pehlai anlysis karai usskai baad trade karai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: pehlai anlysis karai usskai baad trade karai

    Aapki baat sahee ha k forex market me earning k leye zaruri ha k ham es market me trading ko sahee tareeqay se handle karain. Es ka tareeqa ye ha k ham trade laganay se pehle analysis karain aur us k mutabiq planning karain. es se ye hoga k ham blind nahi hongay aur hamain market ki movement k andaza hoga. forex se achi earning k leye zaruri ha k mind ko clear kar k trading karain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: pehlai anlysis karai usskai baad trade karai

      bilkul Aisa Hi Hai Pahle market ko acchi Tarah analyses kar lena chahie Jab market ki situation samajh Nahin a rahi ho Achcha train mil raha ho FIR trade open kar leni chahie Sabar kar le market mein agar koi entry Nahin mil rahi Sabar kar lena loss se behtar Hota Hai
      • #18 Collapse

        Re: pehlai anlysis karai usskai baad trade karai

        ge ha dear forex friends mai ap ki bat say sahmat ho pahlay hamain trade ko analysis karay our phir trade karay ku kay agar hum trade ko analysis nahi kartay to hum apna ap ko loss karwa lay gay is lia hamain chahia kay humsab say pahlay trade ko analysis karay our phir he trade karya tab hum loss say bach sakta hai our profit kama saktay hai is lia hamin trade ko pahlay analysis karna chahia
        • #19 Collapse

          Re: pehlai anlysis karai usskai baad trade karai

          ji han dost apne sahi kaha hamain sab se pehly apne knowledge ko istamaal karte howe markit ko analyse karna chahye our is ke bad hamain forex business main markit par trade lagana chahye jab ham esa karte hain to ham profitabke tradi g karne main kamyab ho jate hain.
          • #20 Collapse

            Re: pehlai anlysis karai usskai baad trade karai

            yeh baat to main bhi har ek ko smjhata hu kay pehly analyse karo phr us kay baad trade karo, koi bhi trade lagany sy pehly us ko achi tarha analyse kar lo phr he trade lagani chahye jab tak ap ko puri tasali na ho jaye k ap ny jitni bhi information leno thi is trade say related ap ko ho gai hai to us kay baad he trade tracker karni chahye.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: pehlai anlysis karai usskai baad trade karai

              اصل پيغام ارسال کردہ از: SRMJ1918 پيغام ديکھيے
              dear friends assalamualikum

              forex market mai acha profit kamanai keleye zarori hai ke ham iss market ko sahe tariqay say trade karai aur iss market ko ham sahe tariqay say tab he trade kar sakaingay agar ham iss mai sahe say analysis karaingay pairs ko aur usskai baad trade lagayengai hamai chaye ke iss mai market ko sahe say analyse karnai ke baad he trade lagay to ham acha profit kama sakaingay.
              jee han jab hum acha analysis selected pairs ka kar lain gay to hamain un pairs ki movement samaj aa jay gi k market kis side ko move kar rahi hay, hamain trade sell pay lagani chahiay ya Buy pay hum nay achi tarha analysis karnay k bad hi decide karna hay, forex trading main market analysis ki bohat ahmiyat hay, jitna acha hamara analysis ho ga utna hi acha profit hum earn kar sakain gay aur loss k chances kam hon gay, forex trading main har cheez ko seekhna bohat zaruri hay. ,mehnat karain jo knowledge milta jay usay samitain aur apny knowledge main izafa karty jain
              If you work hard no body can stop you from success

              اب آن لائن

              Working...
              X