ky lot ka ziyada use krana forex ki talim ka na hona
                              Acchi reading karne ke liye proper management Karke kam karna bahut Jaruri Hota Hai Jab bina money management ko use kiye kam Kiya Jata Hai To nuksan hone ke chances Jyada hote hain aur Big Lot use Karke kam karna to Aur Bhi Jyada dangerous Hota Hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X