Tez movement mein entry na Lena Hi behtar hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Tez movement mein entry na Lena Hi behtar hai
    Market mein jab ham tezi dekhte hain to Ham badi badi trade uthate Hain aur bade shauk se trading karte hain kyunki market ki movement jab tez hoti hai to hamen munafa bhi jyada milta hai aur nuksan bhi jyada hota hai lekin agar Ham market mein tej movement ko dekhkar read lenge to hamare nuksan ke chance jyada honge aur hamara bada nuksan ho sakta hai isliye main samajhta Hun ki market mein jab bhi bahut yad aati ji Ho hamen trading nahin karni chahie aur hamen apne account ko safe rakhne ki koshish karni chahie tab Ham kamyab ho sakte hain
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Tez movement mein entry na Lena Hi behtar hai

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Khan70 پيغام ديکھيے
    Market mein jab ham tezi dekhte hain to Ham badi badi trade uthate Hain aur bade shauk se trading karte hain kyunki market ki movement jab tez hoti hai to hamen munafa bhi jyada milta hai aur nuksan bhi jyada hota hai lekin agar Ham market mein tej movement ko dekhkar read lenge to hamare nuksan ke chance jyada honge aur hamara bada nuksan ho sakta hai isliye main samajhta Hun ki market mein jab bhi bahut yad aati ji Ho hamen trading nahin karni chahie aur hamen apne account ko safe rakhne ki koshish karni chahie tab Ham kamyab ho sakte hain
    yes brother you are right fast movement hamare liye best nahin hoti hai bolke hamare liye Los ka sabab banti hai jab big volatility ke sath market ki movement ho rahi hoti hai to Ham apni trade ko control nahin kar sakte hain aur hamen loss ke kafi chances hote hain isliye hamen chahie Ham big bolati mein Koi trade open na Karen Big bulletin hamare liye useful and beneficial nahin hoti hai balki big quality hamare liye loss rakhti hai isliye hamen trade open nahin karni chahie
    • #3 Collapse

      Re: Tez movement mein entry na Lena Hi behtar hai

      dear g han ap nay correct bat ko share kia hay ham ko chye k ham is time main jab bhi trade ko kia karein itat k sat trade kia karein i main ha ko kabhi bhi hurry up k sat trade ko nahi karna chye is main ham ko abhi bhi forex main any k bad trade ko lenay main hurry up ko nahi karna chye is main agar ham aisa karein gye to bad main ja ker k he ham amyb hon gye .
      • #4 Collapse

        Re: Tez movement mein entry na Lena Hi behtar hai

        G han taiz movement main entry na lana hi bahter hay ap ko chaye kh ap rat movement main ask koi bh trade ko open na kerain aor na hi ap kch apr kero bs ap aysa halat main koi bh trade open na kero q ka account to save rha ga na ap ko ager trade kerni hay to phr ap ko aik pair ko analysis kerna ho ga phr ap us par trading kero
        • #5 Collapse

          Re: Tez movement mein entry na Lena Hi behtar hai

          G dear ap n thk kaha hy k agr market k andr kisi bhi pair movement bhi teez ho to huny chahiya k hum entry na ly ku k aesa ho sakta ha k teez entry k andr humy bht hi zeada loss ho jary ya yeh bhi ho sakta ha k humara account tk wash ho jaey to hum sb ko chahiya k market m trade krty waqt as entry ly ib market ki movement teez na ho
          • #6 Collapse

            Re: Tez movement mein entry na Lena Hi behtar hai

            G hy bilkul tyz movmnt Main enter nhi hona chya bkly ehtyt krni chya aysi movmnt sa hm bht ziyada loss Ho skty hy is lia hm chya KY soch semjh kr kam kra tb hi kamyb Ho ga ugr hm lalch kra ga jeldbzi kra ga to kbhi bh kamyb Nhi Ho ga is lia hm chya KY movmnt ko semjh US ky mitbk kam kra tb hi kamyb Ho ga
            • #7 Collapse

