greedy is curse is ko avoid karo

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: greedy is curse is ko avoid karo

    Forex trading Mein Hamen lalach Nahin Karni chahie Agar Ham forextrading Mein lalach Karenge aur risky trade Lenge Jyada profit asel karne ki koshish Karenge To Hamen nuksan ho sakta hai risky trade Lekar Hamen chahie ke Ham money managment se kam Karen aur Chhote profit asel karne ki koshish karen isase Hamara fayda Hai Aur Hamara knowldge Bhi increase hota hai Hamen Forex trading Main daily basis per profit Chhote Chhote hasil karNe chahie.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: greedy is curse is ko avoid karo

      Lalachforex market mein job karta hai use problem hi banti hai market ki situation ko mukammal koi Nahin samajh sakta kabhi bhi market loss mein ja sakti hai isliye proper plan bnao kar trading Karni chahie market mein launch na Karen loss ho Gaya bada to use recover karna mushkil ho jata hai bade logon ko recover karte karte aur loss bhi ho sakta hai
      • #18 Collapse

        Re: greedy is curse is ko avoid karo

        forex trading main jo b hard work akrta hain and lalach nhe karte hain vo kabi b loss ziyda nhe karte hain lalach wale trader kabi b kamyabi nhe hasil kar skte hain lalach k bina hamehsa trade karni chahiye stop loss ko use karna chahiaye capital ko dekh kar he kaaam karna chahaiye jo mehant karta hain and lalach nhe karta hain vo long time forex trading say earning karta hain jaab k lalachi trader aksar loss kar deta hain and kabi b kamyabi hasil nhe kar pata hain kamyabi hasil karne k liye lalach ko khatm karna hoga
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: greedy is curse is ko avoid karo

          Acchi baat ki hai aapane Hamen greet ko avoid karna chahie jab tak Hamare Andar Se yah khatm Nahin hoga tab tak Ham apni kamyabi ko Mumkin Nahin banaa Sakte isliye Hamen Hamesha apni Garib ko Khatam Karte Hain Tumko kamyabi ki taraf Lekar Jaane Ki Koshish Karni chahie Taki Ham acche level Tak jakar Khud Ko Har Tarah Se secure banaa sake Har Tarah Se kamyabi Ke Kabil bana sakte Yahi Hamari kamyabi Ka Raj Bhi Ho Sakta Hai Jab tak Ham mehnat Nahin Karte tab tak Ham Khud Ko Kamyab Nahin banaa Sakte lekin Hamari mehnat Agar continue Rahegi To Ham acche level Tak Lekar Ja sakte hain Khud ko aur Khud Ko Ek acchi kamyabi Ke Kabil banaa sakte hain

          اب آن لائن

          Working...
          X