Value of indicators
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Value of indicators

    indicators ki buhat value hai kyon ke is mein mehnat hai agar ham ne mehnat karni hai to hi ham ne kameyab hona hai si liye jitna bhi ham kaam karain ge learn karain ge to hi ham kaam karain ge is liye mehnat se learn karain aur practice se emotional discipline ko follow karaina gar ham ne ye kaam kar liya to ham kameayb ho sakte hain is liye mehnat karain ge to hi ham kameyab hon ge
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Value of indicators

      Jo indicated ki value hai vah kafi jyada hoti hai aur uska hisab se khilaoge apne training karte hain aur profit Deva Kumara rahe Hain magar bad yah bhi hai ki yah hamen Kisi time dhokha bhi de jaate Hain to isliye hamen yah chahie ke pahle Jo achcha hua sikhe aur jyada indicator ke sahare per hi nahin chal chalna chahie agar officer do Forex mein kamyab Hona chahte Hain to isase aur jyada bhi baten hain jo aapko sikhani chahie.
      • #18 Collapse

        Re: Value of indicators

        Value of indicators:
        a) ham chart ko analyse kar saktay hian, k market ki next movement kia ho sakti ha
        b) trend ko identify karnay k lye indicators ko use kia jata ha
        c) entry aur exit points k lye use kia jata ha
        d) different levels ka pata chal jata ha
        e) market ki oversold aur overbought condition ka pata chal jata ha
        f) risk aur reward k ratio ko manage kia ja sakta ha
        Different indicators: trend line, pivot line, support and resistance levels, moving average, stochestic oscillator, candlestick chart etc
        • #19 Collapse

          Re: Value of indicators

          Indicators Kaaaa uSe Kabhi Kabhi Faaaidaaa Mand HoTaaa Hai isLIye HumEn chaahiye k InDiCators ko Use Naaaa Hi KaRen oR Jo Bhi Trade Lagaaani ho Khud MaRket ko Achi TaRhaaaa Analise KaRnay k Baaad Hi Trade LaGaani Chaahiye Taakaay Aaasani Se Hum KhuD MaRket Ko Samajh kaR Trade Bhi KaR SakEn Or Kaaafi Achi AmOunt Main ProFit Bhi Kamaaaa SakEn Or Loss Se Bhi Khud Ko BaChaaa SakEn....
          • #20 Collapse

            Re: Value of indicators

            Chart per indicators ka use kar lena chahie ya signal de dete Hain Ki next market kis Taraf Ja sakti hai lekin mukmmal indicator per depend nahin karna chahie Apne analyses bhi Kiye Jaaye indicators ke mutabik analyses bhi Aate Hain To fir entry Laga Deni chahie indicate Jo best signal de Usi Ka use Karen
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Value of indicators

              value of indicators ji bilkul indicators ke baare mein aap ne kaha hai ki Eid ki bahut hi value hai ji indicators ki to bahut hi value hai kyunki indicators ko samajh Kar Hi Ham train lagate Hain jab indicators ko samajh Kar Ham trade lagate Hain indicators ko follow karte hue Ham trade lagate Hain to fir vo trade hamen fayda de deti hai is vajah se indicators ko hamen samajh Kar track lagani chahie

              اب آن لائن

              Working...
              X