              Re: Tez movement mein entry na Lena Hi behtar hai

              Gee mai ap ki baat sey agree krta hok forex market mai jab fast movement ho tou es waqat enter na ho aur market mai jab bhe entery lena hai tou market ko analysis krey aur trend ko follow krey. es tarah sey entry leney sey ap market mai entry ley kr success hasil kr sakty hai. Aur ap apna target ko bhe easily achieve kr sakty hai.
              • #8 Collapse

                Re: Tez movement mein entry na Lena Hi behtar hai

                g han jub hum markt ki movement taiz dhaikhtay hain to hum trade bht zyada kurtay hain is lyay keh humay acha profit gain ho laykin market ki movement jub taiz hoti hy to is may humay zyada munafa anay kay sath zyada loss bhi hota hy to humay chahiyay keh jub hum market ki movent taiz daikhain to jald bazi say trade na kuray bulkay soch samujh kay trade kuray q keh jub market ki movement jub taiz hti hy to humay nufay kay sath sath nuqsan bhi hota hy to soch smujh kur trade kuray
                • #9 Collapse

                  Re: Tez movement mein entry na Lena Hi behtar hai

                  hamy market ke movement ko samj kar km karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala busienss hain hum is mai agar bager learning ky kamkary gy to hamy loss ho jy ga hum is mai bager balance account bana kar bekam kar sakt hain froex aik best business hai is mai hum apny boss ap he hity hain forex aik international busiens hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Tez movement mein entry na Lena Hi behtar hai

                    agar market friends fast move Kar Rahi hai to hame chahiey keh ham trading me entry na le awal to le Bhi to smaal lot size ke saath.
                    PRACTICE MAKES MAN PERFECT
                    • #11 Collapse

                      Re: Tez movement mein entry na Lena Hi behtar hai

                      gee dear agar hum movement market main entry karain gay to hum loss kar lain gay hamain chahya kay hum movement main zara bhe experience main to pher to app is main zra risk na lain or loss say bachainagar hum greedy ban kay kam karian gay to loss kay chances bhar jaty hian agr hum chahty hain kay hum kamyab hon to hamain sabar or mahnat say kam laina ho ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Tez movement mein entry na Lena Hi behtar hai

                        agar market Ki halat bahut fast ja Rahi hai to hamen chahie abhi Trading na Karen market is barish Ki vajah se bahut down ho gai hai hamen chahie Ham acchi tarah se carefully se acchi trading Karen
                        • #13 Collapse

                          Re: Tez movement mein entry na Lena Hi behtar hai

                          Yes i agree markete ki mo ememt jab tez hoti hai to aesy main trade main entry hargiz nahi leni chahye kiun k fast movement nain entry lena apk liye loss ka bais ban jata hai r narkete jhas ker jab boht tez move kerti hai jab news ati hain news tine trade main entry leny se bachen r apna account safe rakhen r jab news k bad kou acha entry point mily to us soorat main trend confurn jerny k bad tradenjaren ohir ap acha profit gain ker saken gy
                          • #14 Collapse

                            Re: Tez movement mein entry na Lena Hi behtar hai

                            Exactly dear friend bilkul theek Kaha Hai Jab market ki condition test chal rahi hoti hai to use time entry Nahin Lagani chahie market ki movement ka kya Dada kab kis Taraf movement Karya aur lost dijiye Jyada Logon Se Bachana chahie market Mein plan Hona chahie thoda profit nikaalne lekin loss na hone Diya Jaaye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Tez movement mein entry na Lena Hi behtar hai

                              Assalam walekum ji aapane Sahi Baat kahi hai Pak Forex form mein Main Tej moment ke dauran Hamen main Soch samajhkar open karne chahie haan Agar aapke pass lot of experience hai aap use experience rakhte Hain To fir Koi Fark Nahin Padta ki market movement Kis Tarah kam kar rahi hai acad open kar sakte hain aur process bhi generate kar sakte hain otherwise Agar aapke pass experience ki Kami hai aap new member Hain aapki demo practice bahut Kam Hai To fir aapko Tej movement ke dauran bilkul bhi pad open Nahin karne chahie yah sarasar bewakoofi Hogi aur aapko loss ka Samna karna pad sakta hai thank u

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